forex trading start krne k liye
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    forex trading start krne k liye
    Mera new tradrs k liye mashwara he k forex trading start krne k liye kisi se udhar paise kbi na lena aur na hi kisi se investment krwa k partnership pe kaam krna,
    jb b start kro to apne paise invest kro ya phr bouns se trade kro,
    ye mn is liye keh rha hun k agr khuda na khasta lose ho gia to ap k liye masla ban jayega,q k udhar phr ap kidhr se wapis kro gy.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    bilkul brother business mai risk hota hai k ap ko loss ho sakti hai ya profit ., agr ap laon lo gy to ye na ho k ap ko loss ho jaye to wo loan ap k liye utarna aik bohat bara problem ho sakta hai .. to mai ye kaho ga pehaly ap demo account banaye us par earn karein aur jo earn karein us ko invest karien ta k loss ho b jaye to ziada ffarq na pare,, loan hargiz na lein
    • #3 Collapse

      my dear friend ap ne theek kaha hy agr hum forex ma kam karte he to huma apni he investment kar k is ma kam karna chaye agr ap ne loan la kar kam kya to ap k lya bht masla ho skata hy agr ap ko loss ho gaya mare kahyal se ap k pas tori bht investment ho per ap ki apni ho or profit lo earn karo
      • #4 Collapse

        mere khayal mein sab se pehle ap demo account banaye us par earn karein aur jo earn karein us ko invest karien aur jab ap expirienced hojaye jb ap trading kre
        • #5 Collapse

          Forex trading start krny k liye hamein pahly iss ko achi trha sekhna chahein aur uss k baad he hamein iss main kaam krna chahein q k iss business main agr hamein earning hoti hai to iss main loss bhi mumkin hai hamein .
          • #6 Collapse

            Hamaish apny paison sy trading karen kisi bank ya person sy uthar ly kar trading mat karen kiyo k agar ap uthar ly kar trading karen gy to ap ko yahi dar rahy ga k kahen loss na ho jaye aur isi dar aur pressure k waja sy ap trading per concentrate nai kar paen gy aur loss kar den gy.
            • #7 Collapse

              Yes forex mei trading k lie bht achi opportunity di jati hai hamen forums pe kam karny ki, hum forex forums pe posting kar k acha bonus earn kar sakty hyn and isi bonus pe trading kar k monthly bht acha bonus earn kar sakty hyn so forex mei trading k lie kisi se udhar leny ki zarort nahi hai balky apna bonus earn kar k trading karni chahye.
              • #8 Collapse

                bohat khubsoorat baat bole ap ne dear sab new traders ko 1 acha msg seekhene ko mila udar 1 bbohat gandi adat hai jo insan lete waqt aram se le leta hai phr dene me masla hota hai
                • #9 Collapse

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: ForexTiger پيغام ديکھيے
                  Mera new tradrs k liye mashwara he k forex trading start krne k liye kisi se udhar paise kbi na lena aur na hi kisi se investment krwa k partnership pe kaam krna,
                  jb b start kro to apne paise invest kro ya phr bouns se trade kro,
                  ye mn is liye keh rha hun k agr khuda na khasta lose ho gia to ap k liye masla ban jayega,q k udhar phr ap kidhr se wapis kro gy.
                  forex trading ko start kartey waqt chahiye k kisi sey udhar na lia jae q k forex ka koe bharosa nahi k kab apko kitna profit day aur kab apko loss day.
                   
                  • #10 Collapse

                    Forex me hamesha successful wohi hai jo apni trading khud karta hai, forex me na tu kisi se investment lain or na hi kisi ko dain agar aap kisi se investment le kar kaam karna chahty hain tu usko risk ki caution bhi den or loss ka zimmedar investor ko banaen or apni % low rakhen share me from profit.
                    • #11 Collapse

                      ap ny thek kha mein asa kar chuka houn sab kehty hain phir k hameen loss kar dya is lye forex mein khud apni investment karna bas or achi earning ap k lye khud apny account sy he ki ja sakti ha is lye hard work to get success in forex
                      • #12 Collapse

                        forex trading main successful hoony kay leiy aap ko full planning kay saath apna capital or bonus use karna ho ga.jo loog learning karty hain or apny target kay hisaab say earning karty hain.wo loss say bach jaaty hain.
                        • #13 Collapse

                          yes gee haan my dear app nay sahi kaha i thinks forex risky bussiness bhi hai agar app es ko without laern karey aur without traning kay trade karey to app ko loss honey kay bohat zeyada chance hon gey my dear main bhi appko ek advice karta hoon forex par just apney hi payment say bussiness karey kisi ki payment say nai kyun kay es mein profit aur loss dono sath sath hi hai agar app kisi ki payment par trade kar kay loss kar lo gey to app kay liye bohat big problem ho sakti hai haan ek baat aur agar appko apney app par 100% yaqin hai ya app forex mein master 100% best trader hain to app kar lay i thinks Allah app par apni rehmat nazil karey ga appko profit hi hoga ek aur bohat eham baat my dear jab bhi ap apna market mein oder take karey app hameshah analysis aur without laluch aur market ko follow aur fandamental news ko follow kar kay aur micro lot size mein oder take karey to app ki har trade market mein successfull profitable hogi
                          • #14 Collapse

                            instaforex ka account open karna hai aur us account ko pak forum forex me attach krna ek question ka jawab dena hain aur coments krty jae. apka bunus bnta jae ga.maximum ap 200$ bunus bna skty hain one month me
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              when you start you must know about this and its good for you because its really help you dear and you success
                              in trading if you know about this and you trade by every step right i think its can help you

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X