Forex Pay Humri Kamyabii Ka Raz Kia Hy.???
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex Pay Humri Kamyabii Ka Raz Kia Hy.???
    Asslam o Alaikum Dear Members hazrat umeed hy ap sub khariyt say hn or mri dua hy ap sub achy say apna kam kr rhy hn mry dosto mra swl ya hy forex pay humri kamyabii ksy mumkain ho skti hy or us k lay humra raz kia hy hum ksy kamyab ho skty hy
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex Pay Humri Kamyabii Ka Raz Kia Hy.???

    Forex trading business mai kisi bhi trader ki kaamyabi ka raaz mehnat mai hai. Jo traders ziada mehnat kertay hain kaamyabi bhi unka muqaddar banti hai. Forex trading business ki learning aur knowledge haasil kerna bohat zaruri hai. Traders ko forex start kertay he mehnat shuru ker laini chaiye. Kuch Tarders iss kaam mai delay kertay hain aur trading shuru ker laitay hain phir jab loss hota hai tab learning ki taraf atay hain. Forex trading aik baqayda business hai iss liye isay business ki Tarah he laina chaiye aur jaisay kisi dusray business ko pehlay seekha Jata hai aur uss kay baad start kia Jata hai tou kaamyabi milti hai issi tarah forex mai bhi yehi asool follow kerna chaiye takay acha business start ho sakey. Forex ka start a ha ho jaey tou confidence level bhi barh Jata hai jiss ka trading mai bohat advantage hota hai
    • #3 Collapse

      Re: Forex Pay Humri Kamyabii Ka Raz Kia Hy.???

      Ham log market Mein Jitne Bhi Jyada mehnat Karte Hain Ham Logon Ko itni jaldi kamyabi milati hai isliye Ham Logon Ko market mein jyada Se Jyada mehnat Karni Hogi Taki ham log market se fayda hassil kar sake aur ham log market se kamyabi Hasil kar sake jitni Jyada mehnat Itna Jyada profit
      • #4 Collapse

        Re: Forex Pay Humri Kamyabii Ka Raz Kia Hy.???

        Forex market main kamyabi ka aik hi raz hota hai ky ham forex market main continue trade kerty rehain beshak hamain loss bhi hota rehy tab bhi hamain forex market main trade continue kerna hogi kyun ky ham jitna zyada forex market main trade kerty hain tou hamara trading experience itna hi zyada increase ho jata hai then ham apny experience ky mutabiq hi forex market main trade ker ky earning hasil kerty hain forex market main kamyabi sirf yeh nehi hoti ky ham daily basis per forex sy achi earning hi kerty rehain balky ham agar apny balance ko Bary loss sy bacha Lety hain ya jab hamain Bara loss ho jata hai tou ham loss ko asani sy recover ker lety hain tou yeh bhi hamari forex market main kamyabi hoti hai ky ham loss ky bahd bhi forex market main trade kerty huey loss ko recover bhi aur acha profit bhi hasil ker lety hain

        Ham agar forex market ky achy analysis ker lety hain aur apny account balance ko manage kerna learn ker lety hain tou hamain forex market main trade kerty huey acha profit bhi hasil hota rehta hai jab tak ham forex trading expert nehi ban jaty tou hamain kisi waqat bhi trade kerty huey itna zyada loss ho sakta hai ky hamara account wash ho sakta hai lekin agar ham soch samajh ker aur achi learning ky bahd investment per trade continue kerty hain tou hamain forex market main trade kerty huey acha profit bhi hasil hota hai aur yehi hamari kamyabi ki Bari waja bhi hoti hai
        • #5 Collapse

          Re: Forex Pay Humri Kamyabii Ka Raz Kia Hy.???

