Forex trading me loss
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trading me loss
    Sir trading me loss ki aisi kia waja ho sakti hai jies ki waja se Hume profit ni kro sakty balky loss krty hain
    ALWAYS BE HAPPY
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Loss ki main waja trading knowledge ki Kami aur without planning aur market analysis k jo b trade kertey hain us me sirf loss he hota hai. is liey agr profit hasil kerna hai to in chezon se bachna chahiey.
    • #3 Collapse

      forex trading main loss ki jo wajha hai wo hamri lalach hoti hai trading main kyun k hum forex trading main jab koi trade laga ty hain to us ko zayda profit k liya ya to us ka lot size barra lag dy ty hain ya phir us main jaldi bazi kr k galat trade laga laye ty hain aksar log stop loss b nhi laga ty ya b wajha hai loss ho ne ki per agr app in cheazo ko sahi sy follow kro to app loss sy bacha sahk ty ho bus trade kr ty time jald bazi nhi kr ne chahy.
      • #4 Collapse

        Forex trading main loss ki sub se Bari wjah hmara lake of knowledge hai q k jub him market ko achi trha analyse nh kar paty tu market hmary against mn move kar jati hai es liye hmain chahye k him apni trading main apny knowledge ko increase Karen ta k hum profit hasil kar saken loss se Bach saken
        • #5 Collapse

          Aslam o alikoum daikhain brother aslam o alikoum trading main loss bhi trading ka hissa hai agr loss hota hai wo loss na ho es kay laiy aik learning processes hota aap jab us processes ko use krain gy too loss nhe ho ga kam ho ga agr howa too
          • #6 Collapse

            knowledge ki kami trading mein loss ki bari waja hai iss k ilawa market analysis na krna bhi iss ki main waja hai
            • #7 Collapse

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Pak14 پيغام ديکھيے
              Sir trading me loss ki aisi kia waja ho sakti hai jies ki waja se Hume profit ni kro sakty balky loss krty hain
              Forex trading Madrid score job loss ho toh unko us Moscow normally Lena chahiye Agar traders loss ki tension Le Gaye to go next time bhi thik se kaam nahi kar Sakenge aur unko loss ho jayega
              FRD 07 TRADING JOURNAL
              • #8 Collapse

                Forex trading business mein loss hone ki buht si waajoohaat han jn se loss hota hy is mein knewledge ka kam hona aur forex trading business ka experience kam hona aur forex trading business mein over trading karna greed karna aur analysis k baghair trading karna is se loss ho sakta hy
                • #9 Collapse

                  Forex trading main jahan tak me samjhta hun main vja loss ki ha hmara lalach. Forex trading main profit hasil krnay ka mind rakhna koi buri bat nai lekin hota yeh ha jb jb hum ratto raat rich ban'nay k chakar main par jatay hain to meray khayal main loss ko control krnay k leay sb say pehli chez ha analysis with cool mind. New trader agr demo pay ziyada practice nahe krain gay to un k wo concets clear nai hon gay ho khud had say krnay hotay hin.
                  • #10 Collapse

                    sir je apko agar loss ho raha hai to uski 2 bari wajuhaat ho skti hain 1 to ap lalach krte honge bari lots lagate honge or stop loss ka istemal bhi ap ni krte honge or dosri bari waja ye hoge k ap jo trading krne k lia apni stragety istemal kr rhe hongay wo kaam ki ni hoge es lia behtar yahe hai k ap apna trading style ko loss management par lekr aye or apni stragety change karen ap.
                    • #11 Collapse

                      bhai jaan is mn sb sy yeh wajah k ap k pas knowledge kaam hona or is k bad ap ko is ka expernice kam hona hy is lye humeny in sb sy cheezno per focus karna chaeyh ..os ki mean reasons or bhe yeh hy k agar hum is mn lalch karey gy tu humeny boht faida ho ga ...
                      • #12 Collapse

                        bohat acha sawal ha ager hum ko trade ka koye knowledge nhi hota ha to per hum ko loss ka elawa kuch nhi ho sakta ha es leya hum ko forex ka knowledge lana chaheya or per hum ko planning sa trade karni chahey per hum ko success ho sakte ha warna loss ka elawa kuch nhi ho sakta ha ..................
                         
                        • #13 Collapse

                          g bhai jaan mn aj ap ko loss ki sab s bari wajah btaney chala hn kunkih jb hum pakistan forex pey posts kertey hn to hum bahut si mistakes kertey hn jis ki wajah sey hum ko bonus kam milta h or jb hum trading kertey hn to humen na to koi prectiece hoti h or na expereince to is liye hum loss mn per jatey hn is meri new traders ko aik advice h kih wo pehley demo account per jitni ziyada ho sakey orectice karen phier wo trading start kaern gey to insha allah wo profit earn karen gey or loss s bch jaen gey...
                          • #14 Collapse

                            Profit and loss is the part of the trading business but there are the main reason for loss is liye loss se bachte huwe trading karni chaiye ta ke ap permanent business kar saken.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Dear forex trading main loss ki sab se big reason lalach hai bhot se log forex trading main lalach ki waja se loss karty hain woh kabhi bhi small profit main tazi nahi hoty hain balky high risk lety hain or loss karty hain.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X