Two type of Analysis in Forex Trading to understand the market
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Two type of Analysis in Forex Trading to understand the market
    Dosto hum Suntay or parhtay hain K Forex Trading Main 2 tarah k analysis hotay hain... ye Analysis hai kyaa... main Ap ko batataa hon... Analysis Ko urdu Main Tajziyaa Kehtay hain..forex Main hum 2 trah Say Analysis kartay hain Ek fundamental Analysis or dosra technical Analysis,Fundamental Analysis Main humEconomic news Ki base par jo k mukhtalif baray baray Mulkoun say related hoti hain un par Tajziyaa kartay hain..or Technical Analysis Main hum mukhtalif indicators ko istemal kartay huye Analysis yani k tajziyaa Kartay hain or behtar Waqt nazaar Ataay he Trading Kartay hain
    Mind Is like A Parachute - It Is Useful only IF Open
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    forex trading main news ki bari ehmiyaat hoti hai main fundamental or technical dono milaa k kartaa hon magar zyada zoor fundamental par detaaa hon.
     
    Mind Is like A Parachute - It Is Useful only IF Open
    • #3 Collapse

      Well janab . aap ki bat thek hy brother analysis trading ke liye bohat important factors hote hein.. traders 2 tara ke analysis kerte hein fundamental and technical analysis jinki help se tradser market ka future trend maloom kerta hy or yeh andaza lagat hy ke market ki future movement kia hogi.. or then vo trading kerta hy jab usko market ki movement ka sahi andaza ho jata hy
      Dont Spam The Forum.. ..

      :(I hate Spammers..:(

      ;)Make Bonus Of 200 USD;)
      • #4 Collapse

        yes you are right 2 main tyes ke analyis hote hain jo trading main most common hote hain aur ziada tar traders inhi aanalyis ko apni trade main follow karte hain, technical analysis se hamen market ki ups and down movement ke bare main hint millti hai to trader in ki help ke sath apni trade open karta hai isliye market ke analyis ko watch karna bohat zarori hota hai.
        • #5 Collapse

          اصل پيغام ارسال کردہ از: mehmood khan
          G han brother apne bilkul teak kaha ha lakin apne thread thori si mukhtalef ki ha ager ap hame thora sa mazeed samcha dety ke ham economic news ko kese read kar sakty han.
          Bhai Seniors nay buhat Sari useful Threads open Ki hain... Ap miles or Abdullah2008 ki threads ko check Karain Ap Ko buhaat Achaa idea ho jaye Gaa K Kis news ki kya importance hai... Economics news duniyaa main Sab Sy zyada Dekhi janay Wali news hain..insta Forex ki Website par bhi hammain Economic Calander Miltaa hai... usay study Karna Easy hai... us k ilawaa yahan par ek senior member miles nay buhaat Achi taraah Say fundamental analysis par Step by step Thread open Ki hai aap usay check Karain
             
          Mind Is like A Parachute - It Is Useful only IF Open
          • #6 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Qaiser4u007 پيغام ديکھيے
            Dosto hum Suntay or parhtay hain K Forex Trading Main 2 tarah k analysis hotay hain... ye Analysis hai kyaa... main Ap ko batataa hon... Analysis Ko urdu Main Tajziyaa Kehtay hain..forex Main hum 2 trah Say Analysis kartay hain Ek fundamental Analysis or dosra technical Analysis,Fundamental Analysis Main humEconomic news Ki base par jo k mukhtalif baray baray Mulkoun say related hoti hain un par Tajziyaa kartay hain..or Technical Analysis Main hum mukhtalif indicators ko istemal kartay huye Analysis yani k tajziyaa Kartay hain or behtar Waqt nazaar Ataay he Trading Kartay hain
            jee han forex main technical aur funda mental analysis bahut ahem hain fundamental aur technical analysis dono istemal karty huye hum apni trading ko kamyaab bana sakty hain kyun fundamental analysis humain kisi country ki economy ki situation k baary main batata hai aur technical ananlysis is ko market ya charts main shape deta hai so dono seekhna ahem hai.
            • #7 Collapse

              Two types of analysis in forex trading is technical and fundamental analysis. So these two analysis are very important from trading point of view to make green pips in the market consistently.
               
              • #8 Collapse

                sir ji ap bilkul thek keha rhy ho main ap ki bat s agree krta hu main fundamental analysis or news ko zadha prefer kaarta hoon orr us ki base paar main trading kaarta hoon . ya bohat zadha important role play kari hain trading ka durna..
                • #9 Collapse

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: aduji پيغام ديکھيے
                  sir ji ap bilkul thek keha rhy ho main ap ki bat s agree krta hu main fundamental analysis or news ko zadha prefer kaarta hoon orr us ki base paar main trading kaarta hoon . ya bohat zadha important role play kari hain trading ka durna..

                  Bhai Achi baat hai k Aap fundamentals par zyada Dhyaan Detay ho magar kabhi aisa bhi hotaa hai K Kisi high impact news Ka impact market par sudden nahin partaa Thori Dair baad Shoro hotaa hai Tou Aisi soraat main Kyaa Kartay ho ???
                     
                  Mind Is like A Parachute - It Is Useful only IF Open
                  • #10 Collapse

                    fundamental analysis aur technical analysis- dono ki apni importance hoti hai aur dono aopni tarah se market ko effect karte hai..lekin jaha tak maien notice kiya hai, us hisab se fundamentals ke aage technicals fail ho jate hai..so i think fundamental studies are more powerful then technical studies
                    • #11 Collapse

                      thanx apnay itni achi tarah describe kiya aur hum sb ko btaya mujhe analyze ka itna pta ni tha apnay pori description dai di is tarah to hum easily kr saktay hain trading q k jb hamain pta chal jaiga deeply analysis ka to asani hojaigi q k market report trading k lye to bht important hai aur apnay pori description dai di thanx.....
                      • #12 Collapse

                        ye aap nay bhot he achay analysis btae hai lekin meray jo kareeb aur behtreen analysis lagata hao wo hai tachnical analysis ku k agar hum yaha pay technical analysis karnay me kamyab ho jatay hain to hum yaha pay easy ho jatay hain.
                        • #13 Collapse

                          je han billkul ek fundamental analysis ek technical analysis dono he ko maday nazar rakhtay howay sahee faislay ke pori umeed or achay faiday ke tawaqoo barh jati hai bahar haal keep watch on market and analyze the rates of market up and down
                          • #14 Collapse

                            Ham Forex trading main market ka 2 tarha say analysis kar saktay hain aik to ham market chart say is ko ghara ki madad say samjh saktay hain or dosta market window say is key market value ko jan saktay hain or pher apney trade laga saktay hain .
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Forex trading main analysis two types kay hoty hain. Aik fundamental and dusra technical analysis aur jab hum in ka theek tarh se analysis karte hain to hum market main positive direction main pips easily kar sakte hain. Is liye hamain chahiye keh market main technical analysis ko ziyada ahmiyyat dain.
                               

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X