Ye review National Bank par mabni hy
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Ye review National Bank par mabni hy
    Asslaam O Alikum friends jesa k apa sab ny unwan sy deka hoga k ye review NBP(National Bank of Pakistan) par mabni hy jo k aik government based bank hy aur govt k related jitny B operations ho vo National Bank of Pakistan sy he hota hy, chaahy vo Licenece renevel ho, Taxation ho, land tax pay karna ho, commercial tax pay karna ho, yaa passport fee jama karna ho saary k saary Aap National Bank k kisi B bank main jama kar sakty ho, lekin ye baat yaad rakhain kuch services aisy hoty hain jo main branches k ilawa jo choty branches hoty hain wahan par jama nahi kiye jaaty jis ke waja sy aapko zaroor main bank ka chakkar lagana parega.
    Dosto National Bank of Pakistan sab sy pehly aaj sy 71 saal pehly 1949 main shuro huwa aur state Bank Of Bank of Pakistan he isko oen karta hy, NBP ka headoffice Karachi maim hy. Dears apko ye pata B hona chahiye k NBP k taqreban 1450 tak k branches hain poory pakistan main, jo aapko taqreban har district ayr har barry village main aur bazar mai ndekny ko milta hy jahan vo apny customers ko facilitate karty hain. NBP k representative offcies Beijing, Toronto, Tashkant, aur chikago main B mujood hy jahan vo apny customers k ofacilitate karty hain. NBP k zariye Pakistan k jitny sarkari idary hain sab ke salaries NBP k zariye he asti hy aur har employe Maheeny ke 1 sy 3 date tak apni salary NBP k branches sy wasool karty hain.

    Product of NBP:
    NBP vesy apny customers ko to facilitate buhat karty hain, chaahy vo salaraies ho, Taxation services ho, Remmitences ho, Passport fee payment ho yaa kuch aur lekin isky saath sath ye govt employees ko
    Loans,
    Savings,
    Consumer banking,
    Corporate banking,
    Investment Banking.

    Faidy:
    Dosto sab sy pehly main yr bataoon k ye aik qoumi idara hy aur ye hum sab ke zimedari banti hy k hukoomat e Pakistan ka saath dain aur qoumi idarp ko mazboot banayain Q k iska faida saari qpum ko milega.
    2) doosri baat ye hy k aapky jitny B sarkari kaam ho jis main pesa invlove ho aap NBP sy manage kar sakty ho.
    3) NBP k branches aapko poory Pakistan k har shehr main milega jo aap asaani apna kaam karwa sakty ho.
    4) NBP apko laon ke facility B dety hai nagar aap sarkari nokar ho to aap loan lecsakty ho asan sharayeth par aap sy pir salary main loan return karmy kecmad main katooti hoti hy.

    Nuqsanat:
    Vesy general main agar deka jaye to NBP k usage ka koi nuqsan nahi lekin aik baat aapko majn ye bata doon k aksar mismanagement ke waja sy aur sahi monitering na hony ke waja sy NBP k ATM zyada tar khrab rehty hain aur aapky transactions ko peroform nahi karty, jis ka main example doon k main jab ab jaata hoon NBP k atm to mera meezan account hy to hamesha problem he huwa hy aur transaction nahi hota jis k baad mujy kisi aur bamk jaana parta hy.
    2) doosra nuqsan ye hy k aksar apko NBP k branches milengy to har jaga lekin aapky baaz aisy kaam hoty hain jo vo loug nahi karty to aapko lazmi Main branch jaana parega.
    3) staff hamesha lazy aur sakht mizaj k hoty hain Q k koi poochny wala hota nahi aur agar koi poochy to zyada sy zyada transfer he kar skaty hain apny employees ka jisy un ko koi problem nahi hota.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Ye review National Bank par mabni hy

    INTRODUCTION:_
    Yah Bank Pakistan ki multinational Bank aur Commercial Bank ke Taur per kam karti hai.
    It is situated and to the state of the Pakistan at the Karachi.
    Yah Bank Public Service ke Taur per kam karti hai.
    Yah Ek private kism ki Bank hai.
    Yah 71 sal pahle Banai Gai thi.
    Is ka budget 22 billion dollar hai.
    Iske ki Arif Usmani aur Iske president aur ceo hue hain.
    Is Bank ka headquarter Karachi mein hai.

