ya review just one trade open krny pr manbi hai.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    ya review just one trade open krny pr manbi hai.
    dear all the member umeed hai ap sb kahriyat sy ho gy main aj ap ko aik asi knowledge shear krny ja rha hun agr ap es py amal kryn gy to ap ko bhot faida mily ga qu k hum log lalch k cahkro main aa kr ap bhot zayada nusan kr bethaty hain es ly mari ai bhot imprtant bat ya hai k agr ap ny 1 trade lagae v hai to losss py ja rhe ehai to us k sth koi b 2sri trade na lagahy qu es sy leavel margen low ho jata hai jis ki waja sy account wash ho jata aur 2sri bat aik sth kabi b 2trade k use kabi n kry ya sb sy bara loss krny ka trika hai.
    Mehnat Me Azmat hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: ya review just one trade open krny pr manbi hai.

    dear apka mashwra aur apka experience bilkul theek hay agar ham forex markeet main kaam kartay huway lalach say bach kar kaam kartay hain to ham is markeet say bahut kuch hasil bhi kar saktay hain aur is main honay walay har kisam k nuksaan say bhi bach saktay hain jisk liye zaruri hay k ham jub bhi forex markeet main koi entery laitay hain to hamain is main kam say kam risk k sath kaam karna chaye jis main hamain agar lose bhi milta hay to ham markeet main apnay account ko kabhi bhi washed hotay huway nai daikh saktay hain jisk liye lazmi hay k ham har baar jub bhi is markeet main enter hon hamain is main aik he trades ko open akrtay huway agar ham apna aim bana laitay hain to ham is markeet main kabhi bhi barray lose say do chaar nai hos ktay hain wo aisa is liye hota hay k ham jub bhi is markeet main kaam ko start kartay hain to hamaray account ka balance kam hota hya jis main ham is main risk apnay account say bhi barra laitay hain aur ham markeet main barray lose k sath out honay par majboor ho jatay hain jiska har daffa yahi result nikalta hay k ham makreet main kuch bhi kama nai saktay hain aur jo kuch hamaray pass hota hay ham us say bhi lose main change kar daitay hain jis main ham is markeet ko kabhi bhi sahi tareekay say smjh nais aktay hain aur lose pay lose ham bardasht kartay huway markeet main kaam kartay jatay hain aur sath sath ham yeh bhi kehtay jatay hain k hamain amrkeet ki kuch bhi samjh nai aa rahi hay aisa kia hay jiski wajah say hamain markeet ka kuch sahi andaza nai ho raha hay.
    • #3 Collapse

      Re: ya review just one trade open krny pr manbi hai.

      Salam dear membersji member aapane bahut achcha topic aur bahut achcha thread hamar sar share Kiya hai to main bhi aapko escalated bataungi apna knowledge or experience jaise aapane kaha hai ki ye ek tradeo karne par hai to park Forex mein hamen aisi koi bhi limit nahin Di Gai Ham unlimited trading kar sakte hain itni jyada Ham ismein trading karna chahie kar sakte hain vah Ham per depend karta hai han yah sarur hai ki agar aap chahte Hain ki aapki trade safe Rahe aapko profit de to uske liye aapko chahie ke mehnat Karen aur kam kaise karen jab Ham ek trade ke sath hi trading karenge to hamen chahie ke ek Hi trade ke sath trade Karen tab Ham ismein kam 6 bol sakte hainaapko chahie ki ek trade ke sath trading Karen jab Ham ek trade ke sath trading karte Hain to isase hamen kabhi bhi loss nahin hota aur hamari trade bhi save rahti hai isliye hamesha so samasya aur acchi trading Karen planning karke tab bhi aapas mein kamyabi hasil kar sakte hain Bina soche samjhe kabhi bhi trade open na Karen lene karke Hi Kam Karen...
      • #4 Collapse

        Re: ya review just one trade open krny pr manbi hai.

