How much education is enough?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: How much education is enough?

    Ye bat bilkul be ghalat hay key Forex business me education ki zarorat nahi hoti, 1 uneducated person ki trading me aur educated person ki trading me bahot zeyada difference hota hay, jo traders zeyda educated hoty hey wo zeyda mature hoty hey aur es ka andaza un ki trading se be ho jata hay, esy traders agar new be hoty hey to proper discipline key sath trading karty hey jab key uneducated persons kabi be market analysis nahi kar sakty, esy traders ka education es level ka nahi hota key wo market reports aur market news events ko samaj kar trades open karny ka idea laga saken.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: How much education is enough?

      Dear members Forex trading aik online free business hai is me as such kisi academic education ki zarurat nahin hoti lekin itni ability honi chahie ki aap ko trading platform per tool charts aur uske mutaliq English ko samajhna aata Ho. Ham Pakistani bahut skillful log Hain liking sirf English ko samajhne aur bolane mein thoda piche Hain isliye vah tamam log Jin ke pas Koi professional yah academic degree nahin Hai vah bhi trading kar sakte hain lekin jinko broker se so Hui email aur kisi bhi trading platform se mutalika Koi notification ki parhne ka pata Ho. Academic education bi zaroori hoti Hai Magar Forex trading mein trading ki learning bahut zyada zaruri hai jo ki aapko last mein sikhani padegi.
      • #18 Collapse

        Re: How much education is enough?

        Dear friend eduction her lhaz say fida mnd ha or khas tour pay forex mein trading kay drmyan hmy is kay zrort perhti ha jetni zada eduction ho gi utna hi zada banda knowledge ko share ker saky gaa ....wasy forex mein knowledge ki koi kaayd nai ha but phar bhi zada nai tu km say km matric zrori ha qun kay matrick wala banda forex ko achy say smjh sakta ha
        • #19 Collapse

          Re: How much education is enough?

          ji mere Bhai aapane bahut achcha sawal Kiya mere hisab se ismein education metro nahin karti aap ke pass iske bare mein jyada se jyada experience hona chahie jitni jyada aapas mein merath karenge jitna jyada iske bare mein knowledge gain karenge utna hi acche se aap ismein trade kar sakenge aur apna achcha profit aasan kar sakenge isliye agar aapke pass koi jyada knowledge nahin bhi hai aur aapke pass education nahin hai to aap fir bhi ismein kam kar sakte hain aapko iski market ko samajhna hai kisi expert ke Fall lagana ismein time spend karna hai aur jyada se jyada mehnat karni hai to aap pahle education matter nahin karti aap isme ek achcha profit hasil kar sakte hain aur ek score ek business ke taur per Chala sakte hain isiliye ismein jyada padhaai nahin chahie balki ismein aapke pass experience hona chahie Taki aap ismein acchi trade laga sake aur profit hasil kr seken
          • #20 Collapse

            Re: How much education is enough?

            Forex trading business mai traders ko education mai koi khaas ehmiat nahi hai aur na he kisi khaas qualifications ki zarurat hai. Jo banda mobile ko use ker sakta hai aur computer ko istamaal kerna jaanta hai uss kay liye trading seekh a aur kerna koi mushkil nahi hai. Kisi bhi aisay shakhs kay liye jo computer aur mobile pay softwares aur applications install ya download ker sakta hai uss kay liye samajhna aur kerna wesay he hai jaisay woh kisi say chat waghaira kerta Hai. Forex trading business ka tamaaam knowledge aur learning ab internet pay asaani say miljaati hai jiss ki wajah say ye bohat asaan kaam hai.

            Normally aik metric paas ya matrix fail jisay computer ki aur hisaaab kitaab ki soojh boojh hai wo trading ker sakta hai
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #21 Collapse

              Re: How much education is enough?

              forex market main ap ko aik bat clear honi chaheay ager ap forex main 10 sal bhi knowledge hasil kar lain gay tab bhi ap ka knowledge forex ky bary main complete nahi ho ga kyon ky yhe market bohut ziada huge market hai jiss main 100 % knowledge hasil karna na mumkin hota hai koi bhi trader asa nahi hai ju yeh bat kehta ho ky mere pas market ky bary main 100 % knowledge ha har koi market main kcuh na kuch kami rakhta hai jiss waja say usy thora bout loss ka samna karna parta hai ager ap nay es market main success hona hai tu bas ap ko es market main rules ko follow karna ho ga aur pehly achi tara say leanring karni ho gee learning ky bgair kabhi es main success mil he nahi sakti ha aur demo account main achi tara say practice karni chahea phir he ap success ho sakty hain.

              اب آن لائن

              Working...
              X