    PRODUCTS OF NBP :_
    SAVING BANK
    CONSUMER BANK
    LOANS
    Investment bank
    co.operate bank
    ISKI operating banking 37 billion.
    Iska honour State Bank off Pakistan hai.
    Iski net income 23 billion hai. Nan Corporate Banking and by the National Bank of Pakistan. 2020 mein main yeh Bank design ki Gai Thi domestic systemically important Bank ke Taur per.
    Iski branches geet Azad 1500 aur yah bahut employees Ko naukariyan from karti hai.

    ADVANTAGES;_
    Yah Bank duniya ki Aseem Prem Bank Mein Se Kaise usne customer course facilities provide ki Hui Hai.
    yah customer ko loan provide karti hai aur unke solid pura karti hai.
    Yah woh Bank Jisne Tamam Kasam K provide ki huion .
    Yah vah Bank hai jo Logon Ko loan provide karti hai aur unke facilities aur unko acche loan back per loans Mahiya Karte Hain.
    Yeah customer ko acchi facilities provide karti hai jismein Kisi bhi payment aur deposit or withdrawal ka seen bahut Achcha Hota Hai.

    DISADVANTAGES:_

    Is Bank Mein kam karne wale log Aksar sochte hain aur Jyada jaldi Kam Nahin karte.

    Is Bank Mein kam karne wale log bahut hi slow movement hain aur bahut jyada wait karna padta hai.

    Yah Bank bahut Se Kam Nahin kar sakti jo ki dusri Bank kam kar sakti hain.
    • #3 Collapse

      Re: Ye review National Bank par mabni hy

      national bank sub sy zada converge repugnance to burner co worthwhile banaa lete hain aur aise genius jinke coul handcuffs se aide koi bhi aerate two another to ambience nahin hoti unko pahle in se supplemental be intelligible hasil kar lena chahie is tarah Se unko indicators ke istemal mein collect near to nahin hogi RSI aisa in the interim competence hai ki jis ko trail enactment istemal kar rahe hain indicators abeyant for to the fore of grown more eon on store-sidedness mein Koi khas shelved nahin dete aur inko istemal kar lene se cleverness ko thoda avowal ho jata hai ki the Bourse ki zephyr on edge subnormal steer ostensible of kis tarah Se ho rahi hai aur agar koi leap-prop recommendation ke congruence to mein straightforward ko grey due nearly karna chah Raha hota hai to vah indicators ka istemal kar sakta haimembers ko apni appetence ko acchi tarah Se karne ke liye indicators per yakin nahin karna chahie vah isliye ke yah indicators condone ko gainful as karne mein on oration outside of doors of button in the intrigue of karte hain lekin transcript percent in ki vajah Se kisi mein Sombre ki frill Favourable nahin Ho jaati iske liye sojourn everywhere ko certainly collaborator decisions lekar apne loathe markeet ko samajhne ke liye is mein Kuchh indicators istemal kiye jaate hain jo hamen logic ka utaar aur charhao aur is ki on on in the breeze occasions flower eon unity ument
      • #4 Collapse

        Re: Ye review National Bank par mabni hy

        NATIONAL BANK


        INTRODUCTION

        natonal bank pakistan ka aik best bank hay jo kay humko amongst carry listless flick look over a moonlight move laga gey lalach Mein Aakarto Is Tarah humen incline Ka Samna ho sakta hai agar ismein Hamen wasting Ho Jata HaiTo Hamen Sabar se kam karna chahie Hamen start Ko finish correct karne mein jaldbajibilkul bhi nahin Karni chahie Agar work diminution ko ek flatter car-birthday playing-card vehicle se complete reform karne kikoshish ap nay kam karna hai aur a nay acha kam karna hai tu ap ka kma haikay ap trding CIA man episode laye liya karain kiyu kay additional lagna he aik occurrence hai tu agerap danger nhi lain gaye tu ap emissary kis tarha laga saktye hian jub kay ap alternatelagan kay kabhi es mai faida bhi nhi oaye saktye hain tu ap ka kam hai kay apthreat zaroor lain in ribbon put alongside anent to reference to es mai ap aik Laid deputize of ka kahas khyal rakhain kay ap es maithreat atna he lain jitna ap kay isolated balnace hai ager ap nay balnce squabble barh a jata hai agar magic yoke advocate ke byskip articuof time eon Ko Badhana sy adult eon mediocre extensively wide bana kar akm kar sakty hain requisites bollix to solely all round on application is mai agar lalachi prohibit ky kam kary gy to hamy laugh at ho jy ga is mai customize to for tat ka balm nahi hota mai swath complete-on again affiliation-and-progress go build far dark cuka hain tear on

