control your emotions and stay focused
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    control your emotions and stay focused
    forex trading me humen apny emotions per control rakhna chayay aur kabhi bhi emotions me a kar ghlt decission ni lena chayay kun k forex trading me zara se ghalti boht loss karwa skti hai ,, ek trader ko apni trade per focused rahna chayay..
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    yes dear app nay thek kaha hy hamy forex trading may apny emotion and greed par control karna chahiye hamy forex trading may emotional ho kar koi bi kadam nahi uthana chahiye kiyu kay ak choti si galti say bi hamy big loss ho sakta hy is liye trading bohat dehan say and samjh kar karni chahiye.
    • #3 Collapse

      bhai forex trading main apnay emotions pe control karna aik trader kay liya must ha aur trading kay doran apnay zain ka fully use karay aur mukamaal tor pe trading ki taraf focus rakhay aur market kay saat in touch rahay aur jazbaat se koi faisila na karay
      • #4 Collapse

        salam to all
        dosto forex aik risky busines gay iss may lamha ba lamha situation change hoti hay ,jiss may hamuin trade kar na hoti hay ,iss lia trader ager greed or emotion sa bach k trade karay to wo losses sa batch sakta hay,
        • #5 Collapse

          forex me hame apnay emotions pay contol rakhna bhot zrori hota hai agar hum is kaam em apnay aap pay contol rakh letay hain to hum 90% achay trader ban jatay hain.
          • #6 Collapse

            forex main trading kerte waqt koish kerne chaiye ke ap sabaar se kaam kerna chaiye aur aik ache time ane per trade kare taake apko faida ho.forex main emotions ko control main rakh ker he trading kerne chaiye tou phir apko kabhi bhi loss nahi hoga.
            • #7 Collapse

              Aap emotions ko bhee control ker sktey hen or focus bhee poori trah say ker sktey hen, zarurat just step by step learning ki hay. Bascially forex trading ko aksur hum smjhnay may ghalti ker dety hen or isay sahee trah ya sahee jaga say shuru nahee kertay hen or baad may isay chhorna per jata hay.
              • #8 Collapse

                Emotion is our main enemy in forex. It calls greed and loss. so have to control it in every trade, I always follow Sentimental analysis to control my emotions. Thanks.
                • #9 Collapse

                  han bilkul theek baat hai agar hum apne emotions par qaboo rakhen aur apne daily targets ko focus karen to hum is tarhan ek ache trader ban sakte hen aur ek aur baat yeh ke hum initial stage se hi kisi se seekh ke chalen take humen shuroo men hi nuqsaan na ho jaye
                  • #10 Collapse

                    aik trader ky leay trading ky waqat apnay emotion ko control karna bohat baray kamyabey hai aur wo tb hoga jub aus ko har chez ka pata ho ais ky elawe trader ko trading ky waqat fully market per focus karney cahahey.
                    • #11 Collapse

                      dear meray hayaal me jo bi trader apnay emotion ko trading kertay control me rukhta ha wo sub se kaamyaab trader ha usey sub se kum loss hota ha kiun k emotion ka out of control hona her trader ki basic kumzori ha
                      • #12 Collapse

                        Jab insan apna leye goal set karta hai to sub se pehle us ko apne emotions ko control kar k us ko acheive karne k leye apni tamam tar attention us goal ki tamam hardels par rakhni chahye aur focused ho kar ALLAH ka naam le kar start kar de to kamyabi us k kadam choome gi.
                        • #13 Collapse

                          jab loss hota he to bohat rona ata he emotional us emtional ko rokna i think bohat bri bhaduri he or usse sekhna e aklmandi he agr sekhoge nhi to sari zindgi emotion ko rok nhi paoge
                          • #14 Collapse

                            jee han aap ki bat bilkul thek hai main samajhta hon forex main apna emotions ko control rakhna buhat rori hai nahi tu zara si greed ya phir aap ka excitement aap ko loss ki taraf la kar ja sakta hai main samajhta hon k emotions pa control buhat rori hai forex main
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: abid rafique
                              Traders ham trading main apnay emotion ko control kar kay agar apna focused trading ko learn arnay pay rakhan to is sy haman trading ko sakhnay main zayada help mil saay ge.
                              mujhe bhi lagta hai ke traders ko emtional nahi hona chhaiye trading ke doran , mujhe forex trading me jab bhi loss hota hai me kabhi emotional nahi hota hun apney loss ko accept karta hun and us se sabaq seekhta hun .
                               

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X