"What is the reason for your loss?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #46 Collapse

    dhekhey ager hum chaye to loss se bach saktey hai mger hum ulta h kaam kartey hai humari kisi ek mistake ki waja se humey loss ho jata hai is lie humesha planing se kaam karna chaye.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #47 Collapse

      Assalam o alikum ji bhai jaan baat ye hay kay forex trading main loss ki kuch reason hoti hay jesay kay lalach karna aur emotion pay qabo nahe pana aur aik ghalti ko bar bar karna us say ghalti say nahe seekhna in sab waja say loss hojata hay experience na honay say bhi loss hojata hay.
       
      • #48 Collapse

        forex bussiness me aksar yeh dekha gaya hai ke trader loss hota hai yaa to uske pass ka knowledge aur kam experince yea fir jada kamane ki lalach me yea fir overconfident trading karke loss hota hai.
        • #49 Collapse

          ge bhai forex ma loss ki kiye wajohat ho sakti ha lack of knowledge lack of confidence rugh wors strategy and planing your emotionallity ur less patience ur attitude and these factors maybe the reason of ur loss
          • #50 Collapse

            forex trading main loss honay ki bhut saari reasons ho sakti hain. sab se ziaada honay wali reason hai greed. insaan jis cheez main b greed karta hai usay loss hota hai. is k ilawa b kuch reasons hain jaisa k lack of knowledge, less experience, badluck etc.
            • #51 Collapse

              ager may apny loss ki reason btaou to yeh bohot bachpanay ki baat ho ge jo many hamakat ki hai lekin main reason jaldbazi hai bus is vja say many bara nuqsan kya hia bohot ziada
              • #52 Collapse

                trading main loss hone ki bohat si reasons ho sakti hai jese hardworker na hona,suffient knowledge na hona ya enough experience nahona in ki waja se ap ko loss ho sakta hai
                • #53 Collapse

                  Mairay khial main trading main loss ki sb say bri wja greed hay.Greed sey kbhi kbhi huge profit earn ho skta hey. Lakin hmen overall dekhna chahey k overall is ka advantages hen ya phir disadvantage. Men samjhta hon k overall is ka disadvantages hen. is ley hmen is sey bachna chahey.
                  • #54 Collapse

                    brother start main mare pass experience nai tha and na he maine demo main practice ke the issi waja se mujhy start main loss hua tha and than maine practice ke and apni mistake se bohat kuch seakha and ab acha profit earn kar raha hoin daily base par.......
                    • #55 Collapse

                      mai smjhta hoo k loss karne ki main waja ye hai k ham apni emoitions per controll nai krte aur lack of knowledge ho aur hmain practicx b na ho ye chnd wjoohat hain jin ki bina per hmain loss ko face karna parta hai
                      • #56 Collapse

                        mere khyal se ap ke loss ki sab se bari reasong apki market ke sath attachment nahona hai kun ke agar ap market ke sath attach ho kar market ko analysis kar ke trading karen ge to ap ko ka=bhi bhi loss nahi hoga
                        • #57 Collapse

                          I am new in the forex trading and I also have didnt face any kind of loss but I know the rrason oflpss of peoples in forex trading there are many reasons like lack of knowledge lack of experience no own thonk and having no abilityof decision taking.
                          • #58 Collapse

                            Q ke forex me profit and loss dono hoty hen or is me jo loss hota hy wo is liye hota hy ke jis se hame apni trade se achy se manage hi nahi ki jis ki main reason lack of knowledge about the pairs in which we are going to trade
                            • #59 Collapse

                              mujhe loss hone ki sabse bari waja ye thi ke maine lalach main akar zyada big lots open karna start kardi thi jiski waja se mera account wash hogya main apne bhaio ko yehi mashwara doga ke zyada big lot open nahi karni chaye
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #60 Collapse

                                Forex trading mein loss ki main wajha yehe hai k trader apny emotions ko control nahin kar paty ik acha trader wohi banta hai jo apny emotions ko control karta hai , emotions sab traders k liye buhat harmful hoty hain agar humain successful trader ban'na hai to hum apny emotions ko control karna buhat zarori hai .

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X