Apki mehnat Mukhlis pann he apki kamyaabi aur nakaami decide krty hain.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Apki mehnat Mukhlis pann he apki kamyaabi aur nakaami decide krty hain.
    Dear members forex trading basically aik mehnat wala kam ha aur jaisa k apko pta ha keh koi bhi kaam ho apko wahan mukhlis dil se kam kren ga to ap mutmain bhi rahen ga aur apko kamyabi bhi mily gi is lia apko mukhlis pann aur apki mrhnat he apki kamyaabi aur nakami decide krti ha.is lia system aur members k sath mukhlis tareeqy se kaam kren. Thanks
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Apki mehnat Mukhlis pann he apki kamyaabi aur nakaami decide krty hain.

    g han hamain mhnt say hi hum kamyab ho stky hain aur hamain chahye is foruum main pahly learning karni ho gi ta k earn karein gay aur hamain market main enter hony say pahly is k rules ko follow karna ho ga aur har jeet tou sath sath hoti hai so hamain market main planing kar k hi hum achi earning ho saky gi aur hamain markt main learning kar k hi hum sucess hon gay
    • #3 Collapse

      Re: Apki mehnat Mukhlis pann he apki kamyaabi aur nakaami decide krty hain.

      forex aik worldwide online best profitable business hai js mein mehnat zaroori hai mehnat se sekh sa forex ko sekh kar samjh kar kartay han tu forex mein earning hoti hai learning nahin earning nahin forex mein hum kaamyaab hi tab ho saktay han jab hum ziada se ziada mehnat aur hardwork karain gey kiok mehnat aur hardwork kar kay learning knowledge aur experience hasil kar saktay han js se kaamyaab ho saktay han
      • #4 Collapse

        Re: Apki mehnat Mukhlis pann he apki kamyaabi aur nakaami decide krty hain.

        G han dear bro apki baat theek hai jb aap trading mein ziada mehnat krty hein tu apny target ko pany k liye hr hd tk jaty hein apny kaam ko honesty se krna aik successful trader ki nishani hoti hai kionkeh wo hr tarah se training kr k market se profit hasil krny ki koshish krta hai uski mehnat usko kamyab trader bnati hai.
        • #5 Collapse

          Re: Apki mehnat Mukhlis pann he apki kamyaabi aur nakaami decide krty hain.

          Agar ham ismein bhaijaan kamyabi hasil karna chahte hain To hamen bahut hi jyada ho sakta hai agar koi bhi member Hai ismein mehnat Karta Hai To usko bahut hi jald hoga
          • #6 Collapse

            Re: Apki mehnat Mukhlis pann he apki kamyaabi aur nakaami decide krty hain.

            Yes hamari work k sath honesty he hamari kamyabi ya nakami ki direction set karti hai, agr ham achi mehnat karyn gy to kamyabi ho gi warna loss he hamy bardast karna pary ga, forex ma loss har kisi ko hota hai, loss hony py b khud ko positive rakhna chahe, kiu k loss hamy sabaq sekhany ata hai, agr ham es sy kuch sekh leyn to loss phr loss ni rehta,
            • #7 Collapse

              Re: Apki mehnat Mukhlis pann he apki kamyaabi aur nakaami decide krty hain.

              g bhai jan ap ny bht achi baat share ki ha my ap ki baat sy agre karta ho hmy apni mhynat ko kbi ni churna chahiy zada sy zada mhynat karni chahiy jtna b kam kary gy mhynat kary gy quality ki mhynat kary gy to hamare mhynat kbi b waste ni ho gi
              • #8 Collapse

                Re: Apki mehnat Mukhlis pann he apki kamyaabi aur nakaami decide krty hain.

                Mere Aziz dosto ap ne right kaha hai keh hame mehnat bhi mukhlis hoo Kar aor dill laga katbkaam karna chahiey Jo keh kamiaab hone ke liey behad zurroori hai hame dosto hamesha acha work karna chahiey taa keh acha result mille aor ham trading me bhi kamiaab hoo sake .
                PRACTICE MAKES MAN PERFECT
                • #9 Collapse

                  Re: Apki mehnat Mukhlis pann he apki kamyaabi aur nakaami decide krty hain.

                  Forex ek aisa business hai jis main kamyabi hmari mehnat par or hmari kaam krny k tor or tarqiy par depends krti hai. Forex main Kaam krny wala koi Hui shkhs negative thoughts or negative behaviour wala ni hona chahye Q k agr koi bhi aisa shkhs jo negative khayalt ko apny pas rkhy ga wo kbhi bhi kmayab ni ho skta hai. Is liye apni motivation ko up rkhein or apni mehnat ko positive thoughts or behivour k sath jari rkhein.
                  • #10 Collapse

                    Re: Apki mehnat Mukhlis pann he apki kamyaabi aur nakaami decide krty hain.

                    G haan.dosto aap sahi keh rehy hain ke forex me me kamiyabi hamre oper diside krti hai ,agr ham forrx me achy anzdaz aur mehnatt ke sath apna kam saranjam dete hain tu hamen kamikyabi hasil hota hai agr ham laperwai ya jdbazi se kam krye hain tu hamen loss hota hai,dears ess pra hamen yeh chlta hai kamiyab ka raz ham per depend hota hai kis trah hame mrna hai aur kase krna hai
                    • #11 Collapse

                      Re: Apki mehnat Mukhlis pann he apki kamyaabi aur nakaami decide krty hain.

                      G han dear bro apki baat theek hai jb aap trading mein ziada mehnat krty hein tu apny target ko pany k liye hr hd tk jaty hein apny kaam ko honesty se krna aik successful trader ki nishani hoti hai kionkeh wo hr tarah se training kr k market se profit hasil krny ki koshish krta hai uski mehnat usko kamyab trader bnati hai ap jetna mukhlis imandari se kam karen ge utna he fayda ho ga.
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Apki mehnat Mukhlis pann he apki kamyaabi aur nakaami decide krty hain.

                        g dear sahi kha ap ne kamyabi k liye mehnt ki he zurart hoti hai lekin humein apni mistakes ko b kam krna hoga kun k forex aik online business hai iss ma mistakes ki koi jaga nhi agr forex ma jaga bnani hai to apni mistakes ko thk krna hoga jitni hum kam mistakes krenge apni trade ma utny jaldi kamyabi k chances hain agr hum se mistakes ho jati hain to koshish kren k apni mistakes se kuch seekhen aur ainda na krny ki koshish kren

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X