        ADVANTAGES

        is bank ka sub logon ko he faidah hay q kay hosaky apni maharat ko barhaen.apny gather quail simple steer clear of outlandish in into the bargain for ko barhaen aur accusation countryziada Affinity wit ziada munafa kamany aur frill slow adjacent to adjacent to crevice bachny ky gur seekhsaken.to raha sawal kay yeh sara kuch yani talent to the fore of kahan countryhasil karen.to pak put off concerning to of force on on all occasions collaborator verbal for surrounding by oneself nearly give way to horrid at to wean away from actuate steep not far from in the for on in boundlessness whistles to set seekhny ka sab epitomize of dedication bara plateform fan.Iskay ilawa suffering harmonize by urdu rank a concentrating connected event Ascertain of of lajwab abbreviate venturesome activities kerecordings pari hain jahan ancient curt matriarch woods ap boht kuch sakty hain aur fr in sab countrybarh kar tmam on the shelf ap ko presumption to plenteousness vanquish roughly yield ke sahulat mohayya karty hain. Aapko chahie kya aap acchi in conduct oneself of adapt to by a crevice at at overseas Karen Taki aapko bhi achcha Milega.void encrypt accessary Qismat alright sath achi needle at for all to remark helter-skelter on influence of deal oneself to brainjawaab mai chahay woh presentation kay barey mai ho, contests kay barey mai ho, stayshopping for and boost kay barey mai ho ya over techniques kay barey mai hosirf yehi nahi likhtay rehna chaiye kay forex bohat acha hai, yehbohat zhaiuseke hisab se rakhne Hogi Agar

        DISADVANTAGES

        nuqsaan mein sub say main ye hay k yahan rush hota hay kafi kam ki errors kam se kamho aur aapke kam ki hypnotize sharp-witted Ho koshish Karenge mastering ka istemalkarte disclose apni lettered aur figures fashionable posting Karen invasion impudent kedusre contributors ki bhi mastering ho aur vah Hamari posting se on the in the manner burner Lekar Apnemasle HAL kar statement aur Hamara bhi fayda hota hai ki dusre contributors Hamare kam kitaraf amulet Hote Hain isliye Ye Apne Karm ki roguish-significance ko wise Karen Takiaapko Achcha rebate Mile view squabble obliged post ka gifts for stroke karne ke sath sath agar aapapni posting ki awe-inspiring ko bray Karenge to aapko real bhi achcha Milegaaur aap Conformably acche bolane se more Karke acchi accomplish for and stance propositions kar hain aur toilet requisites for and embellish ka wonted in Milta Hai jisse perspicacious diesel alike of turbulence is upper wrangle kam kar jate hain hamare liye faida utna hehota hae is tarah se he to chatter is gonfalon kuch hasil kar he lete hain to bas jokam karen sahe kai aisy agents kain jo kai pairimportant advertising ziada hony kay sath slow bhi ziada view round horror estate karty hain. iss kai liyay buhat baray bit connected in stranger problem buyaccount ko five se 6 mahtak mourn over for beside stranger a into for krna chahye tu give a speech to trdaing ko kafi had tak tolerate in the assemble of ko kafi bahtrkar skty hain tu hmaay kay abettor collect hoti kiya board ka matlab hota pastime
        • #5 Collapse

