Forex main news ki aehmiat
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex main news ki aehmiat
    Dear, Forex trading main news aksar sare trend ko change kar deti hain to in news ko kese samjha jai is news ka impact kaha tak le sakti hai market aur news ane k bad jo loss ho jata usko kese cover kia jai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    G Hn Dosto forex trading ma news ko bht zyda importance hsal hy or ye news puri trade ko change kr skti hy es ly jb koe trader trade lgy to trade lgany sy phely jo strategy bnata hy os ko chy wo strategy news or sary analysis ko read kr k phr bnaya phr he os Ki strategy kamyab ho gi
    • #3 Collapse

      Dear forex trading ma kaafi saray trader indicators ko madad say trading kertay hay aor indicator ki hi base per analysis kertay hay laiken forex ma news achay say achay indicator ko bhi maar de deti hay is liye humay order place kernay say pehlay news ko bhi madde nazar rakhna chayi kay jis currency ya metal per hum trade open ker rahay han os rigion ki koi news release tu nhi huwi.
      • #4 Collapse

        Trading k andar news boht ziada important hain kun k news sy aap ko market ka pata chalta hai trends ka pata chalta hai k kya hony wala hai ya honay ja raha hai news ki madad sy ap ko analysis karny main asani hoti hai ap is hisab sy apni trading lagaty hain aur ap ko benefits milta hai aur agr ap news ya analysis k bgair kaam karyen gay to ap ko nuksan ziada ho sakta hai kun k ap ko trends ka pata nhe chaly ga aisay
        • #5 Collapse

          G dosto forex trading main new or international speaking ka bhot bara amal dakhal hay trade lagny sy pehly hain new or speak ka achi tarha sy analysis karna chay kh es ka impact market main kes had tak ho sakta hy or kon c semat main hoga qn kh baw news forex ki market ho seconds main hela kr rekh deti hain or market ki samat he badal deti hain
          All The Best Dear Friends
          • #6 Collapse

            g forex trading mn news ki bht zada ahmiat hy kio k agr forex mn ap kamyab trader bnna chaty hn to jis crunsy pr ap trade krty hn usky country ky hlaat o waqiat dkhna strt kr do in chezn ka bht efect prta hy or ap acha mnafa bna skty ho
            • #7 Collapse

              Dear ap ne ye dekha ho ga k ais market mai bahot sary tareeky hai jin se hum ais market mai trade dhondty hai aun mai se aik tareeka news k time par trade karna hai jab bhi market mai koi news aati hai to aus time hum ne ais market mai news se thori diar phly pending orders lagany hoty hai jis se ye hai k hum ko aus mai thori si dair mai acha khasa profit ho jata hai.
              • #8 Collapse

                mery dost forex main app technical k oper full trading main kamyaabi nahe ho sagty hain app ko sath main fundamental analysis mean news ko follow karna parey ga pher he app us main full tradr ban pain gay koin k ager ap news ko nahe diekhen gay our just technical ko follow kraren gay to pher us main app loss ker pain gay
                • #9 Collapse

                  Forex ma trading kart waqt jaha humain market k indicators and chart ka pta hona zrori ha waha pa jis pair pa trade lagana chahty ha waha k polticals affairs ka pta hona bi zrori ha jo news k baghair mumkin ha humain daily news dekni chaheye specaily waha ki news jis pair ma hum trade lagana chahty ha u
                  • #10 Collapse

                    forex main news ki bohut ziada zrori hoti hai kun k agar news na ay tu maket main fast move he nahi hoti hai is leay ham ko news tade ko bhe sekhna chaheay aur news k pechy ju main reason hoti hai wo bhe app ko sekhna chaheay phir he app forex main achi tra say success ho sakty hain aur news k bary main apna knowlege daily gain karna chaheiy.
                    • #11 Collapse

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: Safdar1 پيغام ديکھيے
                      Dear, Forex trading main news aksar sare trend ko change kar deti hain to in news ko kese samjha jai is news ka impact kaha tak le sakti hai market aur news ane k bad jo loss ho jata usko kese cover kia jai
                      Forex trading market mein news bahut jyada natak aati hai aur jaldi market Mein Koi news Aati Hai 24 e Forex trading market bahute Jaise muskurati hai aur US time trading karna bhi Kafi risky Hota Hai
                      FRD 07 TRADING JOURNAL
                      • #12 Collapse

                        Bhai forex trading main jitna role technical analysis ka hey itna hi role fundamental analysis yaini news ka role hey. Hum kisi bhi long term trade lagaty weqt news ko nazer andaz nhen ker sakty. Jeb bhi trade lagani ho to us pair key mutaleq news per bhi tawajha deni chaey.
                        • #13 Collapse

                          News ki bhot zeada importance hoti hy is bisness my hmay bhot zeada ya sab dykhn aprhrhta hy jab bhi news ati hy to us taime market bhot zeada faste ho jati hhy our bhot zeada phr move bhi krti hy is liya is bisness my news bhot depend krti hy is ko b dykhna chiya sath my
                          https://www.facebook.com/profile.php...7089435:1f341:
                          • #14 Collapse

                            forex mai news ke bohat ahmeyat hain hamy inhy daily gahkna chaye yai hamy market ky up down ky mutalik aga karte hain hum news py trading kar ky be acha bonus earn kar sakty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain or full time be kam kar sakty hain hamy in ko ignore nahi karna chaye forex aik international business hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              news ki ehmiyat bohat zyada hay news pe market bohat fast hojati hay agar aap analysis kartay hain aur news ko chorr detay hain news anay pe analysis work nahi karain gay aap jab bhi market ki best technical judgement karain tou saath mei lazman news bhi dekh len kay news kitni effective arahi hay ye bohat zaroori hay..

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X