        اصل پيغام ارسال کردہ از: moonali پيغام ديکھيے
        dear all the member umeed hai ap sb kahriyat sy ho gy main aj ap ko aik asi knowledge shear krny ja rha hun agr ap es py amal kryn gy to ap ko bhot faida mily ga qu k hum log lalch k cahkro main aa kr ap bhot zayada nusan kr bethaty hain es ly mari ai bhot imprtant bat ya hai k agr ap ny 1 trade lagae v hai to losss py ja rhe ehai to us k sth koi b 2sri trade na lagahy qu es sy leavel margen low ho jata hai jis ki waja sy account wash ho jata aur 2sri bat aik sth kabi b 2trade k use kabi n kry ya sb sy bara loss krny ka trika hai.
        Assalamu alaikum dear Forex member's ap Ka sawal bilkul theek Hy. K agr ham nay ok trade laga kar ham loss main ja rahy Hain Tu.
        Hamain Chahiye k ham 2 trade na lagaen. Q k os wqat trade Ka margin Ka level Kam ho jata hy his ki waja sa lot size barhny say account wash ho jata hy.
        • #5 Collapse

          Re: ya review just one trade open krny pr manbi hai.

          اصل پيغام ارسال کردہ از: moonali پيغام ديکھيے
          dear all the member umeed hai ap sb kahriyat sy ho gy main aj ap ko aik asi knowledge shear krny ja rha hun agr ap es py amal kryn gy to ap ko bhot faida mily ga qu k hum log lalch k cahkro main aa kr ap bhot zayada nusan kr bethaty hain es ly mari ai bhot imprtant bat ya hai k agr ap ny 1 trade lagae v hai to losss py ja rhe ehai to us k sth koi b 2sri trade na lagahy qu es sy leavel margen low ho jata hai jis ki waja sy account wash ho jata aur 2sri bat aik sth kabi b 2trade k use kabi n kry ya sb sy bara loss krny ka trika hai.
          India member of name irsa bahut Achcha knowledge aur experience share Kiya Hai aapane bahut Achcha topics Kiya Hai ki Hamen main is just trade open karne ke liye hamstead open Karte ham ismein set karne ke liye TP set karna chahie
          har kisam k nuksaan say bhi bach saktay hain jisk liye zaruri hay k ham jub bhi forex markeet main koi entery laitay hain to hamain is main kam say kam risk k sath kaam karna chaye jis main hamain agar lose bhi milta hay to ham markeet main apnay account ko kabhi bhi washed hotay huway nai daikh saktay hain jisk liye lazmi hay k ham har baar jub bhi is markeet main enter hon hamain is main aik he trades ko open akrtay huway agar ham apna aim bana laitay hain to ham is markeet main kabhi bhi barray lose say do chaar nai hos ktay hain wo aisa is liye hota hay k ham jub bhi is markeet main kaam ko start kartay hain to hamaray account ka balance kam hota hya jis main ham is main risk apnay account say bhi barra laitay hain aur ham markeet main barray lose k sath out honay par majboor ho jatay hain jiska har daffa yahi result nikalta hay k ham makreet main kuch bhi kama nai saktay hain aur jo kuch hamaray pass hota hay ham us say bhi lose main change kar daitay hain jis main ham is markeet ko kabhi bhi sahi tareekay say smjh nais aktay hain aur lose pay lose ham bardasht kartay huway markeet main kaam kartay jatay hain aur sath sath ham yeh bhi kehtay jatay hain
          • #6 Collapse

            Re: ya review just one trade open krny pr manbi hai.

