Technical analysis ki madad se trade karna.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Technical analysis ki madad se trade karna.
    Achcha To doston Aaj Ham technical analysis per bahas karna sikhenge. Aur technical analysis ki madad Se Jab Ham trade Karte Hain To Hamen Achcha munafa Milta Hai. Main is per bahas Karunga aur isko explain Karunga Kafi acche tarike se.


    Technical analysis aur iski madad se market Mein trade karna. Aap sab Doston Se gujarish hai ki aap bhi technical analysis ko explain Karen Jab Tak Main iska method taiyar kar lo. Best of luck Sab doston ko Assalamu Alaikum.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Technical analysis ki madad se trade karna.

    Achcha To doston Aaj Ham technical analysis consistent with bahas karna sikhenge. Aur technical analysis ki madad Se Jab Ham exchange Karte Hain To Hamen Achcha munafa Milta Hai. Main is in line with bahas Karunga aur isko provide an explanation for Karunga Kafi acche tarike se.
    • #3 Collapse

      Re: Technical analysis ki madad se trade karna.

      G han hamen forex market ko achy tarah say tecnical analysis say check karna hota hy agar hum market ko check nahin karen gy tu hum forex men nakam ho jayen gy tu hamen himat nahin harny chahey kun kun kay forex men trading karny kalia hamen forex ko time dena hota hy agar hum ofrex ko time dety hian tu hum kamyab ho jaty hain warna hum nakam ho jaty hian
      • #4 Collapse

        Re: Technical analysis ki madad se trade karna.

        Technical analysis ka bhot hi zayada fida hota ager him log achy logo ky technical analysis ko follow kre gye to him logo ko zayada sy zayada profit Hasil hota ha is ka him logo ko zayada sy zayada fida hota ha
        • #5 Collapse

          Re: Technical analysis ki madad se trade karna.

          Technical anaysis ki madad say bi Forex Trading ki jati hay magar Forex men kamyab honay kelye aor bhi bahot sari bato ka pata hona bahot he lazmi hay agar adhora knowledge ho to hamen trade karnay men bahot he zeada masail ka samna karna parta hay to hamen chaye kay ham forex trading kay baray men acha knowledge hasil kar kay trade karna start karen to hamen ain baton ka pata hona chaye:-

          1. Analysis kia hotay hen?

          Analysis ka matlab ye hota hay kay Market kay baray men malom ho kay sell men jaye ge ya buy men to ais bat ki jankari kay baray men ham jo bhi tajurbat karty hen ain ko analysis kehaty hen. to hamen analysis karnay ka pata hona chaye.

          2. Analysis ki iksam kitni hoti hen?

          Analysis ki 2 aaham iksam hen (i) Technical Analysis and (ii) Fundamental Analysis. to hamen ye analysis karnay ka fully tajurba hona chaye agar knowledge ni ho ga to hamen trade men loss ho sakta hay to ais bary men hamen chaye kay ham senioirs say learn kar kay trade karen.

          3. Lot size ka intikhab kesa karen?

          Trade lagana say pehlay apnay account kay mutabik managment kar kay lot size ka intikhab karna chaye maslan 100 dollar ka account ho to hamen isi hisab say lot lagani chaye na kay 100 dollar kay account say bri kay account wash he na ho jaye'

          To dear hamen isi tara ka knowledge hasil kar kay he trade karna ho ge tab he ham kamyab ho saken gay.
          • #6 Collapse

            Re: Technical analysis ki madad se trade karna.

            Assalam 0 Alaikum... Forex mn reading karne se pahle hamen market ko ache se analysis karke market ki movement ko samajh Kar Hi trading karne hoti hai agar Ham market ko analysis nahin kar lete to Ham kabhi bhi ismein kamyabi hasil nahin kar sakte agar Ham market mein inter ho rahe hain to hamen hamesha market ko ache se analysis karna hoga market ki movement ko samajhte hue Forex mein kam karna hoga agar Ham market coenurus nahin karenge market ki movement ko nahin samjhoge to Ham kabhi bhi ismein kamyabi hasil nahin kar sakenge market analysis bahut hi zyada important hote hain fundamental analysis and technical analysis achi trading ki best hai achi trading karne ke liye hamen isko follow karna hota hai kyunky achi trading karna hamare liye tab hi possible hota hai jab Ham ismein time investment karte Hain mehnat ke sath apna Kam karte hain apne kam mein interest dete Hain puri imandari ke sath apna Kam karte hain isliye hamen chahie ki hamesha mehnat ke sath struggle ke sath kam karte rahen market ko follow karte hue aur market ko ache se analysis karke hi trading Karen
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              Re: Technical analysis ki madad se trade karna.


              technical analysis ki madad se trade karna.

              Technical analysis ki madad se Ham trade karte hain aur ham jo bhi analysis karte hain use per Hamen Achcha munafa Milta Hai.
              Achcha To Mere Pyare doston technical analysis may strategy ka Kafi Aham kirdar Hota Hai. Misal ke Taur per Agar Ham technical analysis per trade Karte Hain To Hamen diagram Mein Kuchh analysis karna hoga


              Support aur resistance ki madad se aap andaza Laga sakte hain ki technical Pandal se main market Kitni aasani se a trading karne ke liye taiyar hoti hai. Diagram ki madad se Ham market ko acche tarike se analysis kar sakte hain aur yah sab Ham technical analysis ki madad Se Karte Hain. Technical analysis ke bahut se courses Ham kar sakte hain jis ki madad se Forex trading Hamare liye bahut Aasan ho sakti hai. I ab Ham technical analysis ka dusra diagram kholte Hain Jis ki madad se Ham technical analysis ki strategies ko Byan Karenge.


              febonoki
              Retracement Ek Asia strategy Hai Jiski madad se Ham technical analysis ko dekh sakte hain
              Technical analysis Hamen simple tarike se market ke bare mein batate hain Ki Ab market mein kya hone wala hai. Misal ke Taur per Agar market Mein niche bottom Mein hammer banta hai to market Kafi Upar Jayegi aur kharidi mein kafi Achcha munafa hoga
              . Isliye Mere Pyare doston Agar Ham technical analysis ko sikhate Rahenge to bahut Sare Nishan Hamen mil Jaenge Jiski madad se Ham market ke diagram ko dekh kar apna tajurba kar sakte hain aur Kafi achha munafa bhi Kama sakte hain Jaisa ke diagram mein agar Upar shooting star ban jata hai to market Mein farokht karna Behtar rahega

              اب آن لائن

              Working...
              X