Forex ke hawale se galat fehmi
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex ke hawale se galat fehmi
    forex ma jab koi nya trader dakhil hota ha to woh market se la ilm hota hai or woh is la ilmi ma kuch galt dicision leta hai or us ko khud per kuch zyada hi aitmad hota hai ke woh yeh kam assani se kr skta hai jis ki wajah se use bhri loss ka samna krna prta hai.
    Islamic Books Blogging Tips
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    isi liyee kehtay hain k khod par aitmaad honaa chahiyee Magar over confident naa honaa Chahiyee,Forex main hameshaa wo Trader nuksaan kartay hain jo Thori si learning Karnay K baad Samajhtay hain k unhoun nay forex ko taskheer Kar liyaa,har chez main time lagtaa hai Sekhnay main Bhi acha khasaa time lagtaa hai jis nay pehlay kuch Arsa profit loss Ka Sochay binaa Sirf learning par zoor diyaa wo forex main Apna future bana Saktaa hai
    Mind Is like A Parachute - It Is Useful only IF Open
    • #3 Collapse

      issliye kahthy kay apnay ap inta trust bhai kary ap may say bhot say log thore bhot knowledge hasil kar kay apony apko bhot usdat samjhthy hay isslye humy chye kay hum pore knowledge hasil karnay kay bad hi forex ko join kry losse ki surat may ap forwx par blame karthy hay ..............
      • #4 Collapse

        bhai jan mai ye kahna kay...insan ko ye kehna nahi cheye kay ye kam wo kam bhut asan hai...insan ko khud par itmad hona cheye kay wo kia kar sakta hai our kia kar kay dekta hai..is say he insan trading mai kamyab hoskta hai....
        • #5 Collapse

          g han apne sahi kaha he k apne par etmad karna chahiye lk enta nhe karna chahiye k ap bhot bare loos ka samna karo balke practice karni chahiye.
          • #6 Collapse

            yes dear bhut se traders aise hite hai jo trading start karne se pehle market ko watch nai karte hai or trading start kar dete hai jis se jab market down hoti hai to un ko loss hota hai phir emotionals ho jate hai
            • #7 Collapse

              forex k hawaly sy ghalt fehmian to kafi hoti bhi hain or nahi bhi jab tak k hum esy khud sy azma nahi laity or es pr work kr k nahi daikh laity humen es sy tab tak satisfaction nahi ho jati
              • #8 Collapse

                mere khyal main to aaj tak koi kaam asea nhi hyjo insan ko asaan ye mushkil laga ho kum ke aaj tak jitni bhi taraqee hoi hy wo insan ki badoolat hi hoi hy or ye allah ka karam hy ke hum sab insan hy kaam koi bhi muskil nhi hota ye insan ki neeyat hoti hy jo is k asan ye mushkil karti hy.
                • #9 Collapse

                  kuch logn ko galat famhi hoti hea ka ya bht e easy business hea esi liya jan wo trding shuru karta han na to un ko shuru ma e kafi loss bear karna parta hea
                  • #10 Collapse

                    dear forex start krne se pehly khud per itmad krna boht se zaroori hai khud per itmad hona chahye or itamad ke sath experience or knowledge bhe hona chahye
                    • #11 Collapse

                      g han mery bhai aap bilkul theek keh rahy hen men ap ki is bat sy mukammal tor par agree karta h forex trading business men kuch traders ye sochty hen ky ye boht asan business hy is business sy hum boht easy profit hasil kar sakty hen to mery bhai ye difficult business hy success hasil karny ky boht zayada mehnat krna parti hy
                      • #12 Collapse

                        g han aksar asa hta ha ka jo bhi is trading ma new hta ha ha us ko market trends ka bara ma nhi pta hta ha opr wo wasa hi market trends kop read kia bigar hi trade kar data ha keo ka wo samjhta ha ka forex ma trade kar ka pasa kmana aik bht asan kaam ha jab ka asa nhi hta ha forex trading ma gar aap kamyab hna chahta han to ap ka lia zrooi ha ka aap market trnds ko deekhta hua trade kra taka aap ki trade kamyabho ska or aap is sa ziada sa ziada profit earn kar sako .
                        • #13 Collapse

                          Forex trading kayhawalay saylogon maindosto bohat sarey galat fahamyain paye jatey hain ya sab on logon keyForex tradign main knowledge key kami ha or is wajha say wo log ya samjhatay hain kay is main sirf hamara paisa he zaya hota ha or is mainha main kuch nhe milta .
                          • #14 Collapse

                            mery bhai is menhamen best kam lgat han to posting ka han keu ky hamen posting men knowledge mlta ha n is le ya jis ky baren men hamen inform ni hota hamen us ky baren men pta chal jata han
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Yes friend bohat se log forex trading ko easily samaj kar enter ho jatay hain lekin wo market k analysis se waqif ni hotay or apnay ap ko over smart samajnay lagtay hain jis ki waja se unhain big loss ho jata hain.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X