Fulfil your need, not greed
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #436 Collapse

    yes agar ap chahyt hen k ap ka mind tension sy relax ho to ap apny zarorat k mutabiq hi trade lagay zyada greed na kren is sy ap ki investment or time dono ka loss ho ga
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #437 Collapse

      jfdbn fbrufrbu bbdye greuyge rehfirfjioj wfdeurgfruf rifregfugreuf rrhifrfirfj rif hrugfruyfruvh nirf nviuhcrugruf bur rrjj saod jif hdujbfy vgruyhffdif jvi rhugrhugrh giurhg
      • #438 Collapse

        apki bat thek hai brother agr humy itni income mil jati hai tu hmy greed nagi krni chaye,han zaida investment zrur kren per begair sochy smjy apna barbad mt kren
        • #439 Collapse

          Well, Aap ki baat theek to hai lkn kaam insan k kabhi khata nahi hotein ek problem solve hoti hai to dosri problem hojati hai . Agar is ki earning se apke masail full fil hojate hain to mere khayal mein ye phr use nahi karna chaiye kaam balke us ko isi field mein ek proffessional ban na chaiye.
          • #440 Collapse

            Assalam-o-Alaiqum, han bilkul lalach tou business me aisa hai k jaisay aag lagadi jae saray samaan me zada k chakkar me sab chala jata hai hamesha bachna chaiye lalach se kam kamana sab gawanay se behtr hai.. agar forex se hamary needs fulfill horahi hain to hameen hargiz greed nahi karna chaiye..
            • #441 Collapse

              trading ek aesa business hai jiss me hame apna life style change karnay ka pora moka milta hai.yani hum yaha say apni umeed say zyada earn kar saktay hain.
              • #442 Collapse

                hum log lalach ya greed ko kabhi bi pura nhn kr sakhte hai agr ap ko pta ho ke ap ki needs kya hai tu us hisaab se forex mein mehnat kr ke earning kr sakhte hai zyada lalach se overtrading ho jati hai jo ke buniyadi reason hota hai loss ka is lye hame greed se bachna chahye aur sirf apni needs to fullfil krna chahye trading se
                • #443 Collapse

                  Forex trading ka business ek open se ha humi is main only itna profit gain karna chaya jitna hum easily earn kar skain with greed ka . kiyo key Forex trading main greed Karna walo ka liya koi earning nahi hai .
                  • #444 Collapse

                    yeah dear issi liye u kehty hain k forex main aap ko apna target itna rakhna chahiye k aap uss ko asani se achive kar lain aur aap ko koi problem bhi na ho yani risk bhi zeda na ho kyoun k jitna zeda risk ho ga utna he zeda loss ka chance barh jata hai.
                    • #445 Collapse

                      mere bhi ap ko chaye k ap apniu zarorat ko puri karo ko kise lalach ki zarorat ni ha jb ap lalach ki tarf jate ho to zayad ki lalch ma koi ghalti kr k loss ho jata ha or forex trading ma loss acha ni hota or forex trading ma lalch haram ha is liye jatna milta ha us ma he khush rahna chaye
                      • #446 Collapse

                        ji han bilkul forex bht acha business hai jahan achi earning kr saktay hain lekn itni earning karain aur mehnat kr k keh apki needs pori hojain apki financial condition achi hojai is se zayada ki ap greed karaingay to profit ni loss hi hoga..........isilye apko chahiye itni earning me satisfy rahain k apki needs pori hojain......
                        • #447 Collapse

                          trading aik ahsa bussiness ha jis main app apni trading kay zahrihay achi earning kar saktay hain aur aur har o business jis me ap zyada lalichh karoghe isme apke nakami he sabq bane ghy aur mere khyal me har trader ko lalich se he spacialy apni needs ko bahsaani pohra kar saktay hain lakin needs ko lalich se...........
                             
                          • #448 Collapse

                            forex is there to fullfill your needs don't take it as a medium to fulfill your greed. if you are greedy keep away from forex. if you are here because of your greed then it is not the platform for you. forex fulfills your dreams it can fullfill your necessities but not your greed. it will infact punish greedy people
                            • #449 Collapse

                              yes when need become fulfill then we should not folow our greed because through greed we may be invovle in high risk and get loss in our
                              business so keep careful about that...........
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #450 Collapse

                                dost aap ke bat kisi hadd tak to theek hay lakin may is say mukmal agree nahe karta forex forum say aap apni zruryat to puri kar sakty han lakin saving nahe kar sakian gay is k liay aap ko mehnat karni chaiya aur zyada learning karni chaiya q k zyada learning ke bdolat he aap zyada profit hasil kar sakty han aur ham ko trade may kabhi bhe greed nahe karni chaiya q k lalich burri bala....

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X