Secure your Personal Details
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Secure your Personal Details
    Asslam O alaikum dosto Main nay forum par bhi ek do logoun Ki Shikayatain Dekhi or baki jagaa par bhi Shikyaat thi hackers ki,ye Sach hai k jahan Acha Kaam ho Raha ho wahan buray log Bhi hotay hain.. is liyee aap Apni Account Details ko musalsal update Kartay raha karain...internet say kuch bhi Download Kartay huye khyal Rakha Karain,emails ko open Karnay Say pehlay unhain Trusty karwa liyaa Karain,Aisa karnay Say Ap Safe rahain gy
    Mind Is like A Parachute - It Is Useful only IF Open
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    dear friends hackers ek bohot bara masla hai online working mai in se bachna mushkil hai ye thek baat hai k ap agar apni info hide rakhty ho or apna profit or investment bhi hide rakhty ho to ap un se bach sakty ho warna mumkin hai k wo apka account hack kar ley
    • #3 Collapse

      han hamein apni taraf se sab hifazati ikdamaat kar lane chahiye lekin hackers ko b under estimate b nahi karna chahiye q k hackers aisa kuch kar jatay hen k hum simple internet users ki smj se bahar hae.
      • #4 Collapse

        yes asay be logo hotay ha jo dosaro ka account hack kar laty ha s ley hum ko cheay ka hum apan account ki sicorti high kar lay.
        • #5 Collapse

          bhi ap ne yeh baht he achhi bat ki he aur hacker aur kam krty nhi sirf chezain churany main sara din lagy rehty hain balkeh pora mahina bhi aik account ko hack krne main unhain lag jay woh lagy rehty hain lekin legal triqy se kamana unko bura lagta he.
          • #6 Collapse

            g brother me kehna chahta ho ke har ache raste ke sath bora rasta bi hota ha wese hi har ache work ke sath bora work bi hota ha. Agar ap right path pe work kare to acha or agar wrong path pe work kare to bad work ha................................
            • #7 Collapse

              information internet ki dunia main show nahin kerni chahiyea jitna quay ho sakay hum ko internet ki dunia main apnay personal details share kernay smeri personal details chaiye to meri profile me ja kay dekh len apko pta chal arpeggio or pher bhi Lucho pochna ho to mjh se personally contact ka
              • #8 Collapse

                Hackers bohat ziyada internet per lage rehte hain ta k kisi ki account details chora kar aap ko apny account se hath dhona parheinge. lehaza apni account details her waqt change karni chahiye ta keh in logo se mehfooz reh saken.
                 
                • #9 Collapse

                  Jee blkul ap apna forex trading account safe rakhein aur apna forum ka account b safe rakhaein , aapni personal information ko nahii kissi ka sath share karein aur na hii apni details shown to all kr ka profile py rakein..!!
                  • #10 Collapse

                    hacking sy bachny ky layia hamien khud ko mazboot rakhna chahya hacking jab hi hoti hay jab app kisi par trust karty ho o0r mery khyal sy business men ham trust sirf forum par kar sakty hain or kisi par trust kar ky ham khud apny app ko doobo dety hian is men na forum ki galti hoti hay na kisi hacker ki galti hamari hoti hay ham ko is mamlay men kisi par trust nei karna chahyia
                    • #11 Collapse

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: Qaiser4u007 پيغام ديکھيے
                      Asslam O alaikum dosto Main nay forum par bhi ek do logoun Ki Shikayatain Dekhi or baki jagaa par bhi Shikyaat thi hackers ki,ye Sach hai k jahan Acha Kaam ho Raha ho wahan buray log Bhi hotay hain.. is liyee aap Apni Account Details ko musalsal update Kartay raha karain...internet say kuch bhi Download Kartay huye khyal Rakha Karain,emails ko open Karnay Say pehlay unhain Trusty karwa liyaa Karain,Aisa karnay Say Ap Safe rahain gy
                      your are right may dear bother achi kiya kuch information shear kar di brother our yeh log only ik hi kam jantay hai bus kisi k account hacked karna our kuch nahi brother our in may kuch achay log b hotay hai boray sub may hotay hai yeh nahi isi forum may boray our achay log hogay brother sub jaga pa jatay hai brother
                      • #12 Collapse

                        Jee han bhai bilkul theek keh rhy ho app , hmy in cheezoon ka bohoot khyal rakhna chahiy , or khas tor par forex trading business me because is business se ham earn kar rhy hen or koi bhi nahi chahy ga ke us ka account hack ho , is liy hamy privacy rakhni chahiy .
                        • #13 Collapse

                          ji han forex me har baat kisi se bhi share nahi karni chahiye aap ko koshish karte rehna chahiye ke jitna mumkin ho sake hum se is business me carefully work karen and is ko learn karte rahen sath sath .
                          • #14 Collapse

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: Qaiser4u007 پيغام ديکھيے
                            Asslam O alaikum dosto Main nay forum par bhi ek do logoun Ki Shikayatain Dekhi or baki jagaa par bhi Shikyaat thi hackers ki,ye Sach hai k jahan Acha Kaam ho Raha ho wahan buray log Bhi hotay hain.. is liyee aap Apni Account Details ko musalsal update Kartay raha karain...internet say kuch bhi Download Kartay huye khyal Rakha Karain,emails ko open Karnay Say pehlay unhain Trusty karwa liyaa Karain,Aisa karnay Say Ap Safe rahain gy
                            Yes bro apki baat sy main agree karta hon humain apny personal details aur paswords wagera ko safe rakhna chahiye aur hafazti tadabeer akhtiyar karni chahiyen kyun k internet per bhut sy aisy hackers bhi hain jo hamari personal detail ko hack kr k apny maqsad k liye istemal karty hain.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              haan yeh app nauy bht achi baat bata di hai hum sab ko ager humaisa karte hain tou humaray liye bht acha hai or humain apni details bhi share nhi karni chahye hian q k is mai nbht scamming ho rahi hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X