why we can't control greed
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    why we can't control greed
    in my opinion greed is a part of modern life in a forex market we can earn more profit in short time,so accoroding to human,s nature we become greedyand try to earn more and more.the only way to control his greed ia by gaining expirence and knowledge in forex trading.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    ye har koi chata hai k wo jald az jald ammer hjaye kamyab hjaye lekin agr aik insan kamyabi ka raaz jan lai to wo greed se door hjata hai kamyabi ka raz sirf mehnat me poshida hai agr wo sachy dil se kam krega to usko mayoosi anhe hogi
    • #3 Collapse

      insaan shru sey he laalchi hy aur wo laalach main aa key boht ziada loss kar jaata hy forex jab tak aap greed ko control nahen karo gey us waqt tak aap is main kaamyab nahen ho saktey aap laalach main aakey over trading kartey ho aur loss bhe ho jaata hy is leiy greed sey bachna chaheiy
      • #4 Collapse

        aur wo laalach main aa key boht ziada loss kar jaata hy forex jab tak aap greed ko control nahen karo gey us waqt tak aap is main kaamyab nahen ho if somone need urgent money for somoe important work and want to generate money from trading then such person beecomes greedy
        • #5 Collapse

          please help me,I want do the better on this trade

          if you have suggestion,could tell me we will help you.
          • #6 Collapse

            greed comes when someone is in real need of money. if somone need urgent money for somoe important work and want to generate money from trading then such person beecomes greedy and can face loss.
            • #7 Collapse

              yar jahan tak mera khayal hai tou greed har insan ke fitrat mein shamil hai isliye isko mukammal tour per khatam nahe kia ja sakta
              • #8 Collapse

                G han mere bhai aap ne bilkul theek kaha hai greed ki waja se hum apna profit bhi loss mein change kar lete hai forex per trade karte hue humain greed nahi karni chahain aur apne experience aur knowledge se trade mein enter aur out hona chahain is se hum ek ache trader bun sakte hai.
                • #9 Collapse

                  mein apki bat se agree nahi karta kiunkay greed ek modern life ka part nahi hai.ye tou wo cheez hai jo ap ko chain se jeenay nahi dayti or ap is se sirf is tarah door hosaktay hain k jo apkay pas hai us mein khush rahain.jitni chadar hai utnay pair phailain.
                  • #10 Collapse

                    Greed yani lalach eik insaani fitrat ka jazba hai jis ko hum apne se alag nai ker sakte hain lekin trading ke doran lalach se humen bachna chahiye aur sabar se kaam lena chahiye
                    • #11 Collapse

                      Dear greed human nature hai jab insan k pass kuch thora any lagta hai to usy aur ziyada sy ziyada ki talab hoti hai , lekin greed karna hamesha he galat aur nuqsan dy hota hai , Forex mein loss ki main wajha greed he hai har trader ki yehe khwahish hoti hai k woh jald sy jald ziyada paisa kama ly lekin is greed sy unhy sirf nuqsan he hota hai aur woh profit earn karny k bajey apni sari investment loss mein kho dety hain greed ki wajah sy.
                      • #12 Collapse

                        daikhain aj kal har koi greed krta hai wo isilye q k aj kal sb ko bht need hai paiso ki tbhi sb jaldi krtay hain profit ki aur isi wajah se wo greedy hojatay hain control ni kr patay greed ko ye bhi ni samajh patay k is se hamain pehlay se zayada loss hosakta hai isilye chahiye k hum loss ko mind me rakh kar greed ko dor rakhain....
                        • #13 Collapse

                          forex business hume unlimited earning deta hai hum chart ko dekhte howe apni trade karte hain or us ko samjhte hain then market kab reverse ho jaye kuch pata nhi so hum zada money ki greed me bari lot lagate hain or market ka reverse ho jana hum bare loss ka samna karna parta hai forex me hume money management ka buht khayal rakhna parta hai warna hm apna account bhi wash kr sakte hain ager stop loss na laga ho to
                           
                          • #14 Collapse

                            Greed is now more common than ever it is part of our human being .. this is the basic problem thats why you will see any one to make profit as he make and as he can
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              us waqt tak aap is main kaamyab nahen ho saktey aap laalach main aakey over trading kartey ho aur loss bhe ho jaata hy is leiy greed sey bachna chaheiy.e har koi chata hai k wo jald az jald ammer hjaye kamyab hjaye lekin agr aik insan kamyabi ka raaz jan lai to wo greed se door hjata hay.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X