Symmetrical triangle
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Symmetrical triangle
    Details of Symmetrical Triangle

    *Asalam o alaikum* members,
    Jo traders symmetrical Triangle Ko Jab use karty hain Tou Ham technical analysis ki help tamam conjugation ko achi tarah se learn kar sakty hain is pattern mein price ki high aur market ki low point ko combine Kiya jata hai symmetrical triangle mein different impulse wave aur collector waves ki length aur body humesha same hi hoti hai unki length aur body kabhi bhi different nahin hoti hum symmetrical Triangle ki help se market breakout or breakdown condition ko bhi aasani se samajh sakte hain.

    What is Symmetrical Triangle?

    A symmetrical triangle is a chart pattern characterized by two converging trend lines connecting a series of sequential peaks and troughs. These trend lines should be converging at a roughly equal slope.
    Click image for larger version

Name:	download (3).jpeg
Views:	17
Size:	4.7 کلوبائٹ
ID:	12552430
    Why are triangles symmetrical?

    Symmetrical Triangle jab ban jaye aur market ki movement agar clear na ho rahi ho to is k liye technical analysis ka use kiya jata hai aur us se pata kia jata hai k market ki next breakout kis side ho sakti hai Symmetrical Triangle k breakthrough k liye jo indicator istemal kiya jata hai us me RSI sab se best hai. Hum RSI ki madad se hi market ki next breakout andaza laga sakte hen.
    Click image for larger version

Name:	images (5).png
Views:	9
Size:	15.0 کلوبائٹ
ID:	12552429
    How do you trade a symmetrical triangle?

    Symmetrical triangle ki baat hai ye aik chart pattern hai jis mein 2 trend lines ky through aur peaks aik dosre ky saath connected hoti hain aur yeh trend lines aik slope ki form Mein ek dusre ke saath converge hoti hain Symmetrical triangle darasal uper nichy candlesticks kay combinations say bnty hain yai jab keh horizontally lines inko milaya jaye ham do horizontally lines draw karty hain aur inko braber slope kay zariye draw karte hain. Jin main price movement kay bad jab ye lines milti hain to aik triangle ban jata hay triangle in lines kay breakpoints ka bataty hain traders in lines kay andar movement main bhi trading karty hain. Yani jab niche wali line say price up jati hai to woh isko support consider karty huye buy karty hain jab keh uper wali line say price wapas any per traders is main sell karty hain.
    Click image for larger version

Name:	images (13).jpeg
Views:	1
Size:	5.5 کلوبائٹ
ID:	12552427

اب آن لائن

Working...
X