            Es review main ap nay bat bil kul thek ki hay. Forex trading main ham nay aksar yeh bat to dekhi hay k log yehni traders loss ziada kartay hain aik andazay kay mutabiq daily 95% traders loss kartay hain aor baqi 5% traders profit earn kartay hain jo 95% loss kartay hain un main ziada tar aisay traders hotay hain jo ziada profit kay lalach main ya ziada loss ko bohat juld recover karnay kay lalach main over trading kartay hain yehni aik trade ki bajay aik hi time main aik say ziada trades open kar laitay hain jis say free margin bhi kam hota jata hay aor loss ki soorat main loss bhi dugna yehbi double honay lag jata hay jis say yahan aik mint main 1$ loss hona hota hay wahan 2$ ya es say ziada honay lag jata hay jis par trader ko loss control karna bohat mushkil ho jata hay aor aksar account wash ho jata hay es liay agar trader aik hi trade open karay to os say kafi ziada bachat ho jati hay aor ziada loss na honay ki wajah say account wash nahi hota aik trade kay chand fawaid darj zail hain.
            1: Mind ziada confusion ka shikar nahi hota aor trade open kartay howay thek faisala karta hay aor trade close karnay main bhi acha faisla kar pata hay koi mistakes nahi karta aor loss ki soorat main esay foran control kar pata hay aor account ko wash honay say bacha laita hay.
            2: Aik trade kabhi bhi two ya es say ziada trades ki taran say ziada loss nahi daiti aor es taran es ko control karna kafi easy ho jata hay.
            3: World main ziada tar expert traders aik time main aik hi trade open kar kay trading say achi earning kar laitay hain.
            4: New aor kam experience walay traders aik time main aik hi trade ko easily control kar patay hain.
            5: Market analysis ziada trades ki bajay aik trades kay karna bohat ziada easy ho jata hay jis say thek point payu trader order laga sakta hay.
            • #7 Collapse

              Re: ya review just one trade open krny pr manbi hai.

              Assalamu Alaikum Pyari bhajan aapka Mashwara aur aapka spinners bilkul theek hai agar Ham Fresh Market Mein kam karte hue Lal Se Bachkar kam Karte Hain To Ham market se bahut Achcha Kuchh Hasil bhi kar sakte hain aur ismein hone wale Har Kishan ki nuksan se bhi baith sakte hain aur Jiske Liye jaruri hai ki Ham Jab Bhi Koi tracks market Mein Koi entry Lete Hain To Hamen ismein kam se kam risk ke sath kam karne chahie jismein Hamen Agar loss bhi Milta Hai To Ham market Mein Apne account ko Kabhi bich ok band Hote Hue Nahin dekh sakte hain Jiski Waliye kam se kam risk ke sath kam karna chahie jismein Hamen Agar loss bhi Milta Hai To Ham market Mein account copy washing kar sakte hain aur dekh sakte hain Jiske Liye lazmi Hai Ki ham har Baat Jab Bhi is market Mein inter Hote Hain To Hamen ismein ek hi traders ko open karte hue Agar Ham Apna image banaa Lete Hain To Ham is market Mein Kabhi Bhi barabari lost se Do Char Nahin ho sakte hain vah Aisa isliye hota hai ki Ham Jab bich kis market Mein kam ko start karte hain to hamare account balance kam m ko start karte hain to hamare Kaun ka balance kam hota hai jismein Ham is marriage ka Apne account Se Bhi Bada lete hain aur ham market Mein Bade loss ke sath out hone per Majburi Ho Jaati Hai is ka Har dafa Yahi result nikalta hai ki Ham market Mein Kuchh Bhi Kama Nahin Sakte hain aur jo Kuchh hamare pass hota hai Ham usse bhi Laut Nahin change kar dete Hain jismein Ham is market ko kabhi bhi Sahi tarike se samajh Nahin Sakte hain aur lost palot Ham bardasht karte hue market Mein kam Karte Jaate Hain aur sath sath Ham yah bhi Kaise Jaate Hain Ki Hamen market ki Kuchh Bhi samajh Nahin a rahi hai iska Kya Hai Jiski wajah se Hamen market ki Kuchh Sahi andaza bhi nahin Hota Hai
              • #8 Collapse

                Re: ya review just one trade open krny pr manbi hai.