          Dear Forex trading business mein kisi bhi trader ki kamyabi ka Raaz uski mehnat hi hai autotrader Jyada mehnat karte hain kamyabi bhi Unka Mukaddar banti hai forest trading business ki learning aur knowledge Hasil karna bahut jaruri hai traders ko farak start Karte hi Mahina Shuru kar leni chahie Kuchh trader is kam mein delay karte hain aur trading Shuru kar lete hain FIR Jab loss hota hai tab learning ki taraf aatey Hain Forex trading bahut bada aur profitable business hai isiliye Hamen ismein Dil lagakar kam karna chahie aur lalach Nahin Karni chahie Hamen imandari se ismein kam Karke success Hasil Karni chahie pahle acchi Tarah trading ko Sikha Jaaye FIR ismein kam kiya jaaye Jaise dusre business ko pahle Sikha jata hai aur uske bad start Kiya Jata Hai To kamyabi milati Hai ISI Tarah Forex main bhi Yahi asool follow karna chahie Tak acha business start ho sake
          • #6 Collapse

            Re: Forex Pay Humri Kamyabii Ka Raz Kia Hy.???

            Asalam o alikum dear ap ny bilkal tek kaha ha forex trading main humy successful hona ha to is k ley humy proper learning karni hoti ha jis sy practice Kar k knowledge or experience hasil krna hota ha is ley humy ziada sy ziada learning pe tawaja dani ho ge jis sy hum ache trading kar saken gy or earning kar saken gy is k ley humy proper money management seekeni ho ge jis humari loss ki ratio kam ho jay ge or profit maximum ho ga is ley humy ziada sy ziada knowledge or experience hasil Kar k trading karni ho ge forex trading main acha knowledge or experience ho to hum kamyab ho sakty han is ley humy acha analysis karna seekena ho ga jtny achy analysis karny gy utni ache earning kar saken gy or isi waja sy hum forex trading main kmayab ho saken gy
            • #7 Collapse

              Re: Forex Pay Humri Kamyabii Ka Raz Kia Hy.???

              Hamary ley Forex business me kamyabi key raz different ho sakty hey esy rules banany chaye jes se riak ko kam karny me aur discipline ki trading mumken ho saky, kesi be trader key ley kamyabi ka darwara es time open ho sakta hay jab wo mehnat karta hay aur apni learning ko complete karna apna aim be samjta hay, agar traders esa nahi karty to us key ley long time ki trading koi faida nahi de sakti hay, jes trader ka aim success ka hota hay wo mehnat be karta hay aur discipline ki trading key bary me planing be zaror karta hay, success different condition me traders ho sakty hey, some traders fundamental analysis working me expert hoty hey aur koch traders complete technical learning key base par apny ley kamyabi key darwazy open kar sakta hay.
              • #8 Collapse

                Re: Forex Pay Humri Kamyabii Ka Raz Kia Hy.???

                Dear agar dekha jaye to ais market mai kaam karny k bahot sary tareeky hai jin se hum ais market mai kaam kar k kamyab ho sakty hai agar ap ne ais market mai profit banana hai to ap ko ais market mai sab se phly to ye dekhna hai k agar ap ne ais market mai koi trade lagai hai to aus k liay ap analysis kary aor aus k hisab se ais market mai trade lagye jab ap ais market mai analysis kar lety hai aor ais market mai trade laga dety hai to ap ko ais market mai acha profit ho jata hai magar ap ko money management k hisab se trade lagani chaye aor aus k sath sath ap ko ais market mai sirf atna hi lena chaye jitna ap ka account asani se bardast kar ley agar ap account par thora risk lety hai aor ap ki trade loss mai ho to aus ko ap hold rakh sakty hai.
                • #9 Collapse

                  Re: Forex Pay Humri Kamyabii Ka Raz Kia Hy.???

