Forex trading men account jaldi wash kiun ho jata hey?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trading men account jaldi wash kiun ho jata hey?
    Dear brothers jahan tak mera khayal hey forex trading men 30 percent traders ka account bonus milay k bahd 1st week men hi eash ho jata hey iss ki waja yeh hey k kuch logon ko profit lenay ki bahut jaldi hoti hey iss liay woh 2 ya 3 trades akathi open kar letey hen aur jab sub trades loss men jati hen tu account wash ho jata hey
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex trading men account jaldi wash kiun ho jata hey?

    forex tradung main jab account jlad wash ho jain to is main hamari apni mistakes hoti hai jab ap jald bazi karte hain ya trading baghiar ananlyse ke karte hain to ap ka account wash ho jata hai.
    • #3 Collapse

      Re: Forex trading men account jaldi wash kiun ho jata hey?

      dear brother meray khial mn jaldi account wash honay ki bahot c wajoohat ho skti hn lekin iski main waja over trading hoti ha keun k kuch trader aik he time mn aik sa ziada trades lga detay hn aur jb sub trades loss mn chali jayn to jald he account wash ho jata ha
      • #4 Collapse

        Re: Forex trading men account jaldi wash kiun ho jata hey?

        Jo log stop loss Ho take profit ka use Nahin Karte UN logon ka account was ho jata hai jo aapko bhi chahie kya aap acchi Tarah Se Itihaas ke sath trading Karen
        • #5 Collapse

          Re: Forex trading men account jaldi wash kiun ho jata hey?

          According to the my point of view account wash hone ke sb seeBari wajah zyada se zyada profit Hasil krne ke lalch r jaldbazi ho skte Hain.agr koi bhi member soch samjh kr r saber se kam learning to shyd kbhi uska account wash na ho lkn agr apni mistakes ko repeat krte rahe ge to account wash hone k chance Hote Hain.
          • #6 Collapse

            Re: Forex trading men account jaldi wash kiun ho jata hey?

            Ager forex trading main apka pass acha experience nahi hai acha knowledge nahi hai tu ap boht se asi galt trades lagyo gy jis se apko loss ho sakta hai. is lia ap ko hemsha chahia k pahly perfect knowledge ly lain then hi ap is ko join karian real per. forex main ager ap lot size bara lgyo gy tu be apka account wash ho jaya ga. boht se log emotions aur greed main aker apna account wash karty hai.
            • #7 Collapse

              Re: Forex trading men account jaldi wash kiun ho jata hey?

              account wash honey ki sub sey bari bari waja yeah 2 sey 3 hai aik to ap ka traiding ko jald bazi main closs kar dena without balance ko recover kia .
              os k bad ap ko os k motlic ilam na hona riski traiding kerna .
              thred jo hai wo hai lalch aik profit k oper aik or profit kamney ki bori adat es sey door rhyai .
              information for Beginners
              Complete Forex Knowledge
              • #8 Collapse

                Re: Forex trading men account jaldi wash kiun ho jata hey?

                forex trading mn hamra accont islye jaldy wash hojata hy kun ky ham is mn lalach karty hn aur saber nhe karty aur is mn ham analysis kar ky bhi kam nhe karty jis ki waja sy hamein is mn loss hojata hy so hamein is mn lalach nhe karny chaye aur saber sy kam karna chaye
                • #9 Collapse

                  Re: Forex trading men account jaldi wash kiun ho jata hey?

                  Forex trading main humary account is liye jaldi wash hota hai k hun jaldbazi aur lalch karty hain is se hume loss hota hai aur is loss ko recover karny main jaldbazi aur lalch karty hain jis se humara account wash ho jata hai hume cahhye k khud ko lalch aur jaldbazi se bachain aur sabar se is main kam karain.
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex trading men account jaldi wash kiun ho jata hey?

                    bhai jan accout wash hony se sub se bari wajah yah hoti hai k jub hum apni trading ko bary rsik k sath karty hain or apni trading main stop loss set nahi karty hain jub loss hota hai tu account wash hota hai es liye aghr hum chahty hain k hmara ccount wsh an hho tu hmain apni trading main stop loss use karna chahye or small risk ks ath rading karni chahye jis se hmain mmasla na ho
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex trading men account jaldi wash kiun ho jata hey?

                      Ji han Sar aapane bilkul sahi kaha hai aapko Forex trading Mein aapka account isiliye jaldi was ho jata hai Kyunki aap trade Lagane Mein jaldbaji karte hain aur aap usmein Lalach Bhi Karte Hain agar aap usmein laalach aur jald Baji na karen to Aapka Kaun kabhi bhi wash Nahin hoga
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex trading men account jaldi wash kiun ho jata hey?

                        Forex trading main account wash un logo kaa he hotaa hai jinho je achay se practice nai ki hoti yaa jo log seekh ker kaam nehi krty account wash apki kisi najor ghalti se hotaa hai agar chotti ghalti ho to account wash nehi hotaa balkay kisi barri ghalti se he account wash hota hai
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex trading men account jaldi wash kiun ho jata hey?

                          pak forex forum mi account jldi wash ish liy hu jata hy kio kh hm soch smj kr trading nhi krty or loss mi chly jaty hn ish sy account jldi wASH HU JATA HY
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex trading men account jaldi wash kiun ho jata hey?

                            welcome to pak forex.bhai jaan pakistan forex pe satragal kar ke hum sub bonus hasil karte hay lakin tajurba na hone ki bina par hum apna sara bonus acconte khale kar dete hay forex pe treding karte huay.

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X