Pair co-relation kia hota hay
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Pair co-relation kia hota hay
    Pair co-relation aik aisa word hay jis ko hum aksar suntay hain forex market may lakin bohat kam logo ko maloom hay is k baray may, yaha par may ap logo ko batana chahta ho keh co-relation hota kia hay?

    forex may co-relation ko hum is lye use kartay hain ta keh hum ko yeh pata chal sakay keh agar koi news a rahi hay to wo kis kis pair par impact dal sakti hay aur us impact ki waja say aur kitnay pairs par asar paray ga, aik co-relation hum yeh bhi keh saktay hain k koi aik pair agar down hota hay to dosra us k against up hota hay, jaisa keh hum aksar dekhtay hain k Eur/usd jab down hota hay to Usd/Chf up hota hay, ya is k ulat bhi hota hay, yani Usd/chf down hota ha to Eur/usd up hota hay, lakin aksar aisa bhi hota hay jab Eur/usd up jata hay aur Usd/Chf bhi up chala jata hay, yani yeh parallel hotay hain.

    Hum ko ziada tar crosses may dekhna chahiyay keh kis kisam ka co-relation hota hay in k darmyan, yani agar koi USD base news ati hay to kon konsay pairs kia impact laytay hain. Yaha aik aur baat wazeh kar do keh USD ki jb news issue hoti hay to Jpy bhi us ka asar layta hay. Aur yeh discussion fundamental analysis may ati hay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Aap nay fundemantal analysis ko buhaat Achi Tarah Say Describe Kiyaa sir..main Samajhta hon k buhat saray forex Traders World ki ecnomical conditions par nazar nahin Rakhtaay jis Waja Say Wo loss kartay hain.. aap nay buhat Behtar Andaaz main Currencies Ka Co Relation Samjhaya hai main yakenaan is Say istefada hasil Karoun Ga
    Mind Is like A Parachute - It Is Useful only IF Open
    • #3 Collapse

      Friends I am a new member of online trading and don't know about this topics so please can you tell me details and clearly....???????
      • #4 Collapse

        Nice information. Pair is the most important subject in Forex trading. I think EUROUSD and USDCAD are the best pairs in forex market.
        • #5 Collapse

          Apny achi thread post ki hai aur iss ki madad sy hum jasy new traders ko pair k baray main mazid achi batain pata chali hain, jinko trading k doran ya news main mojod economic say related use kr sakty hain aur achi tarha understanding honay k baad hamari trade main behtri bhi a sakti hai aur is tarha trade main agr koi confusion hai tu wo bhi door ho jati hai pairs baray main.
          • #6 Collapse

            nicely defined about "pair co-relation". mujhe iss se pehlay iss ke baray main itna knowledge nahi tha. lakin kya ye zaroori hai ke agar aik co-related pair up ho to doosra down hi ho ga. aur aisi kya cheezain jo ke in ko co-relate karnay main help karti hain.
            • #7 Collapse

              forex trading main aap ko koi b cheez single nahi mily gi currencies main lakin gold oil or silver wagera singal hoty hen lakin currency single nahi hoti har currency ek dusri currency say mill kar ek pair banati hey jis ko hum us currency ka pair co relation kehty hen..
              • #8 Collapse

                thanks a lot brother ap ny bht acha explain kia hai ap ka explain krne ka tarika bht zbrdast hai bs ap esi tarhan smjhty rahe hum newbie ko thanks for sharing your views i am very greatfull of yours
                • #9 Collapse

                  I think pair co-relation us ko kehty hain jese usd/jpy hai or usd/cad hai agar usd/jpy up jaye ga to usd/cad bhi up jaye ga kiun ke mene jo notice kiya hai us me jo same pair first hota hai jese donu me usd pehly hai is lye same movement hogi or jab aik up jaye ga to dusra bhi up jaye ga or jab aik down jaye ga to secend bhi down he jaye ga .
                  • #10 Collapse

                    Well co-relation jesa ka name se pata chalta hai k kisi cuurrency pair ka dosri currency pair par impact or relation ki bat horahi or bilkul esa hi hai. Forex main ek currency pair dosre currency par effect dalsakta hai or kitne currency pairs to ek dosre k opposite chal rahe hote hain. Jis se unka co-relation saaf zahir hota hai.
                    • #11 Collapse

                      In my openion pair correlation is an interst and unque system. if we know how to manage them so we can get good profit. I have traded with many pairs in point of correlation.
                      • #12 Collapse

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: mohammad bilal پيغام ديکھيے
                        I think pair co-relation us ko kehty hain jese usd/jpy hai or usd/cad hai agar usd/jpy up jaye ga to usd/cad bhi up jaye ga kiun ke mene jo notice kiya hai us me jo same pair first hota hai jese donu me usd pehly hai is lye same movement hogi or jab aik up jaye ga to dusra bhi up jaye ga or jab aik down jaye ga to secend bhi down he jaye ga .
                        Brother, pair ka co-relation ap nay theek samjha hay, lakin yeh yaad rahay k counter currency ki bhe value hoti hay, sirf USD ki hi nahi hoti, jaisa k misal k tor par hum USD/NOK, USD/PLN, USD/ZAR or USD/SEK ko laytay hain, USD ki news ai to sab nay barabar ka impact liya, lakin us k baad USD/SEK nay 30 minutes may price ko retrace kia, jab k USD/NOK nay sirf 30% retrace kia, aur USD/ZAR nay mazeed 10% lose kia, to saray USD crosses hain lakin counter currency ki waja say movement different ho gai.
                        • #13 Collapse

                          thanks brother mujhe co relatopn pair ki malumat nahi thi ap ki is thread i waja se howi shukirya apka boht boht apki sari threads main boht carefull read karta hoo ..
                          • #14 Collapse

                            that's really good and informative information about trading business and about co relations currency pairs use in trading business and that's very good and we can use it as good source for earning and if we are trading in forex then we need to know that what is co relation in currency pairs and that is must to know and it can help us in earning money
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Pair corelation ka matlb he aik dousray k ksame against jana, jaisa kay eurusd paire he agar ye up jata he to usdchf down jata he esi tarha , mostly eurusd or gbpusd bhi same directions mein move karty thy magar aj kal ehsa nai he ye bhi corelation hi hoti he.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X