                Bhut se log is trha krty hain ky bonus ky aaty hi dhara dhar trades lagana shuru kr dety hain. Aur eek trade ky close hony ka wait nahin krtay aur musalsal trades lgana shurh kr dety hain. Aur lalach mein bhut si trades ek hibwaqt mein lga dety hain. Is trha yeh hota hai ky ek waqt mein ek insan bhut si trades ka timely jaiza nahin le skta aur kabhi bhi trade opposite chali jaye to usko andaza nahin hota aur big loss ki surat mein usko pata chlta hai. Aur is trha bnda kabhi bhi zeada trades mein kamyab nhin hiskta aur loss hi hota hai.

                Bhut se log 1 trade at a time ky asool par kam karty hain. Yehi log zeada tar kamyab hoty hain. Kyn ky banda ek waqt mein bhut si trades ki kahabr nhin rkh skta nah hi bhut si markets ko ek waqt mein dekh kr analyse kr skta hai. Aapko chahye ky ek waqt mein ek hi trade lgayen aur isky close hony ky bad hi dusri trade lgaen.​
                • #9 Collapse

                  Re: ya review just one trade open krny pr manbi hai.

                  Assalamu Alaikum dear friendmember of name irsa bahut Achcha knowledge aur experience share Kiya Hai aapane bahut Achcha topics Kiya Hai ki Hamen main is just trade open karne ke liye hamstead open Karte ham ismein set karne ke liye TP set karna chahie
                  har kisam k nuksaan say bhi bach saktay hain jisk liye zaruri hay k ham jub bhi forex markeet main koi entery laitay hain to hamain is main kam say kam risk k sath kaam karna chaye jis main hamain agar lose bhi milta hay to ham markeet main apnay account ko kabhi bhi washed hotay huway nai daikh saktay hain jisk liye lazmi hay k ham har baar jub bhi is markeet main enter hon hamain is main aik he trades ko open akrtay huway agar ham apna aim bana laitay hain to ham is markeet main kabhi bhi barray lose say do chaar nai hos ktay hain wo aisa is liye hota hay k ham jub bhi is markeet main kaam ko start kartay hain to hamaray account ka balance kam hota hya jis main ham is main risk apnay account say bhi barra laitay hain aur ham markeet main barray lose k sath out honay par majboor ho jatay hain jiska har daffa yahi result nikalta hay k ham makreet main kuch bhi kama nai saktay hain aur jo kuch hamaray pass hota hay ham us say bhi lose main change kar daitay hain jis main ham is markeet ko kabhi bhi sahi tareekay say smjh nais aktay hain aur lose pay lose ham bardasht kartay huway markeet main kaam kartay jatay hain aur sath sath ham yeh bhi kehtay jatay hain
                  • #10 Collapse

                    Re: ya review just one trade open krny pr manbi hai.

                    trade plan in market : asslam o alikam dear hume market mn kameyab hone k liye phaly market ka knowledge hasil krna lazmi ha is mn hume sab se phaly analysis ur indicotor ko dekhna hota ha market ki moving average ko fallow kr k hume kam krna hota ha agr hum market mn lalach krte hein tu hum khabi kameyab nai ho sakte hein daily is business mn acha kam krein menat krein hum asani se is business mn success full ban sakte hein tecnical analysis ur fundamental analysis ko hume fallow krte rehna hota ha analysis se hum market ka acha knowledge le sakte hein
                    :1f60d: hard work :1f60d:
                    • #11 Collapse

                      Re: ya review just one trade open krny pr manbi hai.

