zayada lot ka laluch loss krata hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    zayada lot ka laluch loss krata hai
    Friends kae baar aysa hota hai k humren forex se axha profit ho raha hota hai to hum aur profit ki laluch main bari lotd lagana churu kar dete hai jis hamare trade ki zara si bhi ghalt movement pe humen bahot sara nuksaan اuthana parta hai is liye trade pe zayda laluch na karen
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    dear forex trading ek extremely risky business hay, is mn jahan boht ziada profit hota hay wahan boht ziada loss hony ka bhi andesha rehta hay. so jo traders bhi bari lot size mn trades open karty hn un ko hamesha boht bary loss kay liye bhi tayyar rehna chahye
    • #3 Collapse

      Dear forex trading main aik term money managmnt ki hy jo trader money managment ko sakjhty hn wo hamesha apna depodit ko daikh ker lot lagaty hn, deposit kum ho aur lot badi ho to ap ka account secure ni rahy ga aur wash ho jai ga ager hum lot account size ko daikh ker lagain ge to account safe rahy ga
      • #4 Collapse

        Bhai jan aik bat zehn me pakki pakki bitha leni chahiy k kuchh bhi ho jay lalach me prr kr lot size bara nai krna, doosra kbhi bhi markete movement pe apni study aor analysis ko hatmi mat samajhna, 3rd hmesha safe side rakh kr trades lagana ta k kbhi bhhi loss ki surat me khud kko kosna na parry aor jo earning forex se ho rahi he us se hath na dho bethen
        • #5 Collapse

          Ji haan Jab aap Zyada laalach karte hain Khwab Zyada Badi lot size use kar lete hain aur Iss Tarah Jab zada Badi lot size ko use Kiya jata hai phir aap ko Zyada loss bhi ho sakta hai isliye Apne koshish karni hai ke medium lot size ko use kar ke kaam karna hai
          • #6 Collapse

            Kehte hain lalach burri balla hai. Jo log jis field me bhi lalach kerte hain unko nakami ka samna kerna parta hai. isi tarah forex me bhi lalach burey anjam ka bais banti hai. forex ko seriously deal kerna chahiey aur lalach se bachna chahiey.
            • #7 Collapse

              trading k 2 basic rules hain lalach nahi krna aur sabar krna aur phr aap hamesha kamyaab rehein gy.
              • #8 Collapse

                From trading business aik risky business hai or her business risky hota hai or her business me earning ziada short time me ker lena ka peoples ko lalach b bohat hota hai or isi terha traders ko specially new traders ko jaldi se ziada earning ka lalach hota hai jis me woh big lots me trading kerte hain or phr result jald bazi ka losses ki soorat me milta hai to avoid kere big risk ko or capital ko dakhte hue achi analysis k sath trading kere or khud ko losses se bachaye.
                • #9 Collapse

                  aslam o alikoum dear friend aap teak kaha rhy hain kay zeada lot ka zeada nuqsan hai agr market main zeada moving ho jati hai too aap ko lot size zeada ho nay ke waja say loss ho sakta hai es laiy her trader ko chahaiy kay wo lot size kam kai kray
                  • #10 Collapse

                    ji han bhai jan ager ap lot size zyada lgaen gy to saf zaher hy apka account wash ho jayga.isliye forex men lalchi bnda khbibhi kamyab nh ho sakta.jo forex k asool per amal ker k ham oloss sy bach sakty hain.
                    • #11 Collapse

                      g han bilkul zeyda lot size ko use kar key trading karny se big loss be ho sakta hay trading business me high lot size use karna hi lalach hota hay trading me greed ya lalach kabi be nahi karna chaye.
                      • #12 Collapse

                        G han ap ki bat bilkul theek hay is may koi shak nai k bohat se trader aese hote hay jo kaam profit par khush nai hote aur mazid se mazid tar ki lalach may rehte hay aur isi chkar may apna loss kar bethte hay aur apna hasil karda profit bhi zaya kar dete hay jab k humay aesa nai karna cahiay balky munasib profit lay kar lit closs kar deni cahiay
                        • #13 Collapse

                          Es mai koi sku nahi k forex market ki earning bohat zada hai likan age ap Es market mai Lana h kr Kay big lot ko select krtay ho tou ap ko profit nahi ho gy ap ko loss he ho gy. Es lye ap jab bhe market mai trade kray tou emotion aur Malachi ko control kray aur profit hasil kray.
                           
                          • #14 Collapse

                            Es mai koi sku nahi k forex market ki earning bohat zada hai likan age ap Es market mai Lana h kr Kay big lot ko select krtay ho tou ap ko profit nahi ho gy ap ko loss he ho gy. Es lye ap jab bhe market mai trade kray tou emotion aur Malachi ko control kray aur profit hasil kray
                             
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Patience is basic key to success.. forex trading main patience bahut zaruri hai..new trader ziyada earn karny ki lalach main trade size account ki worth sy ziyada lagaty hain..jis ki wja sy un k account wash ho jata hai.. aur wo forex trading main fail ho jaty hain..

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X