What is triangle chart pattern?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What is triangle chart pattern?
    Assalam alaikum dear members umeed ha ap sb thk hn gy.
    Dear members aj hum chart patterns ki list main agy barhty hovy triangle pattern ko discuss karny lagy hain hum dekhen gy k ye pattern kesy bnta ha or eski direction Kia hotiii h r isy kaisyyy trade krty hn.


    What is triangle pattern?
    Dear members triangel pattern 1 continuation chart pary pattern ha mtlb k price jis direction main move kar ri hoti ha ye us trend ya direction ki continuation ki indication ha.
    Jb price 2 convergin lines k darmiyan estrha highs kr lows bnati ha k highs upper line ko touch karty hain kr lows lower line ko touch karty hain to 1 triangle shape structure bnta ha.
    Commonly triangle pattern ki 3 different types hoti hain jo k hum aj bari bari discuss karen gy.

    Ascending triangle pattern:
    Ascending triangle 1 breakout pattern hota ha or ye tb bnt ha jb market opr ki trf 1 horizontal trendline se bar bar resist hoti ha estrha es triangel ki oper ki trend line horizontal hoti ha or nechy ki trend line upward direction main hoti ha mtlb k market higher lows bnati ha.q k buyer apni bids barhaty jaty hain jiski waja se higher lows bnty hain or 1 wqt ata ha k buyers momentum pakarty hain or triangle ka breakout hota ha.
    Es pattern main ap triangel ki lower trend line se trade le skty hain or stop loss lower trend line k nechy ho jb k take profit apka triangle ki length k equal ho.
    ya phr ap breakout py bhi trade le skty hain.
    Click image for larger version

Name:	E6CCFF4F-FE03-4A2D-99B0-DAE431B5B320.jpeg
Views:	9
Size:	12.0 کلوبائٹ
ID:	12531169



    Descending triangle pattern:
    Decending triangel inverted type ha ascending triangle ki. Es main triangle ki nechy wali trend line horizontal hoti ha jo k support k tor py kaam krti ha jb k oper wali trend line downward sloping hoti ha jiska mtlb ha market lower lows bnati ha or sellers dominate kye hoty hain market ko or at the end market breakdown ho k mazeed nechy jati ha.
    Es main ap breakdown py bhi trade le skty hain ya us se phly triangle ki upper trend line py trade le skty hain or stop loss trend line se thora opr rkh skty hain.
    Click image for larger version

Name:	E1B5ABE4-9A53-464E-A7DB-F66B9218A43E.png
Views:	27
Size:	11.1 کلوبائٹ
ID:	12531171
    Symmetrical triangle pattern:
    Symmetrical triangle ki upper trend line downward sloping hoti ha or lower trend line upward sloping hoti ha mtlb k market converge hoti jati ha or jesy hi range short hoti ha to market breakout ya bteakdown ho k bullish ya bearish ho jati ha.
    Es main sirf or sirf breakout ya breakdown py hi apko trade karni chahye.

    Click image for larger version

Name:	E3A55E41-4A80-432C-B1EF-1B9D75A950C4.jpeg
Views:	9
Size:	25.7 کلوبائٹ
ID:	12531173



  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: What is triangle chart pattern?

    Explanation:-

    Dear friends sabse pahle main aapse yah Kahana Chahunga ki agar aap triangle strategy ko found karna chahte hain to sabse pahle aapko market ka friend dekhna Hoga aur use friend ke mutabik aapko ismein apni strategy ko follow karna hoga Jab aapko market ka confirm downtrend ya fir market ka confirm uptrend mil jaaye to aap ismein aasani se a triangle strategy ko found kar sakte hain aur is ko draw karna bahut hi Aasan Hota Hai.is mai do Tarah Ki triangle strategies used hoti hai jismein aapke pass ascending triangle aur aapke pass descending triangle strategy use hoti hai Sabse pahle main aapko ascending toy game strategy ke bare mein batana Chahunga Jab Bhi market aap trend Mein hoti hai to market 1 channel Mein movement Karti Hai for example market thoda sa Upar jati hai aur FIR thoda sa down Hoti Hai Ishq Ishq Tera ki strategy market Mein use ki jaati hai aur aap Jab dekhte hain ki market 1 channel Mein Munh Matka rahi hai aur ek Aisa point Hota Hai Jab aapke donon point Ek Taraf Mil Rahe hote hain to isko aap ascending triangle strategy ka naam de sakte hain aap ismein Breakout ke bad apni trade Laga sakte hai.Is ke bad aapke pass descending triangle strategy hoti hai jismein aap Dete Hain Ki maarpeet Jab bearish trend mein hai aur Market musalsal Jab down ho rahi hai to aap ismein ek channel dekhte hain aur Market Mein Jab do trend aapas Mein Ek Jagah Mil Rahe hote hain to isko aap descending triangle strategy ka naam de sakte hain aur ismein aap sale ki trade Laga sakte hai.

    Click image for larger version

Name:	grade7-symmetrical-triangle-after.png
Views:	4
Size:	11.0 کلوبائٹ
ID:	12394922

    Triangle Patterns:-

    Friends agar ham market ko movement ko observe kerty hain tou is movement per aesy pattern bhi creat ho rehy hoty hain jo aik triangle ki shape main hoty hain ky market bari movement kerty huey kisi bhi direction main movement kerti hai aur phir slow movement continue ker leti hai ky her new candle previous candle sy size main small hoti hai aur last per bahot hi minor si candle banti hai jis ky bahd market ki bari movement expected hoti hai tou isterha sy creat hony waly triangle patterns three types ky hoty hai.

    Click image for larger version

Name:	grade7-descending-triangle-before.png
Views:	9
Size:	7.0 کلوبائٹ
ID:	12394923

    Assending Triangles :

    Friends Jab hum market Mein bullish trend hota hai to usmein aap ascending triangles ko easily found kar sakte hain ismein Jab market ki movement ko aap aap line draw Karke jaj karne ki koshish Karte Hain To ismeina ak triangle ban jata hai jo aapko market Mein bullish trend bata raha Hota Hai Isko aap ascending triangles ka naam de sakte hai.
    Click image for larger version

Name:	Symetrical-triangle.png
Views:	5
Size:	11.4 کلوبائٹ
ID:	12394924

    اب آن لائن

    Working...
    X