no short cut
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #46 Collapse

    yes dear bhai jan apne eak dam thik kaha hai forex trade business me koye short cut nehi hai is business me apko hard work kar kar apni knowledge aur experience ko use kar kar kam karke earn karna parta hai zada se zada wakat deke
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #47 Collapse

      forex trading main shortcuts use nahi karna chaye ye forex trading ka business bohat zyada risk wala hai is lia isme pata bhi nahi chalta ke kab apka account khali hojae islia meri guzarish hai mere dosto se ke forex trading main shortcuts na lagaen
      • #48 Collapse

        ji haan short cut to kisi kaam mai bhi theek nahi hai khaas tor par jab ham baat karte hain forex ki...qk forex mai hamen mhnat karni parti hai agr ham mahnat nahi karenge or short cut apply karenge to ham kabhi bhi kamiyab trader nahi ban sakte...
         
        • #49 Collapse

          koi bi business ho us ma mera ni khayal k koi bi short cut ho ga lekin agar ho bi to us ka faida kisi ko bi ni hota ha. our mere khayal ma forex ma to koi bi ni ha.
           
          • #50 Collapse

            bhai forex trading man jo short cut marte hain wo hamesha loss he loss krte hain profit tu un ke nasseb se he uth jata hai hume chahye ke hum hard-work kren apne experience or knowledge ke balboty per profit earn kren
            • #51 Collapse

              dear, forex main hi nahi kisi bhi kaam main short cut theek nahi, forex aik proper business hai jis main planning aur decision kaafi asar rakhte hain aur short cut nahi chalta, wrna profit ky bajaye nuksan ho jata hai
              • #52 Collapse

                forex trading kise short cuts ko nahe mante he es ky rul aro law aor tem of policy aor technical analysis k sath chlana prta he trader ko tb ja kr trading hote he otherwise tradin me muksan to ho skata he mgr profit ka hona mushkil he es leye acha he k trading ky leye all option of trading ko sath chalaya jy to theek hota he
                • #53 Collapse

                  Bro dekhen forex trading men koi short cut nai chalta kyoun ke agar koi shot cut kare ga tou use bohat sahat loss hoga aur sare ka sara account uska loss men chala jai ga aur istrah us admi ko kuch faida hasil nai hoga aese admi ke liye yahi naseehat he ke wo trading chor de
                   
                  • #54 Collapse

                    forex trading kise bhe short cuts ko nahe mante he agr ap short cuts ya koe be formula apne tarf se use kya to wo ap ko faida nahe dy ga agr ap ne trading ky hesab se formula pr amal kya to ap ko faida ho ga nahe to nuksan bhe ho skata he best he ky success hone ky leeye market ky law ko apnaya jy
                    • #55 Collapse

                      yes dear forex me trading kar ke earning karne ke liye humare pass trading ke bare me knowledge hona chaiye or trading paractice bi yaha short cut use nai karna chaiye kyu ke ye ek risky business hai agar hum koi shortcut use kare ge to hume bhut loss ho sakta hai is liye hume trading ko learn kar ke trading karni chaiye ta ke hum loss se bach jaye
                      • #56 Collapse

                        Koi short cut use nahi karna chahye kay isss main hum buhat yada aur achy treeky say apny forex ki buhat yada kaam kar kay apny andar buhat yada kaam kar sakta ha iss main humara hi focus ha iss mainn buhat yada kaam ki lagan aut himat paida hoti ha iss main hum hi ach tarah focus kar kay PNY ANDAR BUHAT YADAHIMAT AUR HOSLA PAIDA HOTA HA AUR KAAM K ILAGAN BHI PAIDA HOTI HA
                        • #57 Collapse

                          g brother forec m koi b short cut ni chalta q k short cut m hamashah hum galti karty hain jis ki wj a sy hum loss kr bahty hain is liy hu,y shortcut k bary m ni sochna chaiy busines k asool m shortcut nam ki koi jaga ni hy is humy is sy bachana chaiy
                          • #58 Collapse

                            han jee forex main na tu koi shortcut hai na ho jugar hai kion k yah aik real transparent aur fully organized business hai yahan na tu sifarish na hi koi aur jugar chal sakti hai total marrat pa kam hota hai aur yahan wohio kam kar sakta hai jo ral businessman ho
                            • #59 Collapse

                              g han forex ma koe short cuts nahe han,forex ak asa busniss ha jis ma ap jitna tahamul k sth kamkranga ap ko utna he profit hoga mgar jb ap jaldbazi dekhaenga to ap ko bohat bra loss uthana parh skta ha.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #60 Collapse

                                forex mein short cut kahan hai bhi yahan aapni simple trading se earning kerna hai jis ke liye aapko practice ke zarurat hai han ager aapke pass capital amount hai trading start ke liye to aap bilkul kam waqt mein ziyada earn ker sakte hain lakin ager aap meon talent hai tou werna hosakta ha aapko loss bhe hoaje

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X