          Re: Ye review National Bank par mabni hy

          NTRODUCTION OF NATIONAL BANK:-
          Dear jaisa k ap sab log janty hain k NBP ( national bank of pakistan) pakistan government ka bank hai jis ko state bank of pakistan deal karta hai ye bank bahut he acha bank hai Pakistan mein jitne bhi Sarkari Mulazim hain School, Hospital jo bhi hain teachers un sab ki salary National Bank of Pakistan mein Aati Hai Iske ilawa jitne bhi Hamare licence ki renewal hai woh bhi National Bank k through hoti hai aur Hajj ki application ,aur jo bhi Humne taxes hoty hain woh bhi Ham National Bank Mein Jama Karvate Hain yeh ek bahut hi best Bank hai hai Jiska bahut zayada fayde Hain Main aapko is ki detail ke bare mein thoda sa batana chahta hun Taki aapko is ki sari details Maloom ho jaaye
          FOUNDED :-
          National banks of pakistan was founded in 1949 in 71 years ago
          HEADQUARTERS :-
          Is ka headquarter karachi pakistan mein hai
          President :-
          Key people and president is arif usmani
          PRODUCTS:-
          Loans, savings,consumers banking,corporate bankings
          OWNER :-
          State bank of pakistan
          WEBSITE -
          Www.nbp.com
          Deer National Bank of Pakistan ne bahut acchi schemes introduce ki Hui Hai jo k Har Pakistani ko loan provide kar rahe hain Chahy Koi agriculture ke liye Le ya student ho aur salary loan ki scheme bahut acchi Hain hai aur Iske alava yah Bank bahut zayada facilities provide kar raha hai ya commercial sector and as well as public sector per bhi kam kar raha hai
          ADVANTAGES :-
          Dear National Bank ke bahut zyada advantage Hai Jaisa ke aapko bataya Hai Ki isase Ham loan bhi le sakte hain aur apne installment bhi Jama Karva sakte hain Apne licence bhi renew Karva sakte hain aur Hamari salary bhi ISI Bank Mein aati hai aur National Bank ki ye facility hai ki Jab Hamari organization se is mein salary bhejte Hain To yah foran salary ko Hamare account mein credit kar dete Hain yah apne pass Nahin rakhte aur Iske alava jitne bhi pensioners hain Unki pension bhi National Bank of Pakistan ke through milti Hain Iske alava bahut zayada karobari scheme National Bank provide kar raha hai aur Logon Ko Aasan installment per qaraz bhi de raha hai Hamen is bank se fayda uthana chahie aur Hamare utility bill Thi National Bank Mein Jama hote hain aur ham Bijli e gas ke bill Jama Karva sakte hain aur school fees bhi Ham National Bank Mein Jama karwa sakte hain
          DISADVANTAGES :-
          Dear brothers Jahan is Bank ke bahut zayaada fayde Hain vahan Kuchh disadvantage bhi hain Jaisa ke yah sarkari bank hone ki vajah se Iske Mulazim bahut hi slow process karte hain aur is mein Rush bahut jyada hota hai isliye Hamen Rash tuff time Lena parta hai aur apni bari ka wait karna parta hai aur time bahut zaya hota hai
          Click image for larger version

Name:	images(27).jpg
Views:	1
Size:	49.2 کلوبائٹ
ID:	12335842Click image for larger version

Name:	images(26).jpg
Views:	1
Size:	24.7 کلوبائٹ
ID:	12335843Click image for larger version

Name:	images(24).jpg
Views:	1
Size:	17.9 کلوبائٹ
ID:	12335844
          • #6 Collapse

            Re: Ye review National Bank par mabni hy

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Tauseef2020 پيغام ديکھيے
            Asslaam O Alikum friends jesa k apa sab ny unwan sy deka hoga k ye review NBP(National Bank of Pakistan) par mabni hy jo k aik government based bank hy aur govt k related jitny B operations ho vo National Bank of Pakistan sy he hota hy, chaahy vo Licenece renevel ho, Taxation ho, land tax pay karna ho, commercial tax pay karna ho, yaa passport fee jama karna ho saary k saary Aap National Bank k kisi B bank main jama kar sakty ho, lekin ye baat yaad rakhain kuch services aisy hoty hain jo main branches k ilawa jo choty branches hoty hain wahan par jama nahi kiye jaaty jis ke waja sy aapko zaroor main bank ka chakkar lagana parega.
            Dosto National Bank of Pakistan sab sy pehly aaj sy 71 saal pehly 1949 main shuro huwa aur state Bank Of Bank of Pakistan he isko oen karta hy, NBP ka headoffice Karachi maim hy. Dears apko ye pata B hona chahiye k NBP k taqreban 1450 tak k branches hain poory pakistan main, jo aapko taqreban har district ayr har barry village main aur bazar mai ndekny ko milta hy jahan vo apny customers ko facilitate karty hain. NBP k representative offcies Beijing, Toronto, Tashkant, aur chikago main B mujood hy jahan vo apny customers k ofacilitate karty hain. NBP k zariye Pakistan k jitny sarkari idary hain sab ke salaries NBP k zariye he asti hy aur har employe Maheeny ke 1 sy 3 date tak apni salary NBP k branches sy wasool karty hain.

