Pls dont repeat thread with addition of some words.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #196 Collapse

    umm ryt.. copy paste tou forex me allow bhi nhe hai aur plz kuch new aur knowledgeable threads post karen brcause ap already ek post pe bht kuch bol chuky hoty ho bar bar bar kuch threads repeat horhy hoty hain usse kafi irritation hoti hai :/
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #197 Collapse

      ji ha bhi ij reapet na kiya kro is sai hum ko problem hoty hai agr aik ka bi answer match kr gya to problem ho jai gi account band hoiny khrta ho skta hai i sly
      • #198 Collapse

        Assalam o alikum ji janab baat ye hay kay forex forum main thread ki addition kar kay usko repeat nahe karna chaheye kun kay is say new knowledge hasil nahe ho sakti hay kun kay hum yahan jo bhi thread post kartay hain us say hamen knowledge hasil hoti hay
        • #199 Collapse

          Dosto ap apney thread ko or apney posts ko bar bbar azafey word laga kar repeat na karain . or is main apna experience barhain or us ko share karain tak ayis say or doston ko zayada say zayada faida ho .
          • #200 Collapse

            yes you say right that do not repeat the same thread with same wording or with similar wording, but i think that we should work here purely that should be more knowledgeful and helpful in trading.........
            • #201 Collapse

              yes dear i think that this si the ebst earning way for all and we all need to be an expert forex trader and i think that this si the best way for all of us and we all need to be an expert forex trader and i think that we all need to gain money from forex trading busiens
              • #202 Collapse

                aisay boaht say ziada threads hain jin ko repeat kia gaya hain magar aap is kaam main bhi peechay nahi hain, aap ko bhi kuch nahya nahi mila to purani batain khool k baith gay.
                • #203 Collapse

                  Asalam o Alikum. main yahan new hon or mujhay aisa lagta hai k jo log ya kartay hain k copy paste karna wo kuch new nahe karna chatay or bass is he tarha dosron k balbotay par rahtay hain or is tarha wo apnay demakh ko bhe zang laga rahay hain unhain chaheya k wo apni taraf say likhain..... :) don`t be over smart
                  • #204 Collapse

                    Ap ko koi bhi thread bar bar post nahi krna chahye issay apka time to zaya nahi hoga magr hamara zaroor hoga q k hummay wohi thread doobara typr krna hoga aur phr post krna hoga it is just a time waste
                    • #205 Collapse

                      Yes please do some useful talk here and dont repeat the threads which have been answered already. Try to create the necessary threads dont flood the threading. Agr aap fazul threads baar baar post kren gay to is say logon ko mushkil hoge
                      • #206 Collapse

                        yeah bro main ne bhi aesy buhat se thread notice kiye hain jo k aik he maqsad k hoty ahin jiss ka koi bhi nhi hia aur sab aik he trha k thread hoty hai is sliye iss main aap ko dekh lena chahiye k wo thread hia ya nhi
                        • #207 Collapse

                          g haan apne bilkul saee kaha hai mein apkii baat se sehmat hoon humein chaye k hume jo bhi post kareing wo eik new post ho jss se dosray logon ko bhi information hasil ho and wo dosray logon ko bhi yeh new information btain
                          • #208 Collapse

                            Yes dear ap theek keh rahy ho yahan py mai ny bhi buhat si posts esi dekhi hain jis mein threads he repeat hui hoti hain members ko esa nahin karna chaiye , theek sy har thread ka reply karna chaiye .
                            • #209 Collapse

                              thnak you sooo much for sharing this helpful thread .... may nay kbi aisa ni kiya and may dosray logo ko b yai kahon ga k wo aisa na karay blkay koi knowledge able post karay jis say bht kuch seekhany ko milay logo ko
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #210 Collapse

                                G han dear yeh ap ny bohat hi achi baat share ki hai humain aksar aik jesy hi threads dekhny mai aty hai so humain chahye k hm bajae wohi thread post karny k aik new thread banany is sy humain learning ka ziada chance mily ga

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X