Forex Main Learning ki madad se trader knowledge,experience & skills hasil karta hai.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #751 Collapse

    Yes of course my dear bro Forex business man learning ki help sy trader experience, knowledge or skill's get krta han or phir woh in k throw is business man bohat hi handsome earning gain krta han or woh is business man kafi professional person bi ban jata han.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #752 Collapse

      ye bat hundred percent right ha k learning ki madad sy hi hum experince hasil kr sakty hain.trading k liya zarori ha k hum apna interest develop krain is sy hamara experince bhi barhy ga or hum ziada sy ziada knowledge gain kr skyain gy
       
      • #753 Collapse

        Sir bilkul aysa hi hay agar aap kay paas backup hay 10 usd ka or aap ya socho kay aap iss ki madad say aik din may 100 usd kar lo gay to ya sirf khaam kyali hi hay iss kay ilawa kuch nahi hay. quen kay aik din may 100 usd karnay kay liya aap kay paas kam say kaam backup 10000 ka hona chahiya.
        • #754 Collapse

          Yes you are right . Bohat sey log forex trading mein yeh soch kar aatey hain ke hum bagher zyada mehnat kiye bohat zyada earning kar lenge . But aap ko achi earning ke liye sab sey pehley forex ki knowledge karni hogi . Aur experience chahiye hoga aur aap ke andar yeh kaam karney ki skills honi chahiye tab hi aap achi earning kar saken gey.
          • #755 Collapse

            jitni learning ho ge utny hi hamary skills behter houn gy is sy hamari trading bhi ziada ho ge or of course hun earn bhi ziada kr sakain gy.......................
             
            • #756 Collapse

              app ki baat hundard percent teek ha kyun kay forex aik buhaat vast qisam ka field ha jis main har roz aur trade say app seektay hain aur naehi baatain aur skills samanay ahti hain jin say hamaray elim main ezaffa hota haapp ki baat hundard percent teek ha kyun kay forex aik buhaat vast qisam ka field ha jis main har roz aur trade say app seektay hain aur naehi baatain aur skills samanay ahti hain jin say hamaray elim main ezaffa hota ha
              • #757 Collapse

                ur agar pa is baat say mutafiq hain to ap aj hi mujhe say rabta karien main ap ko batao ga kay ye forex kia cheez hoti hay ap zaror use karien mujhe yaqeen hay ap ko bhut hi dilchassb lagy ga ye forum jinho nay banay hay unho nay kafi mehnat ki ho gi ur jo kuch unho nay kia hay wo hama.............
                • #758 Collapse

                  ji bilkul kafi loog esay hain jo lalach karty hain aunki yihe soch hoti hai k wo rat o rat ameer hojai gay . mei aun logo k lea yihe kehna chahogi forex mei rat o rat ameer tu koi nae hosakta forex mei sabur ki bth zyda ehmiyat hai . aur fore xmei wohi ameer hota hai wohi kamyab hota hai jis k pas knowledge experience aur basic skill hotay hain .
                  • #759 Collapse

                    g han g ap ne bilkul theek kaha hai is main jab log aty hain to wo yeh sochte hain hum bohut jald ameer ban jaye gayen lekin jab trade krte hain to pata chal jata hai k ameer kesy hote hain.
                    • #760 Collapse

                      G han forex main learning ke madad say ham apna knowldge oar expirence increse kar sakte han oar forex par behtar trading k leye hamen in sy madad milte ha
                      • #761 Collapse

                        dekhiye agar aadmi ko forex me bussiness karna hai to usko chaiye ke wo forex ko sabse phele kiisi professinal ke pass sikhe samje uske baad demo me practise kare fir live trading shuru kare wo bhi daily news dekhkhe trade kare to jada better hai.
                        • #762 Collapse

                          Agar apko successful hpna hai to learning is very important. . Is k bghair ap k pas na skills hon ge na hi experience. . Jo traders bghair kai learning k kam karte hain woh zada tar nakaam hi hotay hain. Khud hi btain ap k aik bnda jab tak ksi chez kbaray m jan na le woh kese kam kr akta hia uspr
                          • #763 Collapse

                            ji han forex mai profti aur success keliye jo cheez matter karti hai wo learnings hain kiu kay forex ko learnings kay baghair bhi start kia ja sakta hai is liye aksar log learnings ki taraf nahi jatay aur bas chahty hain profits hu jaye laikin aise logo ko hi phir loss ka samna karna parta hai
                            • #764 Collapse

                              g han forex ma agr hum learning ko apna daily ka kam bana ly to knowledge,experience,practice or skills isi ki waja sy hamary pass ajy gi but iski learning py ziada time dena hoga ya sub kuch hasil krny k lia
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #765 Collapse

                                yes friends apne bilkul sahio bat kahi hai forex main jo log new aty hai wo yehi samajty hai k hum ab ameer ho jay zayada dollars kamay gay lykin iasa nai huta kun hum ko is business ka koi knowledge hai is liy on logo sy request hai pehly forex ko proper seekhy phr is ko join kary phr ja k ap kamiab ho sakty hai
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X