Explain Morning Star Candlestick Pattern & Details..!
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Explain Morning Star Candlestick Pattern & Details..!
    Asslam.u.Aliakum Dosto...

    dosto umeed ha ap sb khairiat se hn gy or apki trading bahut achi jaa rahi ho ge.dear members candle stick patterns bhht important hain successful trading k lye in main se kch reversal jb k kch continuation ki nishani hoti hain. aj hum in pattern main se aik pattern Morning Star Candle Stick pattern ko study karen gy or dekhen gy k ye kesy kaam karta ha or es ko use kr k kesy trade ki jaye.

    What Is Candlestick Pattern?

    Dear members candlestick pattern 2 ya us se ziada candle sticks se ml kr banty hain or hr pattern ka alg mtlb or alg phchan hoti ha in main se kch reversal pattern hain jn k ban jany k bad market main trend reverse ho jata ha. jb k kch continuation pattern hain jin k bad market ka trend resume hota ha.aur in sb patterns ko trade karny ka alg tarika ha. hum next posts main or bhi candle stick patterns ko study karen gy es lye meri posts ko read karty rahen.

    Morning Star Candlestick Pattern:

    Morning Star Candlestick Pattern aik teez bullish trend reversal pattern hai, jo k prices k bottom main paya jata hai. Ye pattern us waqat ziyada reliable hota hai, jab bhi prices bohut ziyada low area main trade kar rahi ho. Morning Star pattern three candles par mushtamil hota hai aur aam tor par ye pattern bearish trend k baad ban.ne ki waja se pattern ki pehli candle aik strong bearish candle hoti hai, jis k baad aik small real bdoy wali bullish bearish candle hoti hai jo k bearish trend k is position par rook letti hai. Pattern k last par aik bullish candle banti hai, jo k trend reversal ka kaam karti hai. Click image for larger version

Name:	images (10).jpeg
Views:	22
Size:	24.3 کلوبائٹ
ID:	12541517

    Identification Of Morning Star Candlestick Pattern:

    1st Candle
    Morning star Pattern ke jo sab sa pahle candle bante ha wo ak strong bearish candle hotti hai is candel ka bana sa phaly sa he market ke prices down trend ma he move kar rahe hote ha to is liya is pattern ke first candel breash hote ha. Jo is pattern ke first candle hote ha wo market ma strong long bearish trend ka signal date ha.

    2nd Candle
    Morning star pattern ke jo dosre candel bante ha os candel ak small real body hote ha ya candel spinning top candel ke trha hote ha. Ya candle is pattern ka liya bahot he zaroori ha ya dosre candel ka low par bante ha or ya candel ak choti candel hote ha is je real body hote ha. Ya second candle breash ke traf bhi bante ha or bullish ke traf bhi is pattern ke second candle up trend par bhi ban sakte ha or down trend main b ban sakti hai.

    3rd Candle
    Morning star pattern ke jo third cadel hote ha wo is pattern ke last candel hote ha or ya third candel ak bullish candel hote ha jo huma market ka reverse ka batate ha ya candel second candel sa kuch gap par bante ha or ya candel up trend ke traf gap dy kar banti hai. Click image for larger version

Name:	images (24).png
Views:	19
Size:	12.9 کلوبائٹ
ID:	12541518

    Trading With Morning Star Candlestick Pattern:

    Morning star pattern par trading k leyw zarorri hai, k prices ka trade area observe kia jaye, jo k bearish ya downtrend main honni chaheye. Dosra aggar morning star pattern normal bearish trend main bantta hai to iss k leye dosre candles ki help zarror len, ya price action ki madad bhi trading main li ja saktti hai. Pattern par trade open karrne se pehle bullish trend confirmation candle ka hona zarorri hai, jo k teesree candle k baad bantti bai, aur ye market main buy ki entry ki position bhi hotti hai. Stop Loss k leye pattern ka sab se lower area, ya dosree candle k down side ko select karain. Click image for larger version

Name:	images (25).png
Views:	17
Size:	31.0 کلوبائٹ
ID:	12541519
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Explain Morning Star Candlestick Pattern &amp; Details..!