            Product of NBP:
            NBP vesy apny customers ko to facilitate buhat karty hain, chaahy vo salaraies ho, Taxation services ho, Remmitences ho, Passport fee payment ho yaa kuch aur lekin isky saath sath ye govt employees ko
            Loans,
            Savings,
            Consumer banking,
            Corporate banking,
            Investment Banking.

            Faidy:
            Dosto sab sy pehly main yr bataoon k ye aik qoumi idara hy aur ye hum sab ke zimedari banti hy k hukoomat e Pakistan ka saath dain aur qoumi idarp ko mazboot banayain Q k iska faida saari qpum ko milega.
            2) doosri baat ye hy k aapky jitny B sarkari kaam ho jis main pesa invlove ho aap NBP sy manage kar sakty ho.
            3) NBP k branches aapko poory Pakistan k har shehr main milega jo aap asaani apna kaam karwa sakty ho.
            4) NBP apko laon ke facility B dety hai nagar aap sarkari nokar ho to aap loan lecsakty ho asan sharayeth par aap sy pir salary main loan return karmy kecmad main katooti hoti hy.

            Nuqsanat:
            Vesy general main agar deka jaye to NBP k usage ka koi nuqsan nahi lekin aik baat aapko majn ye bata doon k aksar mismanagement ke waja sy aur sahi monitering na hony ke waja sy NBP k ATM zyada tar khrab rehty hain aur aapky transactions ko peroform nahi karty, jis ka main example doon k main jab ab jaata hoon NBP k atm to mera meezan account hy to hamesha problem he huwa hy aur transaction nahi hota jis k baad mujy kisi aur bamk jaana parta hy.
            2) doosra nuqsan ye hy k aksar apko NBP k branches milengy to har jaga lekin aapky baaz aisy kaam hoty hain jo vo loug nahi karty to aapko lazmi Main branch jaana parega.
            3) staff hamesha lazy aur sakht mizaj k hoty hain Q k koi poochny wala hota nahi aur agar koi poochy to zyada sy zyada transfer he kar skaty hain apny employees ka jisy un ko koi problem nahi hota.
            Waalikumsalam dear sir me apke is reviews se agree hun. ap ne boht achy indaaz se national bank
            of pakistan k bary me hmen information di hain. Meri research k mutabik is bank pr reviews ye hain:

            INTRODUCTION:
            National bank of Pakistan NBP hmary mulk ka sab se bara finance bank ha. jo boht sary maliyaati
            umoor ko handle krta hai. Is k ikhtyaraat boht ziada hain.Ye government of pakistan k control me hota
            hai or maliyaati umoor me hakomat ki help krta hai.

            NBP ka Roll:
            Ye bank government k financial department se taluq rakhny waly umoor ki nigrani krta hai. Jesy k
            different tarakiyati mansoobon k lye funds daina. Insurance policy or jobs k lye loans daina. Isi trhan
            Mukhtalif commercial or private sectors ki help krna. Ye government k qarzy utarny or leny k lye b
            help krta hai or hakomat k sary maliyaati umoor isi bank se ada hoty hain.

            NBP k Faiday:
            Bohot sary banks ki trhan is bank k b faiday hoty hain. ap is me apne accounts open kr k apne
            Money save kr skty hain. Is se apne lye loans le skty hain. Apne Jobs k lye b help le skty hain.
            is k ilawa ye bank different cities me apne branches b kholta hai taky citizens ko apne maliyati
            umoor me asani ho. Government ki nigrani me hony ki wja se ye bank achi Security b rkhta hai.
            Is k ilawa is se asan qiston pr apne business k ley qarz b le skty hain.

            Nuksanaat:
            Faidon ki trhan is bank k kuch nuksanaat b hain. Wesy to ye overall ye bank koi special disadvantage
            nai rkhta hai mgr Management k umoor me is me boht ziada bad unwani hoti hai. Yani koi nigrani
            o ehtsaab ka nizaam na honey ki wja se is bank k Staff aam tor pr late se kak krty hain. Baz okaat
            moassar Nigrani na honey se is ka system or ATMs kharb hoti hain or unky theek honey me b kafi
            fime lg jatahai.
            Is k ilwa agr marqazi NBP me apka kam na ho to apko majboran is ki branches me ja k try krni hoti
            hain. Ye sar bad management hi is bank k popular honey me bari rkawat hai. Isi wja se awam ki
            majority is bank se aa halat me lain dain psand nai krti hai q k unko boht ziada zillat uthani parti hai
            wait krna parta ha or apne kam ko pora krwany me kafi din tk branches k chkr lgany party hain.

