Qismat ya Mehnat
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #46 Collapse

    forex mai mehnat zruri hai or bohat imporatnt bhi hai q k hum mehnat kren gy to e earn kren gy haan kismat ka bhi bohat sth hota hai wrna to kafi log apni kismat ki wjha sy e loss kr lety hian
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #47 Collapse

      main samjta hoion mehnat zada important hai kyun ke kismet kahbi kajhbi meharban hoti hai or knowledge or mehnat hemesha app kam kam ati hai mehnat ki waja se app hamesha successful hote ho
       
      • #48 Collapse

        Forex ka under mahnut chalre hai qismat ka wss main koe faeda nahe hai or mahnat sa he ap success hassel ker sakta gai or phir apko kesse baat ke twnsion nahe jo ge
        • #49 Collapse

          my vote goes to mehnat kiu k kismat kbi kbi hi sath daiti hai jab k mehnat hmare sath her waqt daiti hai aur allah kbi b kisi ki mehnat ki zaya nai krta us ka phal us ko mil kar hi rehta hai hard work hi insaan ko ek na ek din aisa muqam per poncha daita hai k insaan hairan ho jata hai
          • #50 Collapse

            dear forex tradeing aik aisa business hy kih jis mee mihnat karna boht zaroori hota hy is ko qismst ky haathoon mee dy kar aap mihnat na karien or forex tradeing ko learn na karien or apni qismat ko doosh deen is liy hamien mihnat karni chahaiey
            • #51 Collapse

              janab mery khayal main to forex main mehnat kam kerti hai pehly phir kuch or app pehly apni mehnat say is main kuch sekhin practice karin experience gain karin knowledge barhain phir acha work ker k kamiyab hoon or apni qismat azmain ...
              • #52 Collapse

                I guess k firstly n chiefly t0u mehnat hi bht zaroori hoti h..
                usi k bal py insaan ko kuch haasil hota h.
                agr mehnat na kia jaye tou Qismat sy b kuch nhn mila karta.
                haan ye h k jb mehnat ki jaye tou Qismat b sath deti h.
                ap k apny upr hi ye baat depend krti h k Qismat apka sath degi k nhn.
                Q k insan apni kismat khud banata h.
                 
                • #53 Collapse

                  Mehnat 2 zarori hai har kam main per is trading main qismat bhi chaljati hai , mehnat main is main zarori hai q k bina mehnat k ap kuch kam nhe kr sakty aur is mehnat k 7 , 7 ap ki qismat bhi ap k 7 ho jye to ap kameyab ho is trading main , per qismat hr aik k 7 nhe hoti , ap mahnat karo os mahnat k phal ap ko Allah Pak day ga zaror aik din,
                  • #54 Collapse

                    Sir Forex men Mehnat zyada important ha...aGr ap mehnat karen ge to ap successs ki taraf bar skte han...apko isko zyada se zyada time dena ha kam se kam din men 2 ghnte
                    • #55 Collapse

                      mere bhi forex forum ma mehnat inportant ha agar ap mehnat ni karo gay to ap ko us ka sila ni mile ga or mehnat sy he ap zayda learn kar sago gy is liye forex trading ma mehnat sy he log earn krte han qismat ma jo hota ha wo milta ha par mehnat sy insan namumkin ko mumkin bana deta ha
                      • #56 Collapse

                        Asalam O Alikum jee doston forex trading main indono ki zarorat hoti hai aap ki mehnat bohat hai aur apka trad learn bhi boht acha hai magar apki qismat sath na dey to phir to Allah pak se rojo karney ki zarorat hai
                        • #57 Collapse

                          My dear bro i think k Forex man Luck bi important han or hard working but agr ham is business man hard working kary ga to obviously Luck bi hamary sath hamary favor man aaye gi because kabi bi kisi ki hard working waste nai hoti us ko us ka Ajar Zaroor milta han.
                          • #58 Collapse

                            DEAR forex main qismat nai balkay mehnat zaida important hai q k achi ye business hai koi game ni is main ap jitni achi practice or learning karay gai uthn zaida profit earn karay gai...
                            • #59 Collapse

                              as per i knowledge forex trading me up and downs atay rehte hain.. mehnat apko karni hai us jaga jahan apko confirm ho kay yahan profit miley ga if u dont know this chances are k ap fail ho jao.. baki ap apna kam apni smjhdari se karo agay apki kismat kay lose likha hai ya profit.. lekn chances success k zada honge agar ap smjh jao is ko
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #60 Collapse

                                in forex trading qismat mehnat dono ahm hain agar profit fori mil jai to qismat aur agr loss ho jai to phir bhi qismat agar dair kay bad profit hasil ho to phir mehnat.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X