Loss ke bari waja?
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Loss ke bari waja?
    My dear all Forex member loss ke bari waja kia ho sakti hai jab hum log market ko achi trha analysis nh karty aur es k bad trading aur forex knowledge nh hota hamary pass aur es waja say loss hota hai aur sab say bari waja lalch hai forex main lalach nh karna chat dear jab bhi ap lalach Kary ga so loss zaroor Kary ga.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Loss ke bari waja?

    Forex trading ma loss ki sb sa Bari wajah ham khud hi hota han jb ham forex trading ma zada profit ki laluch krta Han tu PR hamin loss ho jata ha jiss ko recover krna muskil hota ha is Lia trading ma laluch billkul bi nhi krni chahia sabar sa Kam krna chahia
    • #3 Collapse

      Re: Loss ke bari waja?

      Loss ki 2 bri waja hn
      Jaldbazi q k Banda jab jaldi men Kam krta ha to us waqt wo market trend ko ni dekhta usy kuch pta ni hota k aj kis chez men profit ziada ha aur wo trading start kr deta ha aur usy loss ho jata ha
      Dosri waja lalach ha
      • #4 Collapse

        Re: Loss ke bari waja?

        A. O. A
        Ji han bhai jaan aapane bahut hi Pyari baat ki hai ki main aapki baat se agri Hun K loss ki sb sy bari wja over trading 💹 krna
        Aoko Cheya k ap over trading 💹 mat karin
        Over trading st hmsha hi loss hota hai
        Over trading loss ki sb sy bari wja Hai
        Thanks 🔥
        • #5 Collapse

          Re: Loss ke bari waja?

          Assalam mu alaikum dosto.forex trading ma loss ke sub say bari waja inexperience hona.aur lalach karna.zayda profit k chaker ma apna loss kawa layna.dosto humay chaya k hum phaly demo account par qam iz qam
          ak month practice karah.apnay senior members say experience hasil karah.us k bad hum real account par trading start karah,phar humay qam say qam loss honay k chances ho gy.agar hum experience k baghair he
          qam start kr dah gy tu phar loss he hona ho ga.
          • #6 Collapse

            Re: Loss ke bari waja?

            Asalam.o.alaikum dear forex members ap ny bohat acha sawal kea hy keh loss ki wajah kia hy G sir loss ki wajah hmari apni na ehli hy jab hum market ko bgair anylsis ky trading karna shoro kar dety hain jab tak hum pehly market ko anylsis nahi karain gy tab tak hum achy traders nahi ban sakty or os waqt tak hum loss main jaey gy es ky elawa new members ko chahiey keh wo apny seniors members sy experience hasil karain
            • #7 Collapse

              Re: Loss ke bari waja?

              Dear member loss ki sabse Jo Badi Wajah Hai vah yah hai ki Ham koi bhi trade Lagate Hain To Hamari trade Hamen pata nahin Hota pace ka signal profit Mein Jaega loss Mein Ham Apne Upar depend Karke kam karne Lagte Hain Hamen chahie kya aap Kisi bhi business Mein Jab kam Karen dost ka mukmmal Tor paray complete analyse Karen Jab Jitna Jyada Ham Ek analyse Karke kam Karenge Itna Jyada Hamen us Business mein Achcha profit aur acche aane ke Milegi Hamen chahie ke Ham Positive Thinking Karen positive knowledge gain Karen Itna Jyada Ham use Business mein maximum time Dekh Kar kam Karenge Chanakya kam usmein acchi Sakra will karte rahenge aur profitable work karte rahenge To Hamen acchi earning ke sath sath is platform per acchi profit Bhi Milega aur Hamesha Mein Kamyab ho sakte hain Agar Ham good quality trading Karte Hain Ham main chahie camteam account use Karen aur usmein maximum time dekar trade ko anuvad Karen Jitna Jyada Ham demo account use Karenge Apna Jyada Hamari practice se jyada Hogi aur ham acchi success Hasil kar lenge
              • #8 Collapse

                Re: Loss ke bari waja?