                      Assalamu Alaikum dear member aapane bahut Achcha review Hamare Sath share Kiya Hai Hamen market mein Main kabhi bhi Ek Se Jyada trade open nahin karna chahie balki Ek trade hi open Karni chahie pahle market ko acchi Tarah analyses Karke FIR trade open Karen aur use trade ko profit Hasil karne ke bad close kar de Agar Ham Ek Se Jyada trade open Karenge To vah ismein Hamen Agar loss ho jaaye a to vah bahut jyada ho sakta hai last hone Ki Surat Mein Hamara account bhi wash ho sakta hai . Isliye koshish karen ke Ek Se Jyada trade open na Karen Hamen lalach nahin karna chahie Banke ek time per Ek pet open karke usi ko complete karna chahie iske sath different analyses ko bhi Jarur learn karna chahie.
                      • #12 Collapse

                        Re: ya review just one trade open krny pr manbi hai.

                        Walekum assalam yes dear aap Sahi kah rahe hain Hamen ek time Mein Ek trade hi open Karni chahie Kuchh member Lalach me ah Jaate Hain aur Ekta 2 aur 3 trades open kar dete Hain Jiski vajah se Unka account bi waas ho sakta hai Kyunki Jyada trade Lagane se risk ky chances bhi badh Jaate Hain isiliye jaruri hai ki Apne Lalach ure emotions ko control mein rakhen aur apne Lalch emotions ko treating Mein interfere na karne De tabhi aap ek perfect trader Ban sakte hain Ek Kamyab trader Hamesha apni useless emotions ko apni trading Se Dur Rakhta h
                        Iske sath sath agar aap Chahte Hain Kya baccha profit Hasil karen to koshish Karenge time trade per hi focus Karen Jaani ek time Mein Ek Teddy open Karen isase Ek to aap apne trading co chatime De Sakenge ab secondly Jab Bhi aap Jyada time mein trade Lagate Hain To isase aapka account was hone ki chances badh Jaate Hain isiliye jaruri hai ki Sabar mein munafa aur jaldbaji mein nuksan hai agar aap bagair soche samjhe jaldbazi mein jyada trades open kar dete Hain To isase aapko Shivay nuksan ke aur kuchh Hasil Nahin Hota isiliye koshish karen ki Hamesha kam Karen lekin Achcha Karen Apne jo bhi Se lagaen Usko pahle different indicators se apne analysis ko strong Banaye market ki movement ko check Karen Uske bad hi trade open Karen
                        Last edited by ; 04-10-2020, 06:22 AM.
                        • #13 Collapse

                          Re: ya review just one trade open krny pr manbi hai.

                          Assalamu Alaikum Jaisa ke Ham Sab Jante Hain Ki Forex forum Ek worldwide online profitable business hai aur ismein kamyabi Hasil karne ke liye Se Jyada Se Jyada mehnat ki jarurat Hoti Hai jitne ismein mehnat ki Jay utna hi Achcha profit Hasil ho sakta hai Forex forum Mein just want trade open karne se Murad yah hai ki ismein Jyada trades ko Apna kiya jaaye Hamesha 1 trade ko open kiya jaaye aur straight Mein Tamam mehnat se kam kiya jaaye usmein acchi knowledge or experience ka use Karke just wanted ko open kiya jaaye sake vah Hamen profit De sake Agar Ham Jyada traders ko open kar dete Hain To Jyada trades open karne se ham log kar sakte hain aur Hamesha profit Hasil Nahin ho sakta Kyunki Sadar Trends open kar Dene Se Ham mistakes kar sakte hain isliye Hamen just one trade ko hi open karna chahie aur loss se bachne ke liye chahie ke sirf ek trade ko open kiya jaaye new member ko chahie ke just wanted ko open Karen aur uske bad hi vah Achcha profit Hasil kar sakta hai Kisi bhi trade ko open karne se pahle Tamam knowledge experience quality quantity in Sab chijon Ka Jarur Khyal Rakhna chahie Uske bad hi just one trade ko open karna chahie Is Tarah Achcha profit Hasil ho sakta hai bahut se members Shuru mein bahut jyada trade se ko open kar dete Hain Tak trade Se Jyada profit Mein Jaenge lekin is se loss Ho jata hai aur account bhi wash ho sakta hai.
                          • #14 Collapse

                            Re: ya review just one trade open krny pr manbi hai.

