Quick help,get answers of your Question in minutes
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Quick help,get answers of your Question in minutes
    Asslam O Alaikum Dosto buhat Saray Dostoun Ko Learning Main Abhi Tak Maslaa darpaish hai... main ye Thread is liye open kar raha hon K Aap log is main mujh Say Sawal Karain main Mumkin koshish karoun ga K Ap k Forex Related chotay chotay questions ko bhi Quick Answer karoun...Or Agar ap k Sawal Ka jawab Forum main he moujoud hua tou Main Aap ko us post Thread tak pohancha Doun Ga...mera Maqsaad Sirf itna hai K Aap log Forex Trading ko zyada Sy zyada Sekhain or Is ko Enjoy Karain :) ab say ye Thread open hai Ap k questions ka Answer dy kar mujhe khushi ho ge... laikin khyal Rahay k question Sirf Forex Related he ho :)
    Mind Is like A Parachute - It Is Useful only IF Open
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dosto Is Thread Ko Aap 24/7 Forex help line Samjho... or is Main Achay Achay Questions pocho...Agar Ap bilkul Beginere level k Bhi question pocho gy tou Ap Ko buhaat Faidaa Milay Gaa or Ap ki learning Bhi tez hoti jaye Ge :)
     
    Mind Is like A Parachute - It Is Useful only IF Open
    • #3 Collapse

      G bilkul ye forum hamare liye ek bohat informative jagah hai jahan ham apni problems just post karte hain aut hamen itne saare reply milte hain aur hm unse faida uthate hain,pak forex best hai forex ki informations ke liye,specially new traders ke liye.
      • #4 Collapse

        Well, esa sirf usi soorat may hoskta hay ager woh experienced traders aap ko allow kren apni trades ko copy kerna otherwise esa possible nahee hay k aap kisi trader ki trades ko copy kren.
        اصل پيغام ارسال کردہ از: umarakbar
        zabardast dear ya bata do app mujha ka forex main trader ko copy karna ka koi free tarika ha hum kis tarahan sa aik experinced trader ki trades free main copy kaar saktain hain ? is ka mujha janan ha bus baki sab theek ha .
        • #5 Collapse

          Great brother.. kindly will you guide me that how can the trader can easily get command on trend or how can i perfacly learn about market position or trend.. because mostly when i open a trade. the market sudden take change and then become against of me???
          Dont Spam The Forum.. ..

          :(I hate Spammers..:(

          ;)Make Bonus Of 200 USD;)
          • #6 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Umer Ahmed پيغام ديکھيے
            Great brother.. kindly will you guide me that how can the trader can easily get command on trend or how can i perfacly learn about market position or trend.. because mostly when i open a trade. the market sudden take change and then become against of me???
            is main Koi shak nahin K trend k sath he Chalnaa Chahiyee... meray Bhai trend Dekhnay k liyee Aap baray Time frame par Apnay Chart ko sahi Say or Achi tarah Sy deply analysis karaain,Dekhain kahan doji hai.kahan marbozou hai Kahan Shoting Star hai..market Ka Trend jan'nay K liye Aap Trend line bhi Draw kar Saktay hain...yahan main Ap ko bataa Doun K market jis Trend par chal Rahi hoti hai wapis usi trend par ati hai...aap Agar Candle Stick Chart ko Samajh jayen Tou Aap yakeenaan Achi Trading Kar Sakain Gy :)
               
            Last edited by ; 16-03-2014, 08:50 PM.
            Mind Is like A Parachute - It Is Useful only IF Open
            • #7 Collapse

              Mera sawal ye he k kis tarhan ham candle stick ko smj skty hn,aur market trend search kr skty hn?
               
