trading ingroup and single
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #181 Collapse

    bhai me single trading ko he pasand karta hon kiun ke group me confusion rehti hai aap ko or kabhi kabhi kisi or ke kehny me aa kar aap mistake kar dete hain or loss bhi kha sakte hain .
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #182 Collapse

      mere khayal mai trading in group akele trading karne se hazar darje behtar hai kiu kay is tarha buhtu se traders kay mind ikathe hute hain aur sab ka apna apna tajurba huta hai aur wo mil kar jab aik cheez par analysis karain gay tu definitely wo aik akele trader se buhut behter huga.
      • #183 Collapse

        mere kayal sa trade group main karna theak rahe gaya group main trade karne ka fayda hain is sa hum sub ki slah la kar market ko smj kar trade kar sakte hain mere kayal sa sub mil kar trade karna easy rahe gaya
        • #184 Collapse

          joi ha bhi ji forex ko hum singale bi use kr skty ahi laikin agr hum is ko aik groupe kai sath join krain agi to bohat hi jald kamyab ho jai gai laikin himat kai sath kam laina pary ga
          • #185 Collapse

            Trading group ki sourat ma b ho skti ha is ma profit hota ha mager some time aisa hota ha ksi or ki aik mistakes ki waja sa pori group ko is sa loss ho skta ha so better ha k ap alone trading kro kam profit ho ga mager tenshnn koi nhn ho g.
             
            • #186 Collapse

              G han single trading main or group main kafi farq hai. single trader apni marzi se trading karta hai or profiet gain karta hai. lakin group trading main kafi experince walay hoty hain jo sub mil kar bohot hi achi earning kartay hain or loss kay chance bhi kam hoty hain. single trader ko tantion bhi ho ti hai.
              • #187 Collapse

                dear mujhy group trading better lagti hy single trading sy keun k jab hum goup mein trading karty hain to hamary expeience mein incraese aa jata hy or hum easily earn ka skaty hain or is tarha poory group ko pofit bhi ho sakta hy.
                • #188 Collapse

                  trading ko akyle karna chahiye na ke group ke sath ek graoup mein apko kafi problm ho gi
                  or dosra ap kisi or ke hmesha mohtaj raho gy apni karo
                   
                  • #189 Collapse

                    Dear, meray bhai group trading k aboht faaiday bi han ore kucj nuqsaa nbi ha .fzaida ye ha k aap ka balance ziaada ho ga jis me awp asaani se rtading ker sekain gay ore saath aik doosery ka experiance share kertay huay aap trade open kerain gay to zroor aap ko profit ho ga ..ore nuqsaany e ha k is me aap indepehdeny nahi rehtay
                    • #190 Collapse

                      single trading bhee theek he. lekin ye baat bhee he jab group trading karen ge to zaya damagh(mind) kam ker raha hon ga, is lye decision kerna zaya behter aur asan ho ga.
                      • #191 Collapse

                        Trading group main karnay ka dosto ya faida ha kay ap is say earning b kartay rahtay hainor o or apko trading ka experience or doston say milta rahta ha or single trading main ya faida ha kay ham is say sirf apnay leya profit banatay hai . or apney marzey say trading kartay hain .
                        • #192 Collapse

                          trading kabhi bhi group main nahin karni chaye trading hamesha single baith kar apny dhan or apny mind k saath karni chaye q k jab bhi ziada log baith kar trade krain gain un main say har aik ka view differant ho ga or ye cheaz ap ko double minded kar dy gi or ap kabhi bhi profit ki entry nahin kar sakty
                          • #193 Collapse

                            group mai fiada hota hai kay aik se ziada dimagh istimal hotay hain, tou profit making chance ziada hota hai, likn phr usme ziada kamanay ki bhi sochi jati hai, single person ko nuqsan ka ziada chance hota hai, likn buhat ziada profit ki tension nai hoti
                            • #194 Collapse

                              yes it is best way for trading ....While Kase calls herself strictly a technical trader now, "I didn't start to trade technically until 1985," she said. "Technical trading is a lot more complicated that it seems on face value," she added. It takes a lot of work-it's not like-take two days to read John Murphy's book and go trade," Kase said, referring to Technical Analysis of the Futures Markets by John J- Murphy, often considered the "bible" for market technicians.........
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #195 Collapse

                                mera to yahe kehna hay k agar ap singal ho kar he trade kartay hein to yahee sab say best rehta hay,akalay work karnay mein apko bohot si knowlage or experience milta hay or phir ap uski madad say profit earn kar saktay hein,

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X