timing of a trade
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #226 Collapse

    trade ko laganey ki best timing jo he wo ap khud bi andaza laga saktey hai wesay meray khiyaal k mutabiq subah 5 am to 7 am shaam ko 4 pm to 7 pm aur raat ko 12:30 to 3 am timing per ap trade laga ker good benefit ley saktey hai en timing k elaava bi ap market check kertay rahye jesay hi ap ko benefit nazar aye ap us ko avail kerye
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #227 Collapse

      Forex kay kaam may timing ki bohat importance hai hum ko forex kay kaam may trading time dekh kay karne chahiyeh aur is baat ka khayal rakhna chahiyeh kay yeh time sahe bhe hai ya nhe trading kay leye agar hum nay trade kartay hoay galat time trade karde to bohat barra loss ho jaye ga
      • #228 Collapse

        forex trading ek aisa kam hai jo ham ksii bhi time kar sakte hai par ha ye sach hai ki apako sabhi time me agal alag prift milta hai is liye aapko jitana profit karna hai us hisab se hi forex trading ka time dekhan apdega aur aapko bahut mahenat to karna hi oadta hai forex trading me agar profi tkarna hai to
        • #229 Collapse

          yes,dear aap ne bohat achi bat kahi ha is thread main aur men app ki bat say agree karta hun forex k buisness main hamary liye time ki bohat zyada importance hoti hen aur haman time ko zaroor samny rakhna chahiye to phir ham ak achi kamyabi hasil kar sakan gy aur kamyab ho sken gy
          • #230 Collapse

            bilkul trading main hamaray lya timing buhat aham hain main samajhta hon k agar aap nay waqt pa trade nahi lagai tu aap opportunity lose kar jao gay aur market favorable sa unfavorable ki taraf move ho jay gi is sa loss bhi ho sakta hai
            • #231 Collapse

              DEAR forex main trading kartay waqt timing ki bohat importance hai agar ap sahi time par trading kartay hai tu ap ko profit honay k chance zaida hongay agar ap ni ghalat timing par market watch kiye baghair ap ni trading kari tu ap ko loss ho sakta hai.
              • #232 Collapse

                ok good me trade ki timing boht important hoti hai ,, ghlt time pAy trade lagny se ap ko boht nuqsan ho skta hai ,, ec liye trade lagny se phly ap ko market t///////////
                • #233 Collapse

                  different time par trade ka behavior different hota hy sham ko trade ziada hoti hy q k ziada log online hoty hen es k elawa news ka time bot important hota hy news k time ma ap ko bot soch samaj kir or news ko achi trah read kr trade krni partin hy
                  • #234 Collapse

                    ok good pehlay trade open ki to wo loss me bi jaa sekti ha .aap ko trade open kernay se pehlay bi wait kerna chaahiay ore trade close kertay huay bi wait kerna chaahiay [[[[[[[[[[[[[[
                    • #235 Collapse

                      trading aap k sahi timing pe trade per trade karne per depend karti hai agar aap theek time per trade karen ge to apko profit k chnaces zayda hojayenge and trading ka sahi time ka pata market ko analyze kar k lagaya jata jis se markets k trends ka pata chalta hai us k baad hi trading karni chahiye.
                      • #236 Collapse

                        ji ap ki baat bilkul thek hai trade me time ki bht imp hai market kbhi bhi uper ho jati hai aur kbhi bhi neche to hame market trend ko parh kr trade krni chaye take hum acha profit kama sake
                        • #237 Collapse

                          Timing ka bhi aik ahm role hota hay aap ki trading mai ye aap ko khud he plan kerna hota hay kay kub orkis time per trade kerni hay market kodekhty howay or kitny time mai is ko close bhi kerna hay ye sub aapki planing ka hissa hota hai.
                          • #238 Collapse

                            Forex market 24 hours open rehne wali market he aur ap is me kisi bhi time enter ho sakte hen lekin sham 5 se raat 10 baje tak market me movement baht ziyada hoti he is liye sham ka time trading ke liye best he.
                            • #239 Collapse

                              jee forex mein time bhi bhut depend karta hain achy trading k liya kyun k forex mein jo acha trader hain wo achy planing k baad acha time k wait karta hain kyun k agar hum wrong time mein trading karta hain tu per hum ko loss ki ziada chance ho skta hain iss liya forex mein hum ko us time trading karni chaya jab theak time ho aur mara khal mein pm k time mein hum better trading kar skta hain.
                                 
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #240 Collapse

                                yes, time trade ke leye bojhat important hy.agar ap ko time hi nahi pata tu ap right time pe right decision kasy le sakty ho.time se ap ko trade karne me asani rahti hy.ye ap ko loss se b bacha sakta hy.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X