              • #8 Collapse

                اصل پيغام ارسال کردہ از: ForexTiger پيغام ديکھيے
                Mera sawal ye he k kis tarhan ham candle stick ko smj skty hn,aur market trend search kr skty hn?
                Candle Stick chart Main Agar Ap Candles K Mukhtalif name yaad kar lain tou Ap Ko Chart ko Samajhnay Main Kafi Asaani ho gee... like Doji kya hoti hai,Dragn Fly Kyaa hai... or jab ye banti hain Tou Kya hotaa hai... Forex Ki Taleem walay Section Main aap Candle Stick Charts or Us ki formation or Impact K baray Main bakhobi jaan jayen Gy... Rahi baat Trend ki Tou Merey Bhai Market Ka Trend Dekhnay K liye hamesha baray Time Frame like H4 Say lay Kar W1 tak Ka use Karain us Main Ap Ko market K trend Ka Andaza ho jaye Ga aap Trend line bhi Draw Kar Saktay hain... Trend lines Draw Karnay Ka Tarikaa or Cadle Stick chart ki Mukamaal Maloomat forum Main he moujoud hain Aap unhain Explore Karain
                   
                Mind Is like A Parachute - It Is Useful only IF Open
                • #9 Collapse

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: abid rafique
                  G han traders is forum ka maksad b ya ha kay agar kisi tradersko koe parshney hotey ha to wo forey tor par is parshney ko hal karwa sakta ha. or or aik bahter raya is baray main lay sakta ha.
                  ye forum hammain Sekhnay ka eek behtreen mouka Farahm kartaa hai Main Samajhtaa hon k hammain isss say bharpoor faidaa uthanaa chahiyee... Sawaal Karnay say koi chota nahin ho jata balkaay main Samajhtaa hon K agar Ap Apnay Zehan main Anay Walay Forex Related Sawaloun Ko nahin pochain gy tou Wo Sawaal Ap Ko pareshaan he Karain Gy.
                     
                  Mind Is like A Parachute - It Is Useful only IF Open
                  • #10 Collapse

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: Qaiser4u007 پيغام ديکھيے
                    Asslam O Alaikum Dosto buhat Saray Dostoun Ko Learning Main Abhi Tak Maslaa darpaish hai... main ye Thread is liye open kar raha hon K Aap log is main mujh Say Sawal Karain main Mumkin koshish karoun ga K Ap k Forex Related chotay chotay questions ko bhi Quick Answer karoun...Or Agar ap k Sawal Ka jawab Forum main he moujoud hua tou Main Aap ko us post Thread tak pohancha Doun Ga...mera Maqsaad Sirf itna hai K Aap log Forex Trading ko zyada Sy zyada Sekhain or Is ko Enjoy Karain :) ab say ye Thread open hai Ap k questions ka Answer dy kar mujhe khushi ho ge... laikin khyal Rahay k question Sirf Forex Related he ho :)
                    Dear main ap say scalping kay baary main pochna chahta hon aur yeh pochna chahta hon k iss ko kaise karty hain kyun k main forex main new hon aur me ny suna hai k scalping k zariye new trader profit earn kar sakty hain lekin mujh is ka tareqa nahi aata
                    aur Bhai ap ny bahut acha thread start kiya hai jis say bahut saary members ki bahut help ho gi
                    • #11 Collapse

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: RAFAQAT
                      Well dear brother
                      please tell me k sab sey behter trading ka method kya hy
                      Brother sab sey behter trading ka method wohi hy jo apki personality k mutabiq ho jo ap ko acha profit dy. forex may bohat sy method or strategies hain. kuch log fundamental analysis per ziada inhasar karty hy tu kuch technical per, koi long term trading karta hy tu koi short term. market ko handle karny k liay multiple method hona ziada acha hy.
                       
