Hum apna initial deposit kiu itni jaldi ganwa beth'ty hain?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Hum apna initial deposit kiu itni jaldi ganwa beth'ty hain?
    maine dekha hai kay aksar traders kehte hain kay shuru mai loss must hai aur hum jo bhi apna initial investment karte hain wo zaya hu jata hai tu aisa kiu huta hai kay humari initial investments easily zaya hu jati hain?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    main ya samjta ho k forex mein jo bhi new ata hai aur wo iss business mein investment karta hai aur jab wo trading karta hai tu us k pas itna experience nahi hota hai jis ki waja se wo blind trading ziada karta hai aur wo apni initial deposite ko loss karwa leta hai . main reason he experience aur knowledge na hona ki banti hai.
    • #3 Collapse

      acctually jub ap new ho ty hoto ap ko ak new excitment hoti ha trade kernay kii jis say ap chaty ho kay jaldi is ko expernce karin kay yaha kia chez isi waja say ap ko zada strt ma loss hojata h
      • #4 Collapse

        Bhai dekhen baat aisi hai kay hum jo apna initial balance jaldi gawa dete hain uski sab se bari waja jo hoti hai woh hamari na tajurba kari hoti hai jis ki waja se hum apna initial investment gawa dete hain hamain chahiye kay hum pehle trade ko sahi se smajhen phir karen
        • #5 Collapse

          Aisi baat nahi hai dear forex me zaruri nahi hai kay apko first deposit pe loss hi ho aisa tab hota hai jab aap kay pass knowledge ki kami hoti hai or aap forex se bohat ziada expectations laga kar trading karty hain kay aapko big profit hoga or over volume lagany ki waja se sari amount zaya ho jati hai. Secondly agar hamara initial capital hi bohat chota sa ho tab bhi loss bohat jaldi ho jata hai.
          • #6 Collapse

            Essa ess liyee bhi hota hai because hamara balance kaam hota hai aur hum lot size yani volume zyada select kar letee hain aur majority of trader koo risk aur reward kee importance kaa bhi nahein pata hota, kosish karein kee apni greed koo bhi control mein rakehin
            • #7 Collapse

              Yaar is ka sab se bara reason hai jald baazi aur lalach hum jab forex kop start karte hain to hume start me acha profit aata hai to hum foran lalach me ajaate hain aur hum apni koi na koi galti ki waja se saara amount gawa bethte hain...
              • #8 Collapse

                bhai initial deposit itni jaldi loss ho jane ki waja bhai acha knowledge na hona forex k barey me or doosri baat ye ha g forex me acha greed se trade krna greed ki waja se aksar forex k trader loss krte hen g forex trading me forex is the business in which new trader get loss by the greed
                • #9 Collapse

                  je han forex trading may koi bhi jab new ata hay or woh trading main investment karta hai or hab trading karta hay tu us kay pass itnai knowledge hoti hayjis ki waja say woh blind trading karta hai wo apni initial depoiste ko loss karwata hay experienc knowledge na hona hay
                  • #10 Collapse

                    kyun kay hum unexperience hotay hain hum sahi tarah se market ko analyse nahin kartay aur hum starting main he high risk lay lete hain yehi waja hai shoro main loss ki ager knowledge ka sahi use karain to yeh problem face nahin karni parti.
                    • #11 Collapse

                      Some time new traders dont follow trends and they lost his starting investment so dont need to worry just learn and keep safe trading lost and profit both part of business.
                      :mad:Don't Be Greedy At The Time Of Trading:)Follow Trend And News and Trade Minimum Risk With Technical Analysis!:cool:
                      Always welcome for any help about Forex trading here is My Facebook profile ...
                      • #12 Collapse

                        iski do reasons hai, pehly tu yeh k apko trading k baray main pata nhe hoti bus ap posting kr k kuch bonus earn krty hain aur usko trade main dal kr earning ka sochny lag jaty hain aur is tarha apni earning zaya kr daty hain. 2nd yeh k ap lalach main maray jatay hain aur apni profit aur balance dono sy hath dho bethty hain.
                        • #13 Collapse

                          q k hum start main lalach main aa ker akser ziyda volume ki trade ker bethty hn or is hisab sa balance nhi hota hamary pas to risk k chances boht berh jaty hn or is leay hum apna balance ganwa bethty hn
                          • #14 Collapse

                            dear i think ke is ki kafi reason hain aik tou ya ha ke hm na tou forex ke rule follow karte hain r na he forum ke rule ko is ke bad hmein is mein jab trading karni hoti ha tou hm apne emotions ko be control mein nai rhakte hain r greedy ho jate hain jis ki waja se hm loss karte hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              forex trading aik bohat acha business hai is mai jo new trader hotay hain un ko first time to loss ho hi jata hai is mai hamy loss sy bachny k lia ziada sy ziada hard working karni chahiya ta k ham aik kamyab trader ban saky is mai ham jitni learning kary gy ham is mai utni hi earning kar sakty hain is mai loss sy bachny k lia hamy is mai lalach ni karni chahiya or ziada sy ziada mehnat karni chahiya ta k ham is mai earning kar saky or loss sy bach saky

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X