chart par jab chanel break hota hai to market aus ko
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    chart par jab chanel break hota hai to market aus ko
    dear hum ne ye dekh hoa hai k market jab channel banati hai to aus k follow karti hai magar hum ne ye ni dekha k agar channel break ho jaye to market aus ko retest kaisy karti hai, mainy aik pic upload ki hai jis mai market abi channel ko retest kar k dobara down ja rhae hai.
    منسلک شدہ فائلیں
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    g bhai kafi use full observation share ke hai ap ne iss entry ko brake out and retest kaha jata hai yeh safe way hai brake out ko trade karne ka iss main ap ko fix sl milta hai aur ap ka confidence trade py increse ho jata hai
    • #3 Collapse

      Bhai aesi line ap jab bhi draw kerna chahain ap ker sakty hain ky market ka trend kis taraf hai jis ko follow ker ky agar trades open ki jaen tou profit hasil kia ja sakta hai so aesi line draw kerny ky liay previous support ya resistance sy start ker ky market ki current position tak draw kerty hain
      • #4 Collapse

        Gi haan bhai jaan jab market mein iss kism ka trend show hota hai tou woh time sub se best hota hai market mein trade laganay ka aur yehi waqt hota hai bonus aur profit hasil karne ka iss market per nazar rakha karin
        • #5 Collapse

          G bhai g ye baat aap ki yheek he k is kisam k trand ko zaroor dekhen kion k s time me trading me bohat fiyda hota he . ye time sab se acha hota he is me prifit or bounas ziada hota he is liy is qisam k trand se zaror istfada hasil karwn.
          • #6 Collapse

            Bahi ap teahk kah raha hain laken is trend ko tead krna ka lia experience zarori hai agt experience nai hai tu trend ko read krna muskal hai or jab ap na study krna sekh lia hai tu ap loss s bach sakta hain
            • #7 Collapse

              bhi sb ap na ye bahut mufeed tajarba hamara sat shear kia ha .mera khayal men is break out kaha jata ha. agar trader break out ko samaj la to us ka lia trade krna kafi asan ho jata ha .is plate farm pr tajarba lazim ha
              • #8 Collapse

                dear agar Chanel break be ho jaye to be market ka koch pata nahi hota hay, jab tak ham market ko technically analysis nahi kar lety hamy buy ya sell ka right signals nahi mil saky ga.
                • #9 Collapse

                  G Walikum salam han ghi bhai jaan apnny bilkul thek kaha hai jab tk experience ni hoga tnb tak aapko loss e hoga experience honna zruri hai iss trha aap sb read kr saktey hen apko koi msla bhi no aap sari information bhi latey rehtey hen sath sath e expert joty jao gye.
                   
                  • #10 Collapse

                    As salam o alaikum! bhai ap ny bht mufeed information share ki.mn ye kehna chahun ga k is sy market ka pata chalta ha hmn in tools sy madad leni chahyei.agr hm market ko different tools sy analys kr trade krn gy to profit k chance zyada hn.
                    • #11 Collapse

                      Hanji bahi jan jb market forex ka chart par drow hua chanal jab brak huta ha yto market pull beck krty ha to hus ka bad market apni disha ki tarf jati ha ya charnal par trading be achi ha
                      • #12 Collapse

                        G bhai apki bahut he informative post ha aur mery khayal meim market k trendline ko dekh kar hamesha trad lagani cahhye agar ap market k trend ko follow karyn gy aur trading karyn gy tu apko faida hoga aur acha profit hoga
                        • #13 Collapse

                          Yes of course agar koi bhi chanel brwak hota hai to market us ko test zaroor karti hai aik say do bar or is per ham achay say trading kar saktay hain hamain chiay kay lot size bas chota rakhain ta kay account hamara achay say grow karay
                          • #14 Collapse

                            G market ka trend dekhna bohat zaroori ha kun kay market kay trend kay sath sath trade ka rate up down hot ha is leye is paynazar rakhni bohat zaroori ja keh market main kia chal raha ha jis say hamary profit or loss ka idea hota ha
                            https://t.me/pump_upp
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Bahi jaan aap nay bohat he useful information share ki hay chart Kay use karanay Kay baray main aap jab be is tarah Kay tareqa Kar ko used kar Kay trading kartien Hain tu aap khasi kamyab trader ban saktien Hain jis say aap apnay account ko mazeed achi tareqa Kar say manage be Kar saktien hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X