Do not a trade blindly without knowledge.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    ji haan forex trading me aapko kabhi bina soche samaja koi bhi trad nahi karana chaie agar aapne aisa kiya hai to aapko loss ka samna bhi kar na pad sakta haiaur aapko saara capital gawana pad sakta haiaforex trading kabhi blind ki tarah nahi hota haiaur nahi aage kabhi hoga aapko knowledge hona hi chaie uske liye tab hi aapko profit mil sakta hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      nahi ab aesi b koi bat nahi hai me thori bhot jitni b ho sake trading say pehlay analysis karnay ki koshish karta hon aur kam ko samjhnay ki koshish karta hon jiss ka mjhay faida hota hai.
      • #18 Collapse

        ji han bro bilkul main ap ki bat se agree karta hon k humey andha dhun trading nhe karne chahie kyun k kabhi kabhi to humey is main faida ho sakta hai par zaida tar andha dhun ki howey trading humey kafi nuqsan pohancha sakte hai yani humey kafi loss ho sakta hai
         
        • #19 Collapse

          It is not forex trading it is about all business k ap jb ap koe bhi kaam shuru krnay say phlay us k baray ma information collect krni chahye and then us ko start krna chahye and forex trading aisa business hai jis ma withhout knowledge and experience you never earn a lot and not become a good trader
          • #20 Collapse

            Forex mein jab tak ap proper knowledge aur acha experience hasil nahin kar lety achy trader nahin ban sakty , humain Forex mein successful hony k liye knowledge aur experience ki buhat zarorat hoti hai without knowledge aur experience k koi bhi success hasil nahin kar sakta.
            • #21 Collapse

              bande ko har kam karne se pehle us pe command hasil karleni chahiye take age jake use mushkilat ka samna na karna par sake issi se wo mushkilat ka muqabila bhi karsakta hai aur bohat kuch seekhne ko milta hai jo ke us ke kam me madadgar bhi sabit hota hai.
              • #22 Collapse

                Yes you are probably right. at that way we will loss our since. first make yourself more acknowledge, and know well about forex, and watch market in real, and see the best signal. then you can trad and will get good profit. other wise chance to loss your account
                • #23 Collapse

                  ap ki bat se agree karta hon k humey andha dhun trading nhe karne chahie kyun na kia karain is say aap ko lose bhi ho sakta hai aap ko chahiy kay aap aachay say k kabhi kabhi to humey is main faida ho sakta hai par zaida..............
                   
                  • #24 Collapse

                    jee haan jab tak aap ko knowledghe nahi ho tab tak aap trade na kare chahiya khch bhi kune agar aap bagir knowledge ka tradekare tu aap loss karwaye ga is liya phala knowledge la le phir trade kare
                    • #25 Collapse

                      Bilkul apko forex trading ko start krnay say pehlay trading knowledge learn krna important hain or is k bagher without learning agar ap trade krtay hain to apko uska loss hota hay or ap apna capital loss krdetay ho or baad me forex ko blame krtay ho jab k is me sara Qasoor sab apki mistakes hain .
                      • #26 Collapse

                        mein ager aapne baat keroon to trae open kerne se pehle ub poore tarah market ko learn kertee hoon uske traend ko samajhne ke koshesh kertee hoon previous charts ko watch kertee hoon uske baad he mein koi bhe trade apne amount ko dekh ker open kerte hoon
                        • #27 Collapse

                          trading nhe karne chahie kyun k kabhi kabhi to humey is main is ki learning kerein then aap is mein enter hon q ke jab ap ko is mein kuch ata hi nahi hoga to aap is mein kasie kaam kerein faida ho sakta hai par zaida tar andha dhun ki...................
                           
                          • #28 Collapse

                            Yes brother ap nay bilkul theak kaha blinding trade karna theak nae hay ager hamy trade lagaty waqt ye he nae maloom kay trade kis direction may lagana hay to loss he ho ga so we should not do this type of things i would blow up our accounts
                            • #29 Collapse

                              g haan eak baat yaad rakhiye ha agar ap kay pass forex trading kay baray mein knowledge nai hai ya ap forex trading kay baray mein nahi jantay to please ap is buisness mein bilkul work na karen kyun kay yeh work un kay liye hai jo experienc erakhtay hen agar inexperience walay forex trading karen gen to lose hoga,
                              :cool: Friends comment acha laga hai to Thanks pe Click kar De...!
                              Thanks in Advance
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                yeah it is better to start work with having some knowledge otherwise it will let u in lose ..... is liye ksi b kam k liye pehlay us k baray may janna zrori hay

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X