posting krte waqt
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #226 Collapse

    I think it's important for everyone .. some of the burden that is light and then can not go forward .... Related posts in the North, then carefully read the message and will help the user to focus on the best knowledge acquired.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #227 Collapse

      agr tension ma ya kisi problum ma ho person to usea trading nahi karni chahiyea is sea us ka loss ho sakta ha but insan ko zyada tr kosish karna chahiyea ka achea or fresh mude ma work k kia jae is sea ap ko bojh bhi feel nahi hoga knowledge bhi get karean gea or earning bhi achi hogi
      • #228 Collapse

        Mere liay posting kerna leaning hai jisay mai jitna acha ho skay utnay achay se kerta hu or kabi b mene isay sirf limit puri kerne k liay use nai kia hai humaray pas m0qa hai k hum is forum se jitni ho skay utni zayada learning kerain yaha pe hum humaray question ka answer juldi mil jata hai
        • #229 Collapse

          posting kerty waqt hum bht soch samjh ker post kerty hain or jab insan kisi kam k liye taiyar hota hai to is ka matlab hai k wo apny interest say ker raha hai or posting ik acha or asan kam hai is main koi bor nahi ho sakta is ko enjoye ker k kerty hain achi terha perh k samajh ker k topic kya hai phir post kerty hain...
          • #230 Collapse

            posting karna acha kam hai kyun ke posting se hame bonus milta hai wo bonus hamare bohat kam ata hai is lia hame pakistan forex forum par posting karte hoe booring mehsoos nahi hoti bohat maza ata hai posting karne main
            • #231 Collapse

              Posting kerne se mujhe boht kuch sekhne ko milta hai main boht easy relax ho k posting kerta ho aur apne bhaion k comments b parhte huwe sath sath learn kerta rehta hoon.
              • #232 Collapse

                salam dosto,ap thk kh rhy ha or ma agree ho is pa posting ak asi cheez ha jis sa ham learn karty ha or earn b or enjoye b hoty ha ya bht acha platform ma bht khush ho yha.
                 
                • #233 Collapse

                  sir sab se ye sawal hai ke ap posting krte waqt acha mehsoos krte hai aur s ko achi tariqe se samj ke post krte hai ya phr bas awi ke kya kam hai ye bhi postin[[[[[[[[[[[[[[[[
                  • #234 Collapse

                    main post kerne se pehle doosre logon ke comments read kerta hoon aor us ke bad hi comments post kerta hoon. mere khayal main comments should be comprehensive and meaningful as well as according to the topic.
                    • #235 Collapse

                      bhai jan mere khayal se tw posting karny ma mujhy tw koi boriyat nae hoyi hai..or na kbi hogi..balky posting karna tw mere lye ek intresting work hai...yaha achi posting par acha bonus milta ahi ye koi awain ka work nae hai ...yaha par hamain posting se achi knowledge b milti hai...
                      • #236 Collapse

                        main jab bhi posting kerta hoon to phely appna mind fresh kerta hoon appnre appko kam ke likye taiyar kerta hoon or her question ko koshish kerta hoon samaj ke sahi answer don
                        • #237 Collapse

                          Assalam o alikum ji janab baat ye hay kay forex forum main posting kartay huay main to bohat acha mehsoos karta hun aur bohat hi dehaan say posting karta hun takay post deduct na hojay
                          • #238 Collapse

                            gi han bhai jaan apanyabilkol thek kaha hai kay jab hum posting kar rehay ho to hum ko is baat ka kghayal rakhan chaye kay humm ko posting ka jawab thek aur topic kay mutabic dena cahye
                            • #239 Collapse

                              Salam bhai jan mari koshish hoti ha k post ko achi thra read kar k coments do . or fazool batoon se p[rhez karon is lia dhan se posts share karty hon . es se ek ilam main be azafa hota ha.....................................
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #240 Collapse

                                Asslam O Alaikum han gee posting kertay waqt humay apnay comment ko or us kay spellings per focus ker kay likhna chahye ma toh pehlay uper ki statement ko parhta ho or phir post krta hon...its my opinion

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X