plannig and risk management
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #241 Collapse

    is main jo bhi kaam kia jay sub say phaly us ki planing ki jay phir us main jo bhi kaam karin us hi kay tahat karain jo plan kia gia ho or is main risk ko dakhty hovy bhi risk ko mange kia jay or is main daik kar kaam kia jay. forex trading kerney k liaye yeh dono cheezein bohat hi zaroori hain iss say humein achi incoem ko hasil kerney mein madad milti hai aur hum acha profit hasil ker saktey hain.
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #242 Collapse

      Hamain friends apney trading main planing or risk management dono ko use karna chheya is leya kayham in dono kay sahe istmal karnaysay he trading main zayada say zayada profit lay saktayhain or loss say b bach saktay hain .
      • #243 Collapse

        Forex men trading karne se pehle humen risk aur planning karne ki buht he important hai is lye humen chahiye k hum is business men thek tarha se trading karen aur in factors ko mind men rakh k trading karen.
        • #244 Collapse

          Planning and risk management aik behtereen trader banney ke liye bohat important skills hain . Agar hum achi tarha planning karen ge aur hamaarey andar bohat achi risk management skills mojood hain tou hum bohat zyaada loss sey bach saktey hain.
          • #245 Collapse

            yess..aap nay theek kaha..meray khayal say planning ki importance hai in a sense k aap mently tor pay prepare hotay hain ksi bhi situation ko face karnay k liye is liye planning zaroori hoti hai.. or kisi bhi business may planning kiye bagher kaam nhi kiya jaa sakta..jb aap planning karen gay tou aap ka mind prepare hota hai is tarah aap k goals set hotay hain then unhe easily achieve kiya jaa sakta hai..
            • #246 Collapse

              Planning boht hi zeroori he is business mein kunki ager plan k saath trade nehi kerien ge or risk lein ge to hum ko kafi loss hoga or ho skta he k hum apna trading account hi ura dien is liye hard work boht hi zeroori he is field mein or sab ko mehnat ker k hi trading kerni chahiye
              • #247 Collapse

                jb aap ki planing me apna risk management ko dekhty hian to aap ko yaha pay kesay kaam ko kya jae.jiss ka trading me jitna kum risk ho ga us ki trade utni he zyada save ho ge.
                • #248 Collapse

                  Assalam-o-Alaiqum, han bilku sahi kaha hai apne Forex trading me knowledge and risk management bohat hi zada zaroori hai jo k experience se ata hai or experience hard working se ata hai tou esliye hamain chaiye k apne end se saari mehnat krlain kaam pora karain or phir trading krain jisme hamain loss se bachnay k tareeqay pata hongay
                  • #249 Collapse

                    g ha sir hamy is business ma planing karni cahe ta k ham ek achy tarrder bn sky or apan aim b hasil kar sky is k liy har dwork ki tu zarorat parti hi ha lakin hamy experince or skill gain karna patrta ha sth sath...
                    • #250 Collapse

                      g han apne sahi kaha hamare pas loss se bachne k liye bht se options hn but ham use nhi kerte hn agar ham use kren to hamen bht asani hoskti he.
                      • #251 Collapse

                        jee han mery bhai ap ki baat bilkul theek hai k agar hamain is kam main kamyab hona hai to hamain planing ki bht sakht zrurat hai or haamin risk management or take or loss profit bhi anay chaiye ap ki advise bilkul thek hai
                        • #252 Collapse

                          mere bhi planning or risk management dono he bhot zarori ha is sy ap bhot kuch earn krte ho proper planning ap ko bhot kuch earn hota ha ap ko chaye k ap dil laga k kaam karo or risk ko door krny k liye proper work karo k bar bar loss na ho or ap earn karo without loss jo best ho ga pa k liye
                          • #253 Collapse

                            G han i think dono hi important think hain trading main planning or risk management bi q k achi planning kar k or stop loss ya take profit set kar k hi ap loss se bach saktay ho..
                            • #254 Collapse

                              indicators

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: funnybunny پيغام ديکھيے
                              planning aur risk management forex trading me boht eham chezyn hen in k through ap loss se bach skty hen ,, stop loss aur take profit risk management me help krty hen aur ap ka knowledge aur experiece he ap ko planning me help krta hai ..
                              apne bilkul sahi kaha ku ke hume koi bhi businiss mean ache se successful banta hai os mean humra tajurba or knowledge jse hum os mean best se best bante or forex trade markit ka bhi esa hi kuch hai....
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #255 Collapse

                                g bilkul main apke baat se agree krti hun achi planing our achi managment apko kise b business ko succesful bnane main madad deti hai hmesha trading ko achi planing se kro achi managment se kro to kbi apko loss nai uthana pare gai

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X