Bearish engulfing knsa pattern hota hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Bearish engulfing knsa pattern hota hai
    Kia koi member mujay bata sakta hai kay forex trading main bearish engulfing knsa pattern hota hai.
    Or secondly aap ko batana chata hun.
    Kay jitna tak mera knowledge hai bonus account per trading kar kar kay. Us main pata chalta hai is pattern main aap kay lain kay.
    Bullish senerio jitni bhi candle ka bana hota hai. Sara aik he candle main bearish ho jata hai. Is tara ki moment ko
    Bearish engulfing pattern kaitay hain.
    Agar aap kay pass izafi knowledge hai to zaroor share karain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    my dear trading fellow forex main bearish engulfing pattern wo hota hai jab market main up trend ho chahy long ho ya short ho our jes time frame main app trade ker rahy hon us main ager bullish candle ko bearish candle engulf ker rahy to us ko khety hain
    • #3 Collapse

      main to first time app say sun rahi hoon main candles series parh rahi hon par abhe tak ye pattern parha hai our us main kafi hain doji hai inside hai oru main pin bar kafi famous pattern hain our us man ager app trade karo to kafi profit diti hai
      • #4 Collapse

        Dear bearish engulfing waqiay jo aap ne batya hai usi tara ka pattern hota hai or aap ko pata hona chiay kay is tara kay pattern main jab ham trade lagatay hain buy ki to stop loss daina chiay kiun kay bearish engulfing bot zada risky hota hai agar stop loss na laga ho to account blown off honay kay chances zada hotay hain.
        • #5 Collapse

          Re: Bearish engulfing knsa pattern hota hai

          g ha ap ne buhat acha sawaal kiya hy men bhi ap ki is baat par egary karta hun enguflingjo ap keh rahy hy us ka ek hi patran hota hy jis ka ap ko pata hona zaruri hy k jab bhi ap us men trading karty hy to ap ko us ka stop loos bhi dena hota hy ta k ap ko koi loos na ho saky or is liye ap ko apny acount ka changes bhi nkarwana parta hy
          • #6 Collapse

            Re: Bearish engulfing knsa pattern hota hai

            market main buy aur sell pattern ko use kar k hi trade karni ho gi tab hi hum sucess ho sakty hain aur hamain planing kar k hi hum sucess hon gay aur hamain is forum main bi greed ko aovid kar k hi hum achi trade kar k hi hum trend ko use kar k hi hum achi trade karien gay aur hamain buy aur sell kr k hi hum achy say trade karny main b i asnai ho saky gi it is best job
            • #7 Collapse

              Re: Bearish engulfing knsa pattern hota hai

              pattern ko use kar k hi trade karni ho gi ta k earn karein gay aur hamain pis fourm main kam karny k liye learning karni ho gi ta k loss km ho sakty hain aur is main analsye kar k hi trade karni ho gi tab hi hum real main bi trade karny main bi asani ho saky gi aur hamain is forum main bi enter hony say pahly is k bary main learning karna ho ga ta k earn karein gay
              • #8 Collapse

                Re: Bearish engulfing knsa pattern hota hai

                hamain market main planing karni ho gi ta k earn karien gay aur is forum main trned ko use karna ho ga aur is forum main information achi ho gi tab hi hum run karien gay aur pattern ko use kar k hi hum real main bi trade kar k hi hum real main bi trade kar skty hain aur i sforum main bi greed ko avoid kar k hi hum achy say trade karny main bi asani ho saky gi
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Re: Bearish engulfing knsa pattern hota hai

                  candle stick pattren ko achy sy samaj kar is main mehant sy kam karna chahey pher hi ham kmayab ho sakty hain or acahh pasia kama sakty hain ham is main out off balnace account bana kar be kam kar sakty hain yai aik asa business hain jis main kam karny ky liye hamy kisi be office jany ki zarort nahi hoti ham apny gar beth kar is main kam kar sakty hain

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X