skills aham hotay hein ya aap ki qismatein ya phir aap ki knowledge?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #256 Collapse

    I think that in Forex trading knowledge, experience and skills are more important because Forex trading is a business not gambling in which luck can work. In Forex trading we should always depend on knowledge, practice and hard work.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #257 Collapse

      3eno chezen ahm hoti hai lekin ap ko isy sequence sy lykr chalna parhta hai aur kisi ak chez per belive rakh kr bhe is me kch nahe hy hmen 3eno chezon ko sath lykr chalna hai ab skills ho knowledge ho ya kismet jb ap ki skills achi hogi to ap ki knowledge bhe zada hogi jb ye dono chezen hongi ap ky pas aur ap trading krny jayngy to ap ko achi qismat ki bhe zarorat hogi usi sy ap ka ak acha result asakta hai
      • #258 Collapse

        dear friend ap nay ik acha sawal keya hay aur may ap ko batanan chahta hu kay yi teeno cheezo say he ap tradding ker saktain to ap ko yi teeno cheezy zariri hain so all three must hain
        • #259 Collapse

          forex trading my jabh ham ny faisla ker lea k crude oil, ya kisi ore cheze py karobbar kerna ha to abh profit ya loss ka inhisar us product ki market situation py ha jo k luck py depend kerti ha bhi trade my profit ya loss per efect hoti ha. volume selection hi profit ziada ya kam kerti ha. volume ko select kerna luck ha k kitna volume select kia.
          • #260 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: asadtheone پيغام ديکھيے
            mere hisab sa to aik trader ko sub sa pehle knowledge phir skills phir luck aur at the end of result in teeno cheezo ki zarorat hoti hai per aap ka kiya khayal hai?









            dear ap ny teno wo chezon k bhara ma bola hai k teno he important hai kiun k agar ap k pass teno ma sy eak b nai hai tu phir ap forex trading business ma kabhi kamyab nai ho sakhtye.
            • #261 Collapse

              Meri nazar main to jesa k main samjhta hun k hamari kismat k sath sath hamari skills bhi bohat acha kirdar ada karti hy hamari trading main ......................................
              • #262 Collapse

                ammmmmmmmm i think k ye 3ino chezen h important hai ye 3ino chezen h forex pak me important hai qismat jis se hum mun nahi mor sakten knowlegde jo hamarey pas nahi to phr kam kesa and skills h nahi ho ga hamarey pas to phr hum kam kese karen gy.
                 
                • #263 Collapse

                  bhai mery hisaab se tou trader k liye sbv se pehlly klnowledge ki zarurat hoti hai phir paractice aur uc k baad phir aap k ander uc ka ka skill ata hai phir at the end luck ki zarurat houti hai kiun k trading luck se kam knowledge se ziada chalti hai...
                  • #264 Collapse

                    forex trading my jabh ham ny faisla ker lea k crude oil, ya kisi ore cheze py karobbar kerna ha to abh profit ya loss ka inhisar us product ki market situation py ha jo k luck py depend kerti ha pehli baat to yah ha k agar admi k pass paisa ho ga to wo ziada investment ker saky ga. paisa kahan sy milly ga.;luck yeh ha k kisi zaraay sy mill jay
                       
                    • #265 Collapse

                      sab se zyada aham knowledge hota jitna ap market ko samjhte honge utna market ma bina dare kaam kareng ge aksar okaat market dar jane ki waja se bhi loss hota tha is ap sabar se kaam len
                      • #266 Collapse

                        I think skills and knowledge both are really helpful to get the success in forex for a long time, but some time luck works to get the success, to earn money, but we cannot depend on our luck all the time, so we have to develop our skills, and knowledge to do this business.
                         
                        • #267 Collapse

                          yaar mere khayaal mnay tou skills aur knowledge qismatun ka acha huna har baar nahi hota aur insaan cinfirmed nahi hota hay tou mjh nahi lkagta kay k qismat ka acha hona faida dayga skills zaroori hay
                          • #268 Collapse

                            forex trading my jabh ham ny faisla ker lea k crude oil, ya kisi ore cheze py karobbar kerna ha to abh profit ya loss ka inhisar us product ki market situation py ha jo k luck py depend kerti ha my bhi luck ka amaldakahl ha. pehli baat to yah ha k agar admi k pass paisa ho ga to wo ziada investment ker saky ga. paisa kahan sy milly ga.;luck yeh ha k kisi zaraay sy mill jay
                             
                            • #269 Collapse

                              sab liken knowledge par zyada depend karta hai... knowledge is power !!
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #270 Collapse

                                her cheez ka apna apna kam hota hay forex per ap pehlay is ki knowlage ki zarorat hoti hay us k bad ap ko skill ki zarorat hoti hay then phir jab ap in 2no say experience hasil kartay hein to trading mein agar kismat bhee sath day to double faida hojata hay.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X