                  Dear friend ap ny both sawal kea ha forex trading humary kamyabi ka raz sirf or sirf learning or practice ha jtni ziada hum mehnat sy trading karny gy or knowledge or experience ziada sy ziada karny to hum easily ache trading kar k earning kar sakeny gy or forex trading main kamyab hon gy is ley humy apni learning or practice maximum karni ho jis sy humara knowledge or experience ziada sy ziada hota jay ga forex trading main humy proper money management or risk management seekeni chae ha or har trade k sath stop loss or take profit istamal karna chae ha ta k humy maximum profit hasil ho or loss k chance kam sy kam hon or forex trading main jtni ziada mehnat karny gy to hum utny he ziada kamyab hon gy
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex Pay Humri Kamyabii Ka Raz Kia Hy.???

                    forex trading main hmari kamybhi ka raz yah hai k hum mahnat karen forex ko achi trah se learn karenq k forex ko hum tab he achi trha kar skty hain jub hum apni trading main mahnat karty hain or mahnat se he hum forex ko achi trha skh skty hain tu zyda se zyda forex ki learning karen forex ka knowledge gain karen or forex ko ap aghr demo account main bhi test karen tu os main bhi kafi acha faida mil jata hai q k aka expiernce gain hota hai jis se ap real account main apni trading ko abhtr kar skty hain or kamyab ho skty hain tu forex main kamyabhi ka sub se bara jo raz hai wo yah hai k hum apni tradng ko pahly aci trha se sikhen forex kiya hai or es main hota kiya hai ayh sub aphly apny mind main clear karen jitna apka expiernce hoga otni he ap apni trading ko bahtr kar skty hain jis se apko loss hony k chnaces kam ho jaty hain or ap apni trading main acha profit lay skty hain hmaisha he apny kam ko bahtr karen aghr ap chahty hain k ap forex main kamyab hon
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex Pay Humri Kamyabii Ka Raz Kia Hy.???

                      Assalamu alaikum dear friends forex ek bahut hi jabardast aur kamal ka business hai forex ek aisa business hai jo hamen learning ke sath earning bhi deta hai forex mein kam karke hamen ek achcha bonus earn kar sakte hain for rs 1000 business hai jismein Ham bahut hi kam time mein ek bahut hi acchi aur fast earning kar sakte hain forex mein kam karke Ham lifetime earning kar sakte hain forex ek lifetime business hai Ham ismein lifetime kam kar sakte hain Ham ismein din ke kisi bhi waqt kam kar sakte hain time table banakar forex mein kam karne ke liye hamen kisi bhi office mein jaane ki jarurat nahin hoti Ham Ghar baithkar ismein kam kar sakte hain forex mein hamara Koi bahas nahin hota humko de ismein apne paas hote hain bas thode se time dene ki jarurat hoti hai market ki movement ko samajhne ki jarurat hoti hai agar Ham ismein acche se time dekh Kar kam karenge to Ham ek bahut hi accha bonus ank kar sakte hain aur usmein successful ho sakte hainkuchh log sochte Hain ki mehnat Kiya Gaya aur jyada time Diya tu Gaya hi business mein safal ho jaaye to aisa bilkul bhi nahin hota duniya ke kisi din bas mein agar successful hona hota hai to usmein usmein mehnat karne ki aur usko time dene ki jarurat padati hai forex mein bhi agar aap acche se time dekar market ki movement ko samjhenge aur acche se kam karenge tabhi aap ismein successful Ho payenge
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex Pay Humri Kamyabii Ka Raz Kia Hy.???

                        Dear forex trading mein kamyabi ka raz sirf aur sirf mehnat aur hardworking hai ap forex ko jitna zayada time dyn gy aur jitni zayada mehnat karyn gy tu apko itna faida hoga aur ap success hasil karyn gy kyun k forex koi asan buisness ni ha is ko seekhny k liye aur is mein success hasil karny k liye bahut zayada mehnat karni parti ha aur jab tak hamary pass forex ki learning ni hogi aur ham practice ni karyn gy tu kamyab ni hon gy is liye mera tamam junior traders ko mashwara ha k pehly forex trading ki learning karyn aur jitna knowledge hasil kar sakty hain karyn aur is k bad demo account p practice karyn kyun k demo account p practice se experience mein izafa hota ha aur phir real account p trading karyn tu faida hoga aur kamyabi hasil karyn gy
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex Pay Humri Kamyabii Ka Raz Kia Hy.???

