Trading stop loss in Forest Market
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading stop loss in Forest Market
    Trading stop loss in forex market

    Dear Forex member assalam walekum Amit karta hun Sab khairiyat se Honge aur mehnat Se Apna Kam kar rahe Maine se kam kar rahe Honge aur Apna knowledge ko increase Karen Jitna Jyada knowledge Hoga itna hi Ham Kamyab Ho Sakenge Ham weekly bonus ke liye itna hi acchi post share Karni chahie jitni acchi post Hogi utna hi Hamara knowledge gain Hoga aur Hamen acchi trade ke liye Achcha bonus Milega aur ham acchi trade Laga Sakenge aur ham is topic ko study Karke Ham iske liye trading use kar sakte hain Honge
    Click image for larger version

Name:	stop-loss-order.png
Views:	30
Size:	22.8 کلوبائٹ
ID:	12543565
    Stop loss

    Dear dear Forex user Jaisa ki aapko pata hai ki stop loss Kya Cheez Hai Isko janne ke liye staff Miss Fortune Har dealer ke liye benefit hota hai following stop misfortune Bihar merchant ki jarurat hai ismein Ham yah Karen ki agar market benefit mein hai aur ham samajhte Hain Ki market Masjid benefit Mein Jayegi To Ham is per currency value ke hisab se airing Karenge message point per Le Jaate Hain Agar market ki value change Bhi Ho Jaati Hai To usse aapko mis perfume Honge substan vote benefit Mein Hi close ho jayegi aur ham falling stop Karke is name de dete Hain Ki yah Kafi help Karta Hai yah istemal aadami Karen aur Achcha benefit Hasil Karen der trading stop misfortune bhi stop June Ki Tarah Ek bahut heavy acchi office hai ismein aapke pass yah benefit hota hai ki aap apne stop ki nimat ke indicate bye market circumstances changes kar sakte hain jaise hi market

    changes hoti ha
    Click image for larger version

Name:	stoploss1.gif
Views:	1
Size:	7.2 کلوبائٹ
ID:	12543566
    Trading stop loss

    Dear Forex user Forex trading Mein tralling stop loss be armstop lost Ki Tarah hota hai lekin iska istemal Thoda Sa Mukhda Hai Jab Bhi market rate munafe Mein Hota Hai To training stop loss Hamare trade ke sath hi move karta hai lekin nuksan Ki Surat Mein yah Apne Hi position per musta kam Hota Hai Isko barkrar rakhne ke liye Hamen market ki value Ko jaanchna lajmi Hai isase Hamen bahut fayda ho sakta hai Magar Hamen Iske bare mein knowledge Nahin Hai To Ham market Mein nuksan Utha sakte hain

    Trading calculations

    Dear Forex user gold ki maujuda rate 170 Ham is position per Gold ke 0.01 lard se Sel karte hain trading ke Don world Ham dekh profit 1745 per Jab jabki trading stop loss ko put karte hue kariban Char Dale difference per stop lag jata hai agar gold ki kimaten niche Aati Hain aur yah position Tak pahunchti Hain To Hamara training stop loss bhi Jor Daler ke Fark se move Karta Hai for example 1750 ki position per a Jaaye lekin nuksan hone Ki Surat Mein training stop loss 1764 ki position per Hi Rahega aur is position se Aage ya Piche move Nahin Karega

    Click image for larger version

Name:	Stop-Loss-Order-Example.png
Views:	9
Size:	37.4 کلوبائٹ
ID:	12543567

    [B]Trading knowledge[/B]

