ap ka nazdik forex pa asal ma failure kia ha?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    ap ka nazdik forex pa asal ma failure kia ha?
    asa to forex pa bht sa log trading krata han or loss or gain b hota ha but wo kon sa point ha jis ma hm khata han k ab forex pa rahna ka koi faida ni ha kab asal ma failure hoti ha kew k loss is not failure explain
    *** Silent Dedication ***
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    forex mein asal failure zada laluch ka rujhan hay yehi wajah hay log is mein paisa loose kur jatay hein.. atay huway
    money ko aur zada honay k chukkur mein trade nahi kat tay aur mkt againt janay ki soorat mein money loose kur jatay hein
    • #3 Collapse

      i think many traders fail in forex trading business because many traders take greedy way in this business for big earning in short time and i think this is a mean reason for our loss.
      • #4 Collapse

        bhai forex mein fail wo log hotay hain jo k lalach kartay hain.q k lalack chakar mein wo log wo bhi hath se gawa beathtay hain jo profit un logo ne earn kia hota ha.is liay 1 din mein jitna ap ka target ha wo aghar ap ko mil gaya ha to ap usi per sabar karain.
        • #5 Collapse

          due to the increase forex traders, the 90% is change to 92.5% now.So now, around 92.5% traders fail because of some major emotions which they can't control like greed, patience etc.
          --------------------------------------------------------
          -:If you like my posts, click blog this post:-
          --------------------------------------------------------
          • #6 Collapse

            meri nazdeek forex may wo log hy jo kaam ko dil laga nahi kerta aur nakaami k bad demotivate ho jay. kiunky jab nakaami hoti to zakham her kisi ko lagta hy laikin kamiyab wo log hoty hy jo ghalti kerky b paraishan nahi hotay aur apni kaam ko bihtar tor per kernay ki koshish kerty hy.
            • #7 Collapse

              asal main logg is kam ko learn nai krty aur sirf andazy ki bunyad
              pay hi trade oepn ker dety hain jis say on ka loss ho jata hay aur
              is kay ilava kai logg lalich ki vja say bhe loss krty hain is main
              • #8 Collapse

                how we had access to all the rare books in the library. Now this bond was going to break. All of my class fellows were also sad. They were seeing off one another with sad hearts. I was so lost in thoughts that I did not realize that it was afternoon. In the meantime
                • #9 Collapse

                  g aao ki baat bilkull teek hai forex mai wo log na kam rehty hai jo greed karty hai q ky aap kom iss greed k jaga agar mrhnat kary to iss mai aap ka faida hotha hai forex me mehnat kar k aap eak kamyaab treader b ban sakty ho iss mai koi shak nahi k aap iss agar forex mai mehnat karogy to aap ko os ka sila zaror miltha hai
                  • #10 Collapse

                    greedy banda he asal ma forex ma faiure hota ha kyn k vo greed k chkaron ma apnai invest sari loss kar deta ha good and sucessful trade kabi be loss ma ni jata kyn k vo talented ha ar is ko use krta ha.....
                     
                    • #11 Collapse

                      I think ess amin zaida logemotion se beh kam lety hen or kuch experince knowledge beh nhi hota hy ess k elva zaida earn karny k chacker main un ko apna loss jo hony wala hota hy nazar nhi ata jis ki vaja se nakam ho jaty hen
                      • #12 Collapse

                        dekho janab jo lalachi hotay hain raton raat ameer honay sapnay dekhtay hain janab... wohi asal mei fail hain kyun kay wo greedy hotay hain jald baazi mei apna loss he kar rahay hain
                        • #13 Collapse

                          dear forex me asal failure ye hota ha k agr ak trader forex me loss hasil krta ha to is ka natleb ha k wo forex me failure hasil kr chuka ha g forex me loss us wakt hi hota ha jb ap k pas knowledge or experience na ho i think so about this thread
                          • #14 Collapse

                            I greedy trader is allows looser and he can not make any profit any time ,But some time emotion can be make a trader looser ,So try to avoid greed and emotion to make money from the forex market.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              mera khiyal bhi yehi ha k jbham ziada earning ki koshish main ziada trades krty hain to us time ham market ki movement ko kam dakhty hain or hamara loss bhi hota jata ha market against ho jati ha loss ki wajha se ham trading man fail ho jaty hian

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X