                Los ki badi Bajar Hamari apni Mehar kar rahi hai agar Ham acche tarike se Laut side ka istemal karen to ham log Se Ban sakte hain ya FIR Agar Hamare ko samjhaie kyon abhi market Mein hi nahin Hota Aur Main Se Apna Kam Samay Jaam Dena acche tarike se aap study karna Inshallah aap ko fayda pahunchega
                • #9 Collapse

                  Re: Loss ke bari waja?

                  Lalich buri bala he hm jitna ziada ak kam main lalich karte hn hm utna ziada nakam hote hm har kam main mehnat krna zarori hota he Tak hm ak acha bonus hasil kr sakin har kam sabar waqt mangtahe tab hm ja k mehnat se apna goal achieve karte hn
                  • #10 Collapse

                    Re: Loss ke bari waja?

                    Sweet dear friends forex forum k ander loss ki bari waja apkay knowledge ki kami ki wja ho skti hai jis ki bdolaat apko forex forum mein loss ka samna kerna perta hai jis ki waja sy ap mayos bhi ho sakty hain lakin is sy ghabrana nahi hai ager kamyaaab or successful business ap forex forum mein kerna chahty hain to apnay apko choti moti galtio k samnay mayos honay sy bachana hai sabit qadaam rakhana hai khud ko or apni mehnat ko day and night jari rakhna hai increase kerna so ager ap professional ban na chahty hain to apnay apko preshan na honay day balkay apni hardworking ko jari rakhain ta k ap loss sy bach ker forex forum sy acha profit gain ker sakain islia ziada sy ziada knowledge gain karain q k lack of knowledge hi loss ki waja banta hai
                    • #11 Collapse

                      Re: Loss ke bari waja?

                      Loss ki bari waja hamary pas trading se related proper knowledge, experience or practice ki kami hai. Humein chahye ky hm demo accounts per trading se related zyada se zyada practice krein or apni mistakes se seekhein or try krein ky wo mistakes dobara na hon ta ky Hum forex me achi success hasil kr skein.
                      • #12 Collapse

                        Re: Loss ke bari waja?

                        Dear forex members forex trading esa behtareen business hay jiss main agar haum proper analaysis Kartay hoye aur proper information ki base pay Trading kartay hay to haumay kamyabi hasal hoti hay aur Agar haum bagair knowledge Kay aur bagair information kay trading start Kartay hay to haumay kamyabi ki bajay nuksan uthana parta hai aur jab haum bagair sochay samjhay trade open kartay hay to haumay loss ko face karna parta hay iss liye haumay loss say bachney kay liye apni abilities aur observation ko strong Kartay hoye trading karni chahiye takay haum properly market ko watch kartay hoye trading kar sakay aur kamyaabi hasal Kar sakay forex trading Main haumay kamyab business karney Kay liye bohat zayada mehnut Kay saath saath knowledge ki zarorat hoti hay aur phir uss Kay mutabiq trading Kartay hay to haumay kamyabi hasal hoti hay.
                        • #13 Collapse

                          Re: Loss ke bari waja?

                          dhyan dekar kam na karna or laprwahi barakna mean we do practice and we also gain experience we should practice on demo account on daily bases that practice makes a man perfect and in realty practice is really makes us able to get experience and earn. kaam kar k is se achi earning kar sakte hai is k liye practice bohat zarori hai kiyo k practice se hi perfection aati hai is se hamari trading ki skills improve hoti hai aur hum ek ache trader bun sakte hai.
                          • #14 Collapse

                            Re: Loss ke bari waja?

                            Acha sawal kya hai dekhen sr forex me los karne se bachne k lye hamen forex ke bare me knowledge hasil kar k us me apne experience ko analysis karna chahye jis se hum forex me ache se trade kar sakte hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Loss ke bari waja?

                              Asslam O Alaikum Dosto umeed karta hun aap log khairiyat se honge aur Forex se jyada se jyada profit hasil kar rahe honge Ji Bhai Loss ki Sab sai bari wajah yai hai kay Ap Log Market ki Movement ko dekhay begair Trade llag daitay hain jis ki wajah sai apko Loss hota hai Shukriya

                              اب آن لائن

                              avatar Doa84
                              avatar Pak7
                              avatar Trigger
                              avatar Atif5
                              avatar Sadd5
                              Working...
                              X