    Assalam walekum Forex members ummid hai aap sab theek Honge aaj ka Hamara topic Hai morning star candlestick pattern kya hai aur yah kis tarike se Forex Mein kam Karta Hai Is par Aaj Ham detail mein baat karte hain.

    What is morning star candlestick pattern?
    Morning star candlestick pattern Ko Agar Ham candlestick chart Ke dekhte hain to properly type karte hain uski Chahat ko use karte hain technical analysis ko aur isko antipate ko Dekhte Hue market mein bahut jyada acche tarike se Iske product price ke action ko security Mein Dekhte Hain Jo ke Hamen current currency ke over short period time mein dekhna padta hai.
    Is Morning star bullish or bearish?

    Morning star pattern ko use Kiya Jata Hai Visual signal ke liye jisse market ko bahut acche tarike se start trend reversal Barish se bullish hota hai lekin Ham isko important Dete Hain Jab technical indicator ko back Kiya jata hai up previous mention Kiya jata hai.


    Click image for larger version

Name:	images (41).png
Views:	47
Size:	2.8 کلوبائٹ
ID:	12405183 What does morning star candlestick indicator?

    Morning star candlestick triple candlestick pattern has Jiske indicator ko bullish reverse Mein Dekha Jata Hai Isko bottom down trend Mein Dekhte Hue dekhna padta hai Taki morning signal score train ki going to reverse Mein dikha Jaaye.

    Click image for larger version

Name:	images (41).png
Views:	47
Size:	2.8 کلوبائٹ
ID:	12405183


    How accurate is morning star pattern?

    Morning Star pattern search kiya Gaya Hai morning star pattern se jo ke confirm karta hai 74.2 percent of time average ko overall is ko 4120 market Mein analysis karte hain horizontal pattern ko confirm kiya Jata Hai within 3.4 candle ok God Kiya Jata Hai invite kiya Jata Hai within 8.4 candle.


    Click image for larger version

Name:	images (42).png
Views:	12
Size:	3.7 کلوبائٹ
ID:	12405184
    • #3 Collapse

      Re: Explain Morning Star Candlestick Pattern &amp; Details..!

      Hello Assalam Walekum Forex members aaj ka Hamara new topic hai morning star candlestick pattern kya hai aur kis tarike se forex Mein kam Karta Hai Is par Aaj Ham detail mein baat karte hain.


      Morning star candlestick pattern:


      morning star candlestick pattern Ko Agar Ham dekhte hain to bahut acche tarike se market Mein Iske bare mein information Hasil ho sakti hai Jaisa ke morning start 1 pattern hai jo ke constituency ke topper Three candlestick ko dekhta hai aur isko enter Kiya Jata Hai Bullish signals Mein Jaoge technical analysis ko morning star ke follow karna padta hai download friend ko what is ke indicator ko start karna padta hai ab club ke liye jisse sign ko reversible ko dekhna padta hai aur previous price trend ko bhi Jaise traded ko formation karni padati hai morning star and Iske Sikh confirmation per Jo ke reversal aur Iske in Jeet use Karta Hai additional indicator ko.


      Click image for larger version

Name:	IMG-20220705-WA0015.jpg
Views:	1
Size:	8.5 کلوبائٹ
ID:	12405185
      What does a morning star tell you?


      Morning star pattern ko Ham particular calculation ko perform Karta Hai jisse market mein bahut acche tarike se morning star ko third candle pattern Mein deta hai jo ka k s candle Hoti Hai Jab Lo point ke open ko up add kiya Jata Hai To after close the third candle ko dekhna padta hai jisse market ko morning star ki third candle pattern ko within lower point ki S candle mein dekhna padta hai jisse Ham score third ke andar ko bhi after close kar sakte hain.





      Click image for larger version

Name:	IMG-20220705-WA0014.jpg
Views:	1
Size:	7.0 کلوبائٹ
ID:	12405186
      • #4 Collapse

        Re: Explain Morning Star Candlestick Pattern &amp; Details..!

        What is Morning Star candlestick pattern?

