Forex hedge kya ha
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex hedge kya ha
    hadging bhi loss ki aik suret ha issi trade ko hedge krne ke liye aap ke pass techniques ka hona lazmi ha yani ager ap ni buy trade lagai ha or markete aap ke against chali jaye to ap is ke sath sell trade bhi lga de jiye or buy se ap ko loss ho ga to sell se aap k profit ho ga.
    Islamic Books Blogging Tips
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Hedge aik bohout acha option hy lakin bohout dangerous be hy, Hedge krny ke leye aap ko technically faculty use krni ho gee agr aap baghir soch samjy apny funds ko hedge pr lagaty hyn tau aap ke leye problem ban jahy ga aap phans jahyn ga aap koi be decision krny ke qabil nahy rahyn gy, Hedge aik proper market ko dekhty ho market ko study krty howy krni chaheye otherwise heddge is dangerous with my opinion you should practicing first on demo account and then apply it on real.
    • #3 Collapse

      Hedging ka forex main bara role hai kun keh agar hum se ghalt trade lag bhi jaey to koi preshani ki zaroorat nahi hai aur hum easily trade ko hedge kar saktey hain aur is tarah account ko bary loss se protect kia ja sakta hai. Negative running trade kay against trade ko hedging kehte hain.
      • #4 Collapse

        hedging ka matlab hai kay ap aik hi pair ko same price par buy aur sell kar lain phir agar wo kisi directions mai bhi move karta hai tu us side ki profitable trade ko close kar dain aur jab wo wapis dosri side par jaye tu pehli trade ko bhi profit mai close kar lain laikin is kay liye technical strategy ki zaroorat hai aur har koi isy perfectly nahi kar sakta
        • #5 Collapse

          Hedging ka forex main bara role hai kun keh gaar hum se ghal5 trade lag bhi jaey to koi preshani ki zaroorat nahi hai aur hum easily trade kohedge kar saktey hian aur is tarah account ko bary loss se protrct kia ja sakta hai. Negative runnig trade kay against trade ko hedging kehte hain.
          • #6 Collapse

            dear dekho hedging jab hoti hai jab hum market kahin ghalat order laga dete hain or humara order phas jata hai matlab humain loss hota hai or aap order ko ko khatam nahi karna chahte toh aap 2sra us ke opposite order lagodo ese kehte hain hedging
            • #7 Collapse

              bahi forex main hedge yeh hay kay ap apny account pay aik he time main do opposit order laga daty hain to us ko forex ka hedging kehty hain kay agar market buy main jati hai to ap ko buying say profit hota hai aur agar sell main jati hai to ap ko selling say profit hota hai
              • #8 Collapse

                In forex some options are good for traders and some dangers and Hedging ka forex main bara role hai kun keh agar hum se ghalt trade lag bhi jaey to koi preshani ki zaroorat nahi hai aur hum easily trade ko hedge kar saktey hain aur is tarah account ko bary loss se protect kia ja sakta hai. Negative running trade kay against trade ko hedging kehte hain
                • #9 Collapse

                  aap koi be decision krny ke qabil nahy rahyn gy, Hedge aik proper market ko dekhty ho market ko study krty howy krni chaheye otherwise heddge is dangerous with my opinion you should practicing first on demo account and then apply it on real.hedging ka matlab hai kay ap aik hi pair ko same price par buy aur sell kar lain phir agar wo kisi directions mai bhi move karta hai.
                  • #10 Collapse

                    main swala ka jwb ye du ga k forex main bara role hai kun keh gaar hum se ghal5 trade lag bhi jaey to koi preshani ki zaroorat nahi hai aur hum easily trade kohedge kr sakty hen...
                    • #11 Collapse

                      jab hum Market main ek buy Ki Trade lagatay hain or kuch Dair baad market hamaray Against Chalnaa shoro ho jati hai Tab hum Ek Sale ki Trade open Kar Detay hain,mukhalif simt main Trade open Karnaa jis Ka volume Pehlay Wali Trade say zyada ho usay hedge karnaa kehtay hain,isay kholnaa tou asaan hai magar perfect time par kam Say Kam nuksaan k Sath nikalnaay K liye Achay Skills or market ki Achi knowledge honaa Zaroori hai
                      Mind Is like A Parachute - It Is Useful only IF Open
                      • #12 Collapse

                        Forex hedge se murad ha k jb ap ki trade for example apne euro usd buy kia huwa ha or woh selling man chala jata ha ap apne ap ko saved rkhne k leye or kam loss hone k leye aik order sell ka b de do gae or then ap buy ki trade closed kr 2 gae or us se profit le lo gae is se ap ko nuqsan kam ho ga isi ko hedging kehte han :)
                        TRUST ON ALLAH AND NEWER GIVE UP ... حسبي الله اونعم الوكيل (Mere Leye ALLAH He kafi ha )
                        • #13 Collapse

                          forex me hedging kya hai wo to mujhe thik se nahi pata hai par mene kahi suna tha ki hedging ka matalat hota hai ki hum apane sare trad ek dusrey ke opposite lagaye matalab ki hum ek time par eur usd buy and sell dono kareaur aako nato loss hota hai aur nahi profit milta hai aur isme sirf kuch hi log trad karte hai
                          • #14 Collapse

                            jab hum Market main ek buy Ki Trade lagatay hain or kuch Dair baad market hamaray Against Chalnaa shoro ho jati hai Tab hum Ek Sale ki Trade open Kar Detay hain,mukhalif simt main Trade open Karnaa jis Ka volume Pehlay Wali Trade say zyada ho usay hedge karnaa kehtay hain,isay kholnaa tou asaan hai magar perfect time par kam Say Kam nuksaan k Sath nikalnaay K liye Achay Skills or market ki Achi knowledge honaa Zaroori hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              jia h bhi ij hedign ka bt ghalt haiis si aaccoun tblock oh kst aha is iy hum ko order aik jaisy nahi laagy ah chaye is sia hum ko hi loss oh ga is lliy hum ko iskiandr

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X