Candle stick patterns
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Candle stick patterns
    Dosto, jab ap candle sticks ko use kar rahay hotay ho apnay chart may to candle sticks bohat sari shakal ki formation karti hay, in formation say ap ko yeh samajhnay may madad milti hay keh agli candle kis tarha ki form hogi, may nay aik picture dekhi hay aur wo picture may yaha par share kar raha ho, is say ap ko bohat had tak keh madad milay gi candle stick patterns ko samajhnay may. Yaad rahay, candle stick patterns alag cheez hain aur chart pattern alag.

    Click image for larger version

Name:	Candle stick patterns.jpg
Views:	2
Size:	47.3 کلوبائٹ
ID:	12461351

    Is picture may ap next expected candle yani bullish ya bearish, wo bhe dekh saktay hain, mazeed kuch samajh na aye to sawal karain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Is picture ko mazeed wazeh kar do, keh jaisa keh is picture may ap dekh saktay hain keh hammer aur inverted hammer bull k candle may lagtay hain, jab keh agar bear candle may yeh lagay to hanging man aur shooting star kehlatay hain, aksar hum apnay charts may yeh cheezay dekhtay hain, lakin samajh nahi ati is ki, to yeh aik bahtareen cheez hay un sab k lye.
     
    • #3 Collapse

      Sir thanks alot aap nay itni Achi information Share ki... Sir Asal main hum Sab new traders Ko Charts main Candles Ki formation ko Zaroor deeply Study karnaa Chahiyee... pehlay bhi Meray zehan Main buhaat Saray Sawaal thay k kon Si Candle ka kya impact ho Ga Next Expected Candle kon Si banay ge Magar pic Dekh Kar Sab kuch Wazaay ho Gyaa Aab Aap k Share kiye huye twezer patren ko bhi samajhnay main Asaani ho Ge :)
       
      Mind Is like A Parachute - It Is Useful only IF Open
      • #4 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Qaiser4u007 پيغام ديکھيے
        Sir thanks alot aap nay itni Achi information Share ki... Sir Asal main hum Sab new traders Ko Charts main Candles Ki formation ko Zaroor deeply Study karnaa Chahiyee... pehlay bhi Meray zehan Main buhaat Saray Sawaal thay k kon Si Candle ka kya impact ho Ga Next Expected Candle kon Si banay ge Magar pic Dekh Kar Sab kuch Wazaay ho Gyaa Aab Aap k Share kiye huye twezer patren ko bhi samajhnay main Asaani ho Ge :)
        Dear ap bohat achay learner ho, aur meri threads say attach rehtay ho, yeh bohat achi baat hay, ap koshish kia karo keh question karo, jo cheez samajh na aye poch lo, jaha par koi conflict nazar aye share karo.
         
        • #5 Collapse

          thanks alot sir ap hum logon ki madada kar ke hamari confusion ko solve kardete hain apne thek kaha jo candles hum graph ke chart main sahe tor se nai samj pate ap is thread main alag se aik pic share kar ke hamen samja dia ke candle stick pateren aur chart pattern donu differnet candles hain agar hum in candles ko follow karte howe tarding karenge to i hope soo hamen kabhi bhi koi confusion nai hogi aur sat main aplogon ka bhi sat raha to inshallah
          • #6 Collapse

            in candle sticks ko samjh kar trading karna bohat benefit de sakta hai me khud bhi as a professional price action trader candlesticks pe hi trading kar raha hoon ho long time frames me next candle ko predict kar kay trading karta hoon. Jo baat aap samjhana chah rhy hain me usko pick kar chukka hoon or aap real me acha guide kar rhy hain.
            • #7 Collapse

              han Candle stil patters pe kaam karna sahi hai, in candle sticks ko samjh kar trading karna bohat faida de sakta hai me khud bhi as a professional price action trader candlesticks pe hi trading kar raha hoon jis sai kafi maded milti hai.
              • #8 Collapse