        Morning star pattern Japanese candlestick pattern Hai yah candlestick pattern usually appear Hota and of the downtrend ke sath Ham start pointing Karte upward ko prices Ke Data ko jo market Mein Ek structure ko follow karne ke sath sath market Mein train ke upar workeout Karta Hai Iski Jo private Hoti Hai vah mastering point Hai jismein Ham opencart option ko ham hi Karti Hain win karte hain rate ke upar aur Yahi structure market Mein Ek Friend ko follow up Kiya jata hai

        Click image for larger version

Name:	what-is-morning-star-candlestick-pattern.jpg
Views:	15
Size:	55.5 کلوبائٹ
ID:	12407023
        Structure of a Morning Star pattern

        Morning star candlestick pattern structure Jo market ka follow Kiya Jata Hai To ismein Ham Dekhte Kismat 3 candle stick ko consists Kiya Jata Hai Jiski jo pahle candle Hai vah strong bearish candlestick Hoti Hai red mein aur ismein ham S candle Ko Dekhe to vah special candlestick hoti hai jo spinning top Ko Dekhkar finally Jo hamari third one Hoti Hai vah bolate candlestick Mein green lens ke sath least equal Hota Hai first candle ke half Ke Sath Jo candle ko different structure ke sath promote karti hai jo Hamen clearview batati hai jo market kar friend hai jo market ka sequence Hai vah Barish Ki Khwahish Mein Aaya P boli sequence mein chal raha hai
        Variant Morning Star candlestick patterns

        Morning star candlestick pattern Hoti Hai Jiske Sath Sath Ham standard pattern ko check Hai To yah highly accurate pattern hota hai is pattern Mein trade ke liye Hamen chance Milte Hain Ki Ham Jo pattern follow kar rahe hain UN pattern Ke mutabik Humne train ko kaise follow kar sakte hain Ham ismein divided karte hain different pattern different candlestick ko jo Hamen market Mein rate ke sath sath Ek Achcha doji candlestick ko bhi show kar sakta hai yah pattern pin bar candlestick ke sath middle line Mein show hota hai jo candle ki formation may further out may help out bhi kar sakta hai
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          Re: Explain Morning Star Candlestick Pattern &amp; Details..!

          What is Morning Star candlestick pattern?

          morning star patteren aik japani candle stuck patteren hai. yeh candle stuck patteren aam tor par neechay ke rujhan ke aakhir mein zahir hota hai. yeh qeematon mein izafay ka nuqta aaghaz hai. is entry point par uboor haasil karne se aap ko aala jeet ki sharah ke sath ikhtiyarat kholnay mein madad miley gi, subah aur shaam dono sitaron ke namonon ko ziyada paicheeda shakalain samjha jata hai, ziyada tar chunkay woh lagataar teen mom btyon par mabni hotay hain. is terhan, woh dosray namonon ke muqablay mein ziyada Shaz o nadir hi waqay hotay hain, khaas tor par wahid mom batii ki tashkeel

          Click image for larger version

Name:	8b0fcf384067f3ed7f959af5b411e85b.gif
Views:	5
Size:	18.3 کلوبائٹ
ID:	12407068

          Four elements to consider for a morning star formation


          neechay ka rujhan apni jagah par hona chahiye kyunkay subah ka sitara taizi se ulatnay wala patteren hai .
          pehli mom batii bearish candle honi chahiye, trjihan lambi
          doosri mom batii ghair faisla kin honi chahiye kyunkay bail aur reechh session ke douran tawazun qaim karna shuru kar dete hain .
          teesri mom batii aik mazboot blush candle honi chahiye, jo amli tor par sab kuch ulat jane ki tasdeeq karti ha

          How to use Morning Star pattern in options trading

          yeh aala durustagi ke sath aik mazboot qeemat ka ishara hai. morning star candle patteren price action traders mein bohat maqbool hai. rujhanaat ki shanakht ke liye tjzyati isharay ka istemaal karna behtareen imtezaaj hai. phir, dakhlay ke maqamat ka taayun karne ke liye is candle stuck patteren ka istemaal karen .

          note : yeh patteren oopri rujhan ke liye pishin goi ka ishara hai. lehaza, usay istemaal karte waqt, aap sirf up ke ikhtiyarat khol satke hain

          اب آن لائن

          Working...
          X