    Dear Forex user armstop loss or trailing shop loss method have stop ki nuksan donon suraton mein is Surat Mein position sem rahti hai forest trading market Mein risk bahut jyada is vajah Se Kisi bhi waqt kimaton Mein Rado Badal Vakya ho sakta hai is Baat Ko Majid Najar rakhte Hue training stop loss Hamare liye fayda man sabit ho sakta hai training stop loss Mein Hamara munafa bhi kam ho sakta hai aur nuksan bhi jyada ho sakta hai bilkul Kuchh milane ke bare mein loss se mahfuj banta hai isliye market Mein ering karne se pahle Apne acchi Tarah workout Kar Lijiye isase Ham nuksan se Bach sakte hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading stop loss in Forest Market

    Stop Loss


    Forex Trading k dowran ye zarori nahi hai k aik trader hamesha munafa main hi rahega, bulkeh bohut sare aise trades lagagatr bhi a jate hen, jinn me traders ko loss hota hai. Trading k dowran loss ka hona aur fitri baat hai aur traders ko iss k leye tayar bhi hona chaheye. Jab bhi trading k dowran loss hota hai, to ye loss aik khas had tak mehdod hona chaheye, iss k leye price chart par aik khas position par stop loss set kia jata hai. Ye stop loss ziada loss se mehfoz banata hai aur trades ko bohut ziada loss me janne nahi deta hai. Forex trading main aik normal stop loss hota hai, jiss ko trade k dowran hi put kia jata hai, jab dosra aik stop loss trades k munafa k sath agay agay chalta bhi hai, jiss ko trailing stop loss kaha jata hai. Stop loss ki tafseel darjazzel hai:

    Click image for larger version

Name:	images (148).png
Views:	10
Size:	4.9 کلوبائٹ
ID:	12407619

    Trade Stop Loss


    Forex trading me trades k loss ko kam karne yani aik makhsoa level se agay na jane k leye stop loss ka istemal kia jata hai. Stop loss ki madad se trader apne loss ko account k risk k hisab se manage karta hai. Trades open karte waqat stop loss ka istemal bohut aham hai, jisbko risk-reward ratio k mutabiq set kia jata hai.

    Click image for larger version

Name:	images (72).jpeg
Views:	1
Size:	36.3 کلوبائٹ
ID:	12407620

    Trailing Stop


    Trailing stop loss ki wo qisam hai jis me traders k sarmaye k profit ko loss me na jane k leye put kia jata hai. Jab bhi aik trader kisi khas position pe market me entry deta hai, to wo us k sath hi take profit aur stop loss ko bhi select karta hai. Jab bhi trade peofit me jati hai to us waqat stop loss bhi profit k pechay pechay utni hi faisele pe move karta hai. Lekin trade k loss me jane se stop loss move nahi karta hai. Is ka basic maqsad ye hai k jo trade munafa me hota hai, wo wapis loss me na jaye aur trade profit me hi close ho jaye.

    Click image for larger version

Name:	images (149).png
Views:	19
Size:	7.6 کلوبائٹ
ID:	12407621
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Re: Trading stop loss in Forest Market

      Salam traders.
      Umeed hai sb traders trading kr profit gain kr rhy hon gy.
      Dear traders Aj mein apko stop loss k about btana chahun ga.
      Stop loss k bht ziada faidy hain.
      Agr ap apni trade lgaty hain or stop loss nahi lgaty to apka account
      Wash ho skta hai. Or apko forex mein bht ziada nuksaan ka samna krna pr skta hai.
      Isliey ap trading krny sy pehly achi trah market ka analysis kren. Or dekhen k market
      Ka trend kia hai. Or trend k mutabik trade lgayen. Sb sy pehly to ap ny money management ko zehanMein Rakh k trade lgani hai. Or account ki equity k hisaab sy lot size lgana hai.
      Or jb trade lga Len. To ap apna SL mtlb stop loss analysis kiey gaye point py lazmi lgayen.
      Stop loss lgany ka faida ye Hoga. K agr apki trade loss mein bhi jati hai. To apka Sara account loss mein
      Nahi jata. Blky apko trading krny k mazeed chances mil jaty hain. Or phir ap overall
      Profit mein rehty hain...

      اب آن لائن

      Working...
      X