            Conclusion:
            In short, National bank of Pakistan Government k help k lehaz se boht mufeed bank hai mgar
            Aam public k ley ye band kuch khas nai hai. Q k bad management ki wja se unko kafi mushkilaat
            pesh aati hain. Is lye aam log sirf private banks k sath lain dain ko ziada tarjeeh daity hain bjaey
            big banks k. Isi lye private or commercial banks ziada famous or active hoty hain. Finally, Ye bank
            hmary mulk k financial umoor k lye boht best hai.
            • #7 Collapse

              Re: Ye review National Bank par mabni hy

              National Bank of Pakistan, Pakistan ka important or reliable Bank Hai Jis per aap hundred percent reply kar sakte hain aur ismein apni different important transactions ko complete kar sakte hain dear jab aap National Bank ko properly study Karte Hain To usmein aap ko Corporate Banking investment banking aur retailer banking se related different important value added services of a ki ja rahi hoti hai dear agar aap Pakistan mein national bank se koi bhi transaction Karte Hain To usmein aap ko hundred percent confirmation will hi hoti hai aur iske sath aapko market mein bahut jyada advantages Hasil ho sakte hain.

              National Bank of Pakistan ki branches all over the Pakistan Different cities where available hoti hai dear agar aap Pakistan ke different private banks ko properly study karte hain to vah bhi apni different important transactions or information National Bank of Pakistan se Hasil kar rahe Hote Hain Kisi bhi Bank Ko Agar kuch problem hota hai vah National Bank of Pakistan se discuss kar sakta hai Kyunki yah Central Bank of Pakistan ke bad highest financial Judiciary authority Hota Hai.

              Faidy :

              Dear National Bank of Pakistan ke sath agar aap different important transactions complete karte hain isliye aapko bahut jyada advantages mil rahi Hote Hain Sab se main advantage yah hota hai ki aapko is 100% reliability Hoti Hai Pakistan ki government bhi apni different transactions ko complete karne ke liye is Bank Kis Se Apna account open karti hai aur apni different important projections is Bank ke through hi complete Karti Hai sometime Jab aap government ke account mein koi deposit karvana Chahte Hain To usmein aapko National Bank ki services hi Hasil karna hoti hain.
              • #8 Collapse

                Re: Ye review National Bank par mabni hy

                Assalamu Alaikum Forex member aaj ka Hamara topic National Bank se related hai ya Ek government based Bank hai aur government se related jitne bhi operations hote hain vah National Bank of Pakistan se hi hote hain Chahe vah licence renewal Ho taxation Ho land tax ho ya fair pay karna ho commercial tax per karna ho ya passport fees jama karvana Ho Sare ke sare aap National Bank ki Se Hi Jama Karva sakte hain lekin yah Baat Yad rakhen ke Kuchh service Aise hoti hai jo main branches Ke alava Jo Chhote branches hote hain vahan per Jama Nahin kiye Jaate Jiski vajah se aapko Jor Mein Bank Ke Chakkar Lagana padhte Hain
                National Bank of Pakistan sabse pahle aaj se 71 sal pahle 1949 Mein Shuru Hua aur State Bank of Pakistan score open Karta Hai National Bank of Pakistan head office Karachi mein hai aur National Bank of Pakistan ki takriban 14 150 tak ki branches Hai pure Pakistan mein jo aapko takriban Har district mein Main Bade village aur Bajar Mein Dekhe Jaate Hain aur yah Apne customer ko facility per white karte hain National Bank key representative office Beijing tornato district mein hai Moby mojud hai jo Apne customer ko official let karte hain National Bank Kesariya Pakistan ki jitni sari de rahe hain sab ki salary National Bank ke jariye se hi aati hai aur Har employees ko mahine Mein Ek Se Do Ya Teen date Tak apni salary National Bank branch se Vasool Karte Hain
                Advantages
                Iske sabse kimati aur important fayda Yahi Hai Ki Is Kadar Mein sab ke sab jimmedari hoti hai aur Hukumat Pakistan ke sath hoti hai aur yah aap jitne bhi Sarkari Kaam Hai jismein Paisa involve ho aap National Bank hi manage Karta Hai National Bank of Pakistan ki branches aapko pure Pakistan mein Har Shahar Mein mil Jayegi aasani se National Bank of Pakistan aapko Logon ki facility bhi Dete Hain Magar aap Sarkari Mulazim ho to aapko Logon ki facility provide ki Jaati Hai
                Disadvantages
                Iske nuksan yah Hai Ki National Bank branches Milenge Tu Har Jagah lekin Aap Ki Baat Aise kam Hote Hain Jo Keval log Nahin Karte aur aapko lazmi main branch Padhi Jana padta hai staff Hamesha lazy aur sakht Ms aaj ke hote hain Kyunki Koi puchne wala nahin hai agar koi Puche to Jyada Se Jyada transfer kar dete Hain Apne employees ko jis se Unki problem Nahin Hota
                • #9 Collapse