                اصل پيغام ارسال کردہ از: abdullah2008 پيغام ديکھيے
                Dosto, jab ap candle sticks ko use kar rahay hotay ho apnay chart may to candle sticks bohat sari shakal ki formation karti hay, in formation say ap ko yeh samajhnay may madad milti hay keh agli candle kis tarha ki form hogi, may nay aik picture dekhi hay aur wo picture may yaha par share kar raha ho, is say ap ko bohat had tak keh madad milay gi candle stick patterns ko samajhnay may. Yaad rahay, candle stick patterns alag cheez hain aur chart pattern alag.

                [ATTACH=CONFIG]248[/ATTACH]

                Is picture may ap next expected candle yani bullish ya bearish, wo bhe dekh saktay hain, mazeed kuch samajh na aye to sawal karain.
                sir Ap nay Buhaat Achi Tarah Say chart par nazar Anay Wali Candles ko Samjhayaa magar Sir Main ye pochnaa chahtaa hon k Agar hum M5 time frame Ki baat Karain tou us main baz ouqat hanging men,ya Shoting star Ataa hai magar next Candle hamari expectation K Mutabik Bullish ya bearish nahin banti,aap ye wazaay karain K Kon Say Time frame par ye candles Zyada karamaad sabit hoti hain
                 
                Mind Is like A Parachute - It Is Useful only IF Open
                • #9 Collapse

                  Bahot achi bat ha candle stick ka yahi pattern hota ha aur es ko jig karna muskil hota ha laken ya acha tareqa ha judge karnay ka.
                  • #10 Collapse

                    To kia in candle ki madad sa ya andaza lagaya ja skta hay aur trade open karny kay bad kia malum next candle knsi bany gi aur kis time ma candle to read karna behtr sabit hoga
                    • #11 Collapse

                      infomation to bhai apney bohat achi share ki hay per mjy such pocho to koi khas ic cheez ki samj nai i agar ap mind nai karain to zara mjy ye tafseel say samja dain ta k me b in cheezon ko samj sakon agar ap esa kar dain to apki mehbani hogi
                      • #12 Collapse

                        can you show some real examples ? screenshots of actual trades maybe, that would be a lot more helpful
                        • #13 Collapse

                          Ji nahi esa nahi hai ager ko do trader apas mai milker trading karte hai to dono achha khasa earning kar sakte hai kyoki dono ke trade same nahi honge isliye ager unme se koi ek loss pata hai to jarur ek profite payega bas itna hi fark hai isliye do trader ko milker apas mai trading karna chahiye.
                          • #14 Collapse

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: abdullah2008 پيغام ديکھيے
                            Dosto, jab ap candle sticks ko use kar rahay hotay ho apnay chart may to candle sticks bohat sari shakal ki formation karti hay, in formation say ap ko yeh samajhnay may madad milti hay keh agli candle kis tarha ki form hogi, may nay aik picture dekhi hay aur wo picture may yaha par share kar raha ho, is say ap ko bohat had tak keh madad milay gi candle stick patterns ko samajhnay may. Yaad rahay, candle stick patterns alag cheez hain aur chart pattern alag.

                            [ATTACH=CONFIG]248[/ATTACH]

                            Is picture may ap next expected candle yani bullish ya bearish, wo bhe dekh saktay hain, mazeed kuch samajh na aye to sawal karain.
                            Ap nay bohat achi tarha say samjhaya hay candle stick pattern k baray may aur is say kaafi kuch knowledge bhe gain hui hay mujhay, may try karo ga apnay charts may in patterns ko talash karnay ki.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Forex trading mein agar app candlestick pattern kee topic koo achi tarhan study kar lein too phir app kee liyee chart kaa analysis karna asan hoo jata hai aur ess see hamein yeh help mil jati hai kee market future mein bullish hoo gee yaa bearish hoo ge

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X