Real Trading Account Ki Kiya Galtiya Hain?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #946 Collapse

    demo account mai hmain loss ka pressure nai hota kiu k us mai na hmain loss hota hai na profit hota hai is liye hmain us mai profit ho jata hai lakin jaise ham real account mai jate hain us mai hmare per ek pressure hone k sth sth kuch knowledge mai kmi aur current market situation ki khbar na hone ki wja se loss ho jata hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #947 Collapse

      Bhai jaan jaha tak me sajahta hon hume real account me sakoon se trading karni chayye agar hum is kaam me thori si bhi mistake karen ge to hume sirf o sirf loss ka hi saamna karna pare ga.....
         
      • #948 Collapse

        bai hamen demo account par buhat zyada sekhna chahye jis sa hamari mistakes khatam ho jati hn or is waja sa hum phir real account ma thek sa trade kar saktay hn or ma b real par ab mistake ni krta hn
        • #949 Collapse

          if you did not practice in demo account you face the loosing of your money..or bina soche smjhy trade lagate hein is lye unko loss hota hein or wo nuksan uthate hein kun ke mrket ko proper understnd krne mein wkt lgta hein..........................
          • #950 Collapse

            Assalam o alikum ji janab baat ye hay kay forex forum main jab tak kuch traders demo account pay practice kar rahay hotay hain to achi trading kartay hain but real account main loss kar jatay hain wo is leay kay real account main ghalti ki koi gunjaesh nahe hoti hay aur real account ka apna aik pressure hota hay is leay bhi loss kar jatay hain traders
            • #951 Collapse

              asslam oa likum dear's yes dear real account ma mistyake karna bohat bare bat ha is liye humy chaye hum pahly demo trading akr lyu jab kafe expert ho jay tab humy real account ma trading satrt akrne chaye.
              • #952 Collapse

                Dear forex market me her trader se mistake ho he jati hai real trading se but agr experience and knowledge ziyada ho to forex se bohut achi earning ho sakti hai or forex market me career build ho sakta hai
                • #953 Collapse

                  jee ha bhi jaan ap nay theek kahe ahy aur may ap ko batnana chahta hu kay forex tradding ay demo may admi per preasure nahe hota is leyi loss say nahe darta aur real may real may us ka loss hota hay to is leyi wo loss he kerta hay apni dar ki wajah say
                  • #954 Collapse

                    dear mistakes se he insan seekhta hay agar mistake nahe hogi to phir lesson kesay mily ga aik acha trader wahe he hota hay jo apnay mistakes se sabak seekhay aur apni mistake ko repeat na kary
                    • #955 Collapse

                      i think reason yh hoskata hy k wo demo account per serious ho ker practice nai krty qk unhny pata hy demo account per loss n profit ka chakkr to hy nai isliy wo is ko light layty hy n normal way mein practice kerty hy jabhi wo really account per trading k bad loss mei rehty hy....isliye un ko chahye k wo demo account ko bhi reall account smajh ker hi practice karain dil laga ker takay reall account per achi trading ker skay n acha pr0fit earn kersakay........
                      • #956 Collapse

                        dosto forex pa trading krta hua trader ko bht sa phases sa guzarna parta ha sab sa phla phase hota ha training ka hota ha us k bad real account ki bari ati ha ap ko real account ma b as a new trader he inter hona hota ha jisa ap ko kud ko is bat pa tyar krna hota ha k ap ko loss b ho sakta ha trading ma..
                        • #957 Collapse

                          agar mistake demo account me ho to khair hai lekin agar real account me hojaye to wo loss he loss hai kiun k market ko jan ny k liye bandy ko thora time or sath sath practice ki bhi zarurat hoti hai....
                          • #958 Collapse

                            ji bilkul ap thek keh rahe hain.. iski yihe reason hai jab koi b new trader demo account use kar raha hota hai tu wo bina daray trading karta haii... learning aur practice k tur par demo account use karta hai ... aur jab real account mei ata haii.. tu ausko loss hota hai kafi problem face karni parti hain... meri advice yihe hai jab b demo account use karen tu yi soch kar karen hum demo nae real account use kar rahe hainn... learning tu karni must haii but confidence mei hona lazmi hai
                            • #959 Collapse

                              G HAN REAL ACCOUNT ki mistakes zeda tr ye hi hoti hian k aap market k time k mutabiq nahi chalty...market k rates kbhi b ups and down ho sakty hian tou hmy carefull rehna prta h ta k koi loss na ho jay
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #960 Collapse

                                Real trading account main dosto hamain mistakes saybachna chheya is leya kayin sayhamain loss hota ha or is ko apney trading main kam say kam karain or in par work karr kayin ko apney trading say khatam karain .

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X