                          forex main kamyabi ka sirf aik he raaz hai ager forex main ager kamyab hona chahty hain tu ap ko pehly es main hard working karni ho gee aur forex main kafi spend karna ho ga aur es main loss bhi ho jay tu ap ko pehly bardasht karna ho ga kyon ky forex business main ya kisi bhi business main jab ap shuru karty hain tu ap ko kam experience hota hai aur jesy jesy ap us main time spend karty hain ap ka experience gain hota hai aur business main kuch experience ham ko milta he loss say hai ager realty ki bat ki jay tu aj tak jitny bhi trader forex main kamyab hoay hain wo loss karwa ky phir he hoay hain aj tak koi asa trader nahi paida hoa hai jiss nay bgair loss ky forex main win kia ho es lea lsos bhi ap ko success hony main help karta hai wo knowledge aur experience ap kisi say nahi skeh paty hain ju ap loss say sekhty hain es ap ky lea yehi kamyabi ka raz hai ky ager loss bhi ho jay tu forex main ap ko saber ky sath kam karna chahea.
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex Pay Humri Kamyabii Ka Raz Kia Hy.???

                            forex main kamyabi ka raaz ap ki learning pay depend karta hai ky ap forex main ki tarah say learning aur kahn say learning karty hain kyon ky ap ko ager forex market ka knowledge aur experience ho ga tab he ap ko es main kamyabi mil sakti hai jab ap ky pas knowledge aur experience he nahi ho ga ap es main kamyab kesy ho sakty hain es lea ap ko forex market main success hona hai tu ap ko kisi expert say forex tarding ko sekhna ho ga aur kisi kamyab ko follow karny say he ap ko jaldi kamyabi mil sakti hai kyon ky phir ap ko forex ko samjhna ziada asan ho jata hai aur ziada ap phir aik sedha sedha sekh kar forex main success ho jaty hain es lea forex main aik kamyab trader banny ki lea apni learning main pesa kharch karain aur forex main har tarah ka knowledge hasil karain tu ap ko success mil jay gee.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Forex Pay Humri Kamyabii Ka Raz Kia Hy.???

                              Je bilkul ap ne bohat ashi baat ki ha forex trading aik boaht hi asha business ha lakin risky bhi ha is lye forex ma kamyab honay k lye hmain in baton pe agar concentrate karain gay to ham is ma kamyab ho saktay hain jaisay
                              a) proper learning: sab se pehlay to hamain is ma proper learning ki zarurat ha, jo forex ko ashi tarh se learn karay ga woh is ma kamayab ho ga
                              b) Trading ki practice: phr kamaybi k lye zaruri ha demo pe ashi trah se trading ki practice ki jaye q k jitini zaidah trading ki practice ho gi utna ham is ashi trading kar k profit earn kar saktay hain
                              c) market ko analyse karna: kamaybi hasil karnay k lye market ko analyse karna ana chaye chahye woh technical analyse ho ya fundamental analyses ho isl ye market k chart ko ashi tarah se samajha
                              d) kisi aik currency pair pe work karain, osi currency k baray knowledge ko collect karain,
                              e) koi aik time frame pe work karain, apnay ap ko specific karain kisi aik time frame ma agar ap ko forex ma kamaybai chaye
                              f) apni mistakes se learn karain, q k jo forex ma apni mistakes se learn karta ha wohi is ma kamyab hota ha
                              g) hamesha apnay account balance k according lot size ko use karain q k risky business ha
                              h) sl aur take profit ko lazmi use karain
                              i) greed avoid karain, q k forex ma jo greed karta ha woh kabhi kamayab ni ho sakta ha
                              j) apni trading strategy ko develop karain, kisi pe trust na karain, aur na hi kisi ko follow karain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X