no short cut
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #91 Collapse

    No There is no short cut in this market as well as in life so take care and make positions in profit and for profit u must take or learn about forex the no short cut is to be needed any where in our life.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #92 Collapse

      jab tak is main experience nahi ata aik bari investment ker bohat dangerous hai .... main is bat say totally agree keerta hoon k is main koi short cuts nahi hai .... zayad tar kamoon main short cut apnana loss kerta
       
      • #93 Collapse

        "Foreign trading business is fast earning source for worldwide traders aur short cut nae ha Forex main yaha se phele learn krna prta ha trading ko or phele is ko sae tra smjna chaye iski practice ap ko success deti ha or slow slow earning hoti ha fast krne ki koshish kro gai to ap nuqsan uthao gai"
        • #94 Collapse

          Assalam o alikum ji bhai jaan baat ye hay kay forex trading main koi sort cut nahe chalta kun kay short cut kay chakar mainaap apna bohat zeda nuqsan utha letay hain is leay hamesha short cut ko avoid karna chaheye takay aap successful ho saken business main
          • #95 Collapse

            asalam o aliqum yes my dear ap ne bilkul sahi kaha he k yaha shot cut ka koi chanse nahe he or na he aesa hho skta he k ap koi shot cut mar k forex me kamyab ho jao ap ko to ls ko samjna ho ga tabi ap ls me kamyab hn gy i like forex
            • #96 Collapse

              jee bilkul bhai jaan ap kabhi bhi kici bhi kaam main shorcuts dhoond k kaam nhi karo q k tab aap shayad kamyaab bhi ho jao lekin aap ko kaam ki asal bareekion ka pata nhi chal skta kabhi bhi
              • #97 Collapse

                Forex trading me short cuts jpki koi jaga nai hoti aur wo log jo chahte hain ke short cuts se hum kamyab ho jaen to wo waqai nakaan ho jate hai sur kabhi ksmyab nai ho sakte
                • #98 Collapse

                  nhain forex main koi shortkut ka trai nahin ha hum propr triqa se kam kerna ho ga han kabhi kbhi humra anzda sahi nikl ata ha or hmri entry hum ziada proft da jati ha lakin mostly asa hota ha ke hmri entry loss main jsti ha jab hum andza lgte hain tb hum trading se dil har jate hain
                  • #99 Collapse

                    Bhai, yeh sab usi waqt hota hay jab ap forex say bohat sari expectations laga laytay ho aur yeh nahi sochtay keh ap ki khud ki skills kia hain, us waqt ap totally luck par dependent hotay ho, apni skills par nahi.
                    • #100 Collapse

                      Expertise is really a knowledge, recognition or perhaps knowledge of an individual or perhaps some thing, for instance details, details, information, or perhaps abilities, that is obtained via.
                      • #101 Collapse

                        Han FOREX trading mein main chez hi market ki movement hoti hai aur jo isko sahi tarah se samjh leta hai woh apni trading mein earning krta rehta hai loss nahi krta. Aur yeh bhi ek ek tareeqa hai forex mein success hone ka
                        • #102 Collapse

                          G han meray dost me ap ki batt say 100% agree hn ap nay bilkul thk kaha hai... jab app tak ap k pas knowledge nh hogi app forex me sucessfull nh hn sktay hai.... aur agar app short cut use karayngay to app loss hi loss gain karayngay...
                           
                          • #103 Collapse

                            merey khayal may na sirf forex bal kay ksi bhi kaam may hamein short cut nhi dhoondna chahye kyun k short cut k chakkar may mostly loss hi hota hai..forex trading k liye knowledge skills or experience ho ap eak achay business man ban sktay ho or hr kaam may waqt lagta hai is liye short cut k chakkar may hamain bilkul nahi parna chahye..
                            • #104 Collapse

                              Ya short cut use nahi kar na chiye q ke short cut se khabhi khabr loss bhi hojata han ..jab real aur san tareeqe se yah se earning hojati han too short cut ki kiya zaroorat han
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #105 Collapse

                                sir ap bilkul thek keh rahy hon me tu agree hon ap se ku kisi be cheaz ko ager short cutt ker k krein gye us me kush na kush kami reh jaye gye ,or tu or forex buisnuss point pe tu short cut baj be nei saktaa yahan pe tu apki sirf mehnaat he rang laye gye

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X