ADVISE,Students trading zaror karain laikan...apni TALEEM ko ignore na karain.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    ADVISE,Students trading zaror karain laikan...apni TALEEM ko ignore na karain.
    Dear traders students k leiye as a brother meri ye advise hai k trading zaror karain es se wo apne parents ki support kar sakty hain laikan lalach mein aa kar apni taleem ko ignore na karain.trading experience un k future mein kam aye ga.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    yea to bohat he acha mashwara hay maray dost jo har insan ko follow karna chaheya takay wo loss na uthaya marya dost is leya yea best hay maray dost . humain is kam ko part time he rakhna chaheya aur first time main to insan ko taleem pay zor dana chaheya mary dost
    • #3 Collapse

      yes ye bht aachi baat ha student ko forex trading krni chiye jis se wo apni study k liye kuch earn kr sktay hain apne ghar walon ko support kr sktay hain but wo apni study ko quit na kren ye na samjhen k bs earn krna shuru kr diye tu study choor den asa ny krna chiye forex trading se unko knowledge milay ga jo ane walay waqat k liye aacha ha
      • #4 Collapse

        g han talem bot important hy is ko lazmi tawajo deni chaheye q k taleem ap ko trading ma bot help karte hy agr ap parhe likhe han to ap ko ziada aasana sa trading ki b samaj ae ge ya student ka side business hy
        • #5 Collapse

          students kay liay forex main trading kerna bohat he achi bat hay wo apni taleem kay sath sath trading jari rakh saktay hain wo long term trading kay order laga ker trading ko jari rakh saktay hain mager unhain pehlay apni study per dhean daina chaheay pher trading per
          • #6 Collapse

            mjhay jb meray teacher nay forex k baray me btaya tha to us nay sub say pehlay yehi baat ki the k aap nay sub say pehlay apni study ko prefer karna hai bad me koi dosra kaam karna hai.
            • #7 Collapse

              Salam Friends, :rolleyes: Yeah, Education is the most important to get for becoming a successful person and have a bright future. Yeah students like me should trade in forex, and also continue to get education. The combination will be Marvelous, because if you have enough education then u will successful...
              • #8 Collapse

                Taleem ko ignore kar k apka apna hi nuksan hoga q k forex main apko agar kuch karna hai tu taleem k baghair ap aik bhi jawab nhin deskte
                • #9 Collapse

                  G han bilkul sahi kaha. Forex trading students k lya ek boht bra chance hai learning aur earning ka. Students ko hamesha ek achi soch rakhte huway FOREX ko join krna chahiye. Sb se pehle wo is trade ko achi trah sekhen phir isay start kren aur phir khoob mehnat aur lagan k sath is kam ko kren wo yaqenan kamyabi hasil krenge. Magar unhen lalach nahi krni chahiye sb se ehem apni study ko ignore na kren.
                  • #10 Collapse

                    Han bhai apki advice bohat achi hai students ko chayye ke trading karen lekin apni reading ko bilkul bhi na chorain ye ap ke liye kafi better ho ga hum forex ko part time me bhi kar sakte hain.....
                     
                    • #11 Collapse

                      Ye bat ap ne bohat achi ki hai sutdents ko chahiye k agar wo trading kar rahy hai to trading k sath sath apny knowledge par bhi puri tawajah de ta k wo apni study se mehroom na ho jaye. Trading se students apny expenses and pocket money earn kar sakty hai lekin lalach me a kar wo trading me bhi loss hasil kar sakta hai or apni study se bhi hath dho sakta hai is liye students ko chahiye k wo thora thora profit hasil kare or apni study ko bhi continue rakhy.
                      • #12 Collapse

                        ji haan aap theek keh rahey hain k forex trading business mein humein acha profit milta hai jiss se hum taleem ko ignor ker deitay hain iss liaye trading ko part time kerien aur study per focus kerien.
                        • #13 Collapse

                          yes dear student ko apni study ko kabi bi ignore nai kerna chahiay wo trading zroor seekhain ore part time me trading kerain lakin is se apni study ko bi saath saath jaari rukhaintrading experiance un ko future me kaam aaey ga
                          • #14 Collapse

                            Gee mre bhai jo student taleem hasil krty hy aur sath forex pe trading krty hy me un ko ye he advice do gaa ke wo apny taleem ko ignore na kry apny taleem jaary rakhny ke sath jb wo farig ho phr wo trading kry
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              ap ne boht he achi nasehat ke he students ko k wo apni taleem ko ignore na kare pese k lalach me aker or mera ye khayal he k un ko is k bare me sekhna b chahiye or trading wo sath sath kare future me un k kaam ayga un ka expirience.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X