Forex ma ap kis par zayada da atabar karta ha News ya indicator
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex ma ap kis par zayada da atabar karta ha News ya indicator
    dosto mera ya question ha ka Forex ma ap kis par zayada da atabar karta ha News ya indicator or konsa true hota ha
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    mere khayal main forex main indicators se zyada news pe depend karna chahye kyon ke jis country ki currency pe hum trade karte hain oski Economy jam changes aaingi to zahir si baat hai apki trade par bhi oska direct asar ho to ap koi bhi currency par trade karne se pehle thodi news bhi dekh lya kare ke kis country main crises chal rahe hain.
    • #3 Collapse

      Me na to indicator or na hi news pe beleive krta hu me just apnay experience pe beleive krta hu q k forex me hamesha mere sath ulta hi hua ha jb b mene news pe beleive kr k trade ki ha lekin ab me news b sunta hu to poora us pe amal nhi krta balkay expeirence pe zyada dehan deta hu.
      • #4 Collapse

        I am a news trader and i am not using indicators because i can earn some good amount from news trading. and news trading is very good from indicators because if you will follow to news and then you will always earn money. but indicators can not give you right result..
        • #5 Collapse

          main news pay zyaada trust karta hun.mery khyaal say agar hum news ki help say trading karty hian to zyaada earn kar sakty hain.bri news he market ko effect karti hai.shooti news say market pay effect nahin hoota.
          • #6 Collapse

            Forex mai news or indicator dunu ko sath lay k chalna parta hai kisi aik ko choose nahi karna hota jab hum kisi aik ko chose karty hain tu hum bhout c problems ko face karty hain jis ki waja se trading mai nuqsan b hota hai behtar hai k hum Forex mai indicator or news dunu ko apni strategy mai add karain jis ki madad se hum acha profit kama sakty hain.
            Humaray Behtareen Jawab Ky Mukablay Mai Hisa Lain
            • #7 Collapse

              bohat se tradar ease hain jo indicator par atibar karte hain . or bohat se tradar ease hain jo news par atibar karte hai .me trading me in dono ko use karta hun .
              • #8 Collapse

                forex main apko har bat par etebar ni krna chaye magar newz or indicator do ese numayende hain jo apko kbi ghalat info ni dete hain kbi kbi market reverse ho jati he but ye dono bht acha kam krte hain ap in dono par bharosa kr sakhte hain
                • #9 Collapse

                  je ha ma news par trust karta ho ku k jo log news ko parthy ha wo log asani say postring kar sakty h.
                  • #10 Collapse

                    News acha bhe hota hy lakin yeh bhe apko high loss deskta hy Q k some times false news arise hoti hy ya aap news se kch time fhly trade krty ho jo aksar apky against jati hy oor high loss melta hy..Indicators bhe 100% confirm nahi hoty lakin kch na kch help zarure dety hain..
                     
                    • #11 Collapse

                      dono ko mein pehlay news dekhta hoon phir indicator ko follow kartha hoon phir trade open kartha hoon trend ko maday nazar rakthey howey ...
                      • #12 Collapse

                        kuch news specific hoti hain specific date ko ati hain wo best hoti hain forex trading world ka sab se best online business hay hum mehnat kar kay acha earn kar saktay hain knowledge aur plan must news pe he trading karni chaiye
                        • #13 Collapse

                          i always depends on news to trade in the forex market. many wold economic news affect forex market. i always try to collect all related information about forex market.
                           
                          • #14 Collapse

                            mai news ko follow nahi karta mere khayal se hamen apni mehnat aur experience per depend karna chaye aur soch samjh kay trading karni chaye otherwise ye koi game nahi hai kay ap easily earning karlo gay.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              yar ma to news par he atabar kata hou aur ya aap par he depand karta ha aap kiss par atabar karty ha news par ya indicator par.
                               

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X