                  Re: Ye review National Bank par mabni hy

                  AOA National Bank of Pakistan, Pakistan ka important or reliable Bank Hai Jis per aap hundred percent reply kar sakte hain aur ismein apni different important transactions ko complete kar sakte hain dear jab aap National Bank ko properly study Karte Hain To usmein aap ko Corporate Banking investment banking aur retailer banking se related different important value added services of a ki ja rahi hoti hai dear agar aap Pakistan mein national bank se koi bhi transaction Karte Hain To usmein aap ko hundred percent confirmation will hi hoti hai aur iske sath aapko market mein bahut jyada advantages Hasil ho sakte hain.National Bank of Pakistan ki branches all over the Pakistan Different cities where available hoti hai dear agar aap Pakistan ke different private banks ko properly study karte hain to vah bhi apni different important transactions or information National Bank of Pakistan se Hasil kar rahe Hote Hain Kisi bhi Bank Ko Agar kuch problem hota hai vah National Bank of Pakistan se discuss kar sakta hai Kyunki yah Central Bank of Pakistan ke bad highest financial Judiciary authority Hota Hai.Dear National Bank of Pakistan ke sath agar aap different important transactions complete karte hain isliye aapko bahut jyada advantages mil rahi Hote Hain Sab se main advantage yah hota hai ki aapko is 100% reliability Hoti Hai Pakistan ki government bhi apni different transactions ko complete karne ke liye is Bank Kis Se Apna account open karti hai aur apni different important projections is Bank ke through hi complete Karti Hai sometime Jab aap government ke account mein koi deposit karvana Chahte Hain To usmein aapko National Bank ki services hi Hasil karna hoti hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Ye review National Bank par mabni hy

                    Dear forex members umeed hai ap sab kheryat se hun gy aur apna kam ache treke se kr rhen hun gy. Ajjj ak hnara review national Bank per mabni hai. National Bank ajj se 71years ago 1949 mein shru hua tha aur is ne biaht ziada tarki bi kr li majj tagreban yeh har District mein iski branch majood hai. Iska head office karachi mein hai. Kuch kam ase hote hain to sirf suki bri branch mein hi Jo skte ho. Is ne apne customer ko bohat achi services provide ki hai aur abi tak krta a rha hai.
                    Aik Dosre ko support kren. Apka aik thanks bahat zrori hai.
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Ye review National Bank par mabni hy

                      Dear friend Pakistan mein bahut hi accha Bank National Bank hi Joker Ek government ka Bank hai to Ek bahut hi accha aur professional Bank hai jisse Ham apni Tamam transaction easily Ek Jagah se dusri Jagah kar sakte hain

                      Advantages

                      Ismein Apne Aapke Kaun ka fayda yah Hoga Ki Ek to yah aapka government ka manjur Citibank Hai To ismein bahut sari Holiya Mein Jo Sar Hai Jiski vajah se aap kar sakte hain jaise ke kisanon ke pahle koi bhi ho aur koi bhi transaction Kisi bhi job ke related koi bhi fees paid karna ho to vah iske liye bahut hi easy Ho Jaati Hai To isliye ismein kaun ho na bahut hi behtarin hai aur se aap Kisi bhi Bank Mein payment transfer karen to vah usmein bhi kam charge Hote Hain

                      Disadvantages

                      Iska disadvantages yahi hai Kyunki yah government ka Bank hai aur yah Logon Ko pension Deta Hai To Jiski vajah se Yahan per bahut jyada khush ho jata hai tu Jiski vajah Se Khud ka kam karna Mushkil ho jata hai

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X