                            Bhai main aapke Baat se Tay far Karta Hun Ki Hamesha trade Lagana chahie lekin sirf ek trade Lagana chahie aur ek hi Kishan ka trade gana chahie Ham Aksar dekhte hain ya Khud Diye Aksar Galti do raten repeat Karte Hain Ki Ham mutra currency pairs Mein Ek Hi Waqt Mein trade Lagate Hain 2 3 4 trade lagakar hi Hamen Aksar loss ho jata hai kabhi kabhi by chance profit bhi ho sakta hai lekin Hai jyadatar Hamen nuksan hi hota hai Kyunki Ham Jab Ek currency Pyar Mein trade Lagate Hain to buy Mein Lagate Hain dusre Mein Ham sale Mein Laga Dete Hain Teesri Mein Ham Dobara by to yah chij Hoti Hai yah Hamen confuse kar deti hai aur ISI ki vajah se Ham market movement bhi note nahin kar sakte Kyunki Ek Yadon trade Hote Nahin Mushtaq currencies Mein Maut Arif trade Lagaye Hote Hain Humne Jiski vajah se Hamen Jyada nuksan hota hai han dusri Baat yah Hai Doston ke ghar aapane trade Ek Se Jyada hi Lagana ho to koshish Karke ek hi currency Mein Ek Hi direction Mein trade Hota ki aap ka nuksan na ho aur fayda jyada ho aur Agar fayda Bhi Na Ho To kam se kam itna nuksan Na Ho Jitna aap Karva nahin kar sakte to doston main aapko yah Bata Do Ki Hamesha koshish karen ki Yad to sirf ek hi trade Lagaye aur Agar Jyada trade gaye ho to Usi currency Mein trade Lagaye dusra trade bhi Usi currency Mil Gai Thi Israr trade bhi Usi currency Mein lagaen tab ke aapka profit Bhi Ek Jaisa ho aur aapka market movement Bhi Ek Jaisa Hi Ho.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: ya review just one trade open krny pr manbi hai.

                              Assalamu Alaikum dear aapane Kamyab trading ke related bahut important knowledge Ham Sab members ke sath share Kiya Hai Main Bhi aapke sath Kamyab trading ke related Apna knowledge share karta hun dear forex market mein Main Har din Kafi new trader inter ho rahe hain unko trading ke bare mein knowledge Nahin Hota han aur vah without trade analysis k apni trade active Karte Hain aur jab for dekhte hain ke trade loss Mein Hai To vah dusri trade open kar dete Hain aur Is Tarah vah apni trades open Karte rahte hain aur jab vah multiple trades open Karte Hain To unko Pata lagta hai ki ab unko confirm hai ki loss hi hoga to vah vah Apne account ko is vajah se wash Karva Dete Hain trading Mein Is Tarah Ki trading ko over trading Kaha jata hai aur is Se Kisi trader ko bhi profit Nahin Hota isliye trader ko chahie ki vah isko a white Karen.

                              Dear over trading trader us Waqt Karta Hai Jab usko market ki bare mein information Nahin Hoti Agar trader market ke bare mein information Hasil karta hai aur trade analysis karne ke bad hi apni trade active Karta Hai To vah Ek Kamyab trader ban jata hai isliye Agar Ham bhi Kamyab trader Banna Chahte Hain To Hamen trade analysis ke bagair kabhi bhi trade open Nahin Karni chahie. Aur ek time Mein Ek Hi trade open Karni chahie Kyon Ke multiple trades per concentrate karna Mushkil Ho Jata Hai Jiski vajah se Ham market ko Puri Tarah analyse nahin kar paate aur Hamen loss hota hai.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X