Levearge Change karne se kya faraq parta hai?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Levearge Change karne se kya faraq parta hai?
    main ye pochna chahata hoon ke jese ke hum 10 cent se koi trade open karte hain aur market 20 pips chalne ke bad 2 dollar ka profit deti hai aur leverage hai humara 1:2
    yani
    10 cent ki trade
    Leverage 1:2 Low
    20 pip profit =2$

    10 cent ki trade
    Leverage 1:1000 high
    20 Pip profit =??? kitna profit ho ga
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    han ge profit main to koie farq ni parata aur na he is main loss ko kie bhe farq pata ha bus ap trading main kam trade lagany ky ahal ho jay ho jub leverge ko kam keya jata ha to
    • #3 Collapse

      ag ap 1.100 ki leverage pr 10 cent ki trade karty ho tb bhe ap ko 2$ he profit hota hay jasa k 1.200 keverage main hota hay leverage ka bs itna faida hota hay k ap bry lot size pr km investment k sath trading kr sakty ho or agr ap k pass perfect signals hian to ap acha kma sakty ho
      • #4 Collapse

        bhai leverage sy hum apni profit aur loss ki percentage ko kam ya zyada kr skty hen leverage kam ya zyada rakhnen ka mtlb trader ko asani pohchana hai agr koi trader nya hai to us k lye 1;100 ki leverage best hai is k elawa ahm bat yeh b hai k company men market ke movement k hisab sy b leverage ko kam ya zyada rakha jata hai
        • #5 Collapse

          Leverage tu aik baar set karty ho. Jab ap second time ausi pair trade karty ho tu ap muqtalif leverage rakhni parti hai. Ap ko asani ho jati trading karnay main.
          • #6 Collapse

            aap kam leverage rakho ya zaida is se farq nahin parta aap ko 2$ hi profit ho ga or agar lose ho ga to 2 $ hi ho ga is se koi farq nahin parta , lekin leverage zaida rakhny se aap kam investment se zaida ki trade kr sakty ho
            • #7 Collapse

              bhai janchahy apka levrg 1 1 ho ya phir 1 1000 is se apk profit ya loss pe koi farq nhi prta, qk hmara acount chota hota hai is liy ham kam levrg ki vja se kam trade lga skte hain aik watq ma,
              • #8 Collapse

                Bro 1:1000 ratio is not profit, its lose according me, if you try to get profit then its hard to guess, But you have a nice thought or Idea, Am impressed with your though.
                • #9 Collapse

                  bhai leverage sy hum apni profit aur loss ki percentage ko kam ya zyada kr skty hen leverage kam ya zyada rakhnen ka mtlb trader ko asani pohchana hai agr koi trader nya hai to us k lye 1;100 ki leverage best hai is k elawa ahm bat yeh b hai k company men market ke movement k hisab sy b leverage ko kam ya zyada rakha jata hai
                  • #10 Collapse

                    nice thread brother i like it, but i think ap 1.100 ki leverage pr 10 cent ki trade karty ho tb bhe ap ko 2$ he profit hota hay jasa k 1.200 keverage main hota hay leverage ka bs itna faida hota hay k ap bry lot size pr km investment k sath trading kr sakty ho or agr ap k pass perfect signals hian to ap acha kma sakty ho.
                    • #11 Collapse

                      Leverage ziyada karne ka aik faida hai keh hum kam amount per ziyada lot laga saktey hain waisy to agar leverage kam ho to big lots nahi open ho sakti hai lehaza baz traders leverage ko ziyada kar lete hain keh kam equity per ziyada profit earn kar sakein.
                      • #12 Collapse

                        profit main to koie fart ni parata aur na he is main loss ko kie bhe fart pata ha bus ap trading main kam trade lag any ky ahal ho jay ho jub leverge ko kam keya1.100 ki leverage pr 10 cent ki trade karty ho tb bhe ap ko 2$ he profit hota hay jasa k 1.200 beverage main hota hay leverage ka bs itna faida hota hay k ap bry lot size pr km investment k
                        • #13 Collapse

                          ji haan meray bhai ajan ager aap ko trade kerna nahi aati hain ya aap new hain tou aap iss ko low rekh ker trade kerien iss se aap achi trade ker lo gay lekin mein iss ko high rekh ker trade kerta hoon kiyon ke mein iss mein trade manage ker leita hoon.
                          • #14 Collapse

                            dear agar aap k account main 100$ hey or aap k account ka leverage 1:200 hey to aap apny account say just 1$ ke trade he maximum open kar skty hen lakin aagar aap leverage ko change kar k 1:1000 kar daity hen to phir aap apny account say 4$ lot size ke trade b open kar skty hen..
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              forex traidng main leverage ek bohat he achi chez hain agar forex trading main app logo ko chayee k account ko banaty waqat app ko is main leverage ko is main kam is kam 1.1000 he rakna chayee jiss si app logo ko forex trading main zyda loss be nahee hogha or is main app logo ko ek acha profit be hogha
                               

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X