Confusion about indicator
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Confusion about indicator
    Dear member previous ly kuch guys kay main comment read kar raha tha Pakistan forex forum per kay indicators market ki next movement ka nahi btatay.
    Indicator sirf aap ko indication day sakta hai.
    Aap ne support or resistance ko daikh kar he trade lagani chiay.
    Forex trading totally predictions hai.
    Har bar strategies 100 percent correct nahi hoti hamain stop loss daina chiay
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    bhi ap na ye jo char bateen apney thread men hamarey sath share ki han ham sab ka liay bahut mufeed hen. agar ham indicater ko ssamjhen to hamen long time trade men bahut faida da ga. is ka sath sath ham agar SL orTP ka istemal karen to ham apney profit ko mahfooz kar saktey hen or loss sa bhi bach saktey hen.
    • #3 Collapse

      Hanji indicators Se Hum Sirf andaza Laga sakte hain K Market ki movement Kya Hoga lekin exact nahi hota woh bhi Hame Aur Bhi bahut khush Dekh Kar trade Karni hoti hai Is liye sirf indicators Pe Yakeen Na Kare
      FRD 07 TRADING JOURNAL
      • #4 Collapse

        G bhai ap ki batain bilkul theek han indicators ka istimal bohat zaroori ha trading main lakin indicator ap ko kabhi bhi 100% accorate nahin bataye ga wo sirf ap ko idea hi day sakta ha jis say ap ko ye idea ho jaye ga market main price down ho gi ya up
        https://t.me/pump_upp
        • #5 Collapse

          dear forex trading ma koi stradgy work nai kerti iss ma ap na buhoot sarri cheezo ko daihk ker trade kerni hoti hai or rahi baat indicator ki tuo wo app ko sai trah sa istamal kerny annay chaiyie orr app ko tuo trade apnay risk per hai k app na trade kerni haa k nai..
          • #6 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: israr2018 پيغام ديکھيے
            dear forex trading ma koi stradgy work nai kerti iss ma ap na buhoot sarri cheezo ko daihk ker trade kerni hoti hai or rahi baat indicator ki tuo wo app ko sai trah sa istamal kerny annay chaiyie orr app ko tuo trade apnay risk per hai k app na trade kerni haa k nai..
            ge han bhai hmein apne trading mein ache trading ke strategy ko istemal krna he aur hm apne forex trading mein indicators ko istemal krna he aur hmein apne trading mein confuse nhe hona he aur hmein apne trading mein indicators ke istemal se hmein apne trading market ke trend ko smjhna asan hota he aur hmein apne trading market ke trend ko follow kr ke apne trading ko profitable krna hota he
            • #7 Collapse

              Tredaing mai sab sy importent chez ap ki samjh hai agr ap jb tk soch samjh kar koi step nai othaye gy tab tk indecator ap ko koi help nai kar sakta kun k indecatr ap ko sirf ideas deta hai baqi sara kam ap ka apna hota hai k ap kos waqt ko sa step soch samjh k othati hai es liye mera khayal to yahe hai k indecatr k charkr mai parny k bejaye ap khud sy soch samjh k tread kary wo ap k liye zayada usefull ho ga.
              • #8 Collapse

                Sometimes it happens Ke Jab Hum indicators ghode ka trade karte hain toh D I'm a profit nahi hota volcanoes ho jata hai Kyunki sometimes indicators bhi theek nahi Rachel day
                • #9 Collapse

                  G han hamesha support aur resistance ko check ker ky hi trade open kerain agar ap just normal time main kisi bhi pair main trade open ker rehy hon tou but agar ap news time per trade kerty hain tab apko pending orders open ker ky trade kerni chahiay just indicators ko follow nehi kia ja sakta ky indicators time to time change ho jaty hain
                  • #10 Collapse

                    Dear ye to theek hai forex trading main waqiay koi bhi strategies or indicator 100 percent theek nahi hotay hamain har bar indicator nahi badlnay chiay hamain chiay hota hai forex trading main sirf 1 he strategy use karni chiay har bar or sl or tp daina chiay ta kay trade long term kay liay phasy na rahay
                    • #11 Collapse

                      Forex me indicator market ki move ke bad predict krty hn indicators se ap future market ki move nh jan skty lehaza ye sb indicator lagging indicator hoty hn buht se traders use bhi krty hn but me nh krta sb se easy aur profitable method patterns pe trading krna hy..
                      • #12 Collapse

                        Bahi forex trading mein indicators ko Smjna bahot mushkil hai is mein bahot zaida mehnat ki jaye tu hi indicators ko ap smj payein gay warna apko smj nhi aya ga indicators allways strategy binany mein kam aata hai
                        • #13 Collapse

                          Gee brother ma apki bat sy agreekron ga forex trading aik best online business hai indicator ka use krna ana chye prediction ko smjhen aor riak ko manage kr ky trading kren forex forumbest business hai.
                          Acha kaam achy daam
                          • #14 Collapse

                            Dear brother indicator Kay baray main aap nay sahi kah hay wo yeh nahin Batatay Kay wo ab kis tarf market nay Jana hay bus hum ko won't help kartien Hain Kay market ki movement kia ho rahi hay jis say hum apnay experience say anylasis kartien Hain Kay ab market kis taraf move karay ge
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              market mein bahut Syndicate available Hai Jiski wajah se Jab Koi Ek accha traders indicator ko use karta hai Toh Bahut Si problem main aa jata hai ye konsa indicator achha hai aur kaun sa bad Hai Kisko bhajan Kare aur kisko Woh join Na Kare

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X