                      • #12 Collapse

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: shaikho پيغام ديکھيے
                        Dear main ap say scalping kay baary main pochna chahta hon aur yeh pochna chahta hon k iss ko kaise karty hain kyun k main forex main new hon aur me ny suna hai k scalping k zariye new trader profit earn kar sakty hain lekin mujh is ka tareqa nahi aata
                        aur Bhai ap ny bahut acha thread start kiya hai jis say bahut saary members ki bahut help ho gi
                        Dear, Trader ki 4 main types hain jo k;
                        1.Scalping
                        2.Day Trading
                        3.Swing Trader
                        4.Position Trader
                        1.Scalping Scalping short term trading ko kehty hain. is may short time frame use karty hain or jab kuch pips profit ho tu trade close kardatay hain.
                        2.Day Trading Day Trader wo hotay hain jo din k suru may trading start karty hain or din k akher may profit ya loss k sath sari trades close kar dety.
                        3.Swing Trader Swing trading medium term trading hoti hay. is may trade kuch days tak lagi rehti hy. stop loss or take profit ka target bi Scalp or Day sy ziada hota hy.
                        4.Position Trader Position is Long term trading. ic may trader lambay arsay tak trade ko laga rehny dety hain. yani months tak. in ka profit b ziada hota hay.
                        ap wohi types use karrain jo ap ko suit karay.

                        agar ap nay scalping karni hy tu ye tread read kr lain http://investsocial.com/ur/showthread.php?...to-do-scalping
                        pehlay isay ap demo per zaror try karain ager profit ho tu real per.
                           
                        Last edited by ; 24-03-2014, 01:23 PM. وجہ: add link
                        • #13 Collapse

                          app ne acha thread open kia hay ,, main ne dekha hay kafi log forex ke tools sale karty hain jin main robots be hain app ka kia kheyal hay k robots ko buy karna chahey wasy mujay nahi lagta kion k agar robots sahi work kar rahy hoty tu wo robot sale kion karty ap kindly reply zaroor karna
                           
                          • #14 Collapse

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: Qaiser4u007 پيغام ديکھيے
                            Asslam O Alaikum Dosto buhat Saray Dostoun Ko Learning Main Abhi Tak Maslaa darpaish hai... main ye Thread is liye open kar raha hon K Aap log is main mujh Say Sawal Karain main Mumkin koshish karoun ga K Ap k Forex Related chotay chotay questions ko bhi Quick Answer karoun...Or Agar ap k Sawal Ka jawab Forum main he moujoud hua tou Main Aap ko us post Thread tak pohancha Doun Ga...mera Maqsaad Sirf itna hai K Aap log Forex Trading ko zyada Sy zyada Sekhain or Is ko Enjoy Karain :) ab say ye Thread open hai Ap k questions ka Answer dy kar mujhe khushi ho ge... laikin khyal Rahay k question Sirf Forex Related he ho :)
                            dear sir,
                            candle stick k sath trading krne me kitne % risk hota he?
                            Ya 100% profitable he?
                             
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: FilmaX پيغام ديکھيے
                              app ne acha thread open kia hay ,, main ne dekha hay kafi log forex ke tools sale karty hain jin main robots be hain app ka kia kheyal hay k robots ko buy karna chahey wasy mujay nahi lagta kion k agar robots sahi work kar rahy hoty tu wo robot sale kion karty ap kindly reply zaroor karna
                              Bhai robot Waqai mil jatay hain laikin Aap meray Bhai ho Main Ap ko Acha mashwara doun Gaa k Aap robot ko Study zaroor karain laikin filhal isay na use Karain... Coz Agar Robot trading Karay ga tou Ap Kya Karo gy??? Robot sahi kaam Kartay bhi hain or nahin bhi personaly Main nay Aj Tak Robot nahin use Kiyaa... haan jab meray pas 10,000 USD Ka capital ho Ga Tab main Robot Ko Zaroor use KAroun Gaa... Filhal tou Meri Concentration Self trading par hai and i m enjoying It... Aap bhi Self trading par zoor rakho... Waisay Agar robot chahiye Tou ap Search engine par Search Kar lou Ap ko kafi Saray robots mil jayen Gy laikin Seniors kehtay hain K Robot sirf Big capital par sahi Kam Kartaa hai... laikin main kabhi Bhi robot Say satisfy nahin huaa us ki bari Waja ye hai k robot main jo kuch Feed hotaa hai us nay Wohi Karnaa hai or insani Damagh creative hotaa hai :)
                                 
                              Mind Is like A Parachute - It Is Useful only IF Open

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X