What to do after a loss?
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #46 Collapse

    Loss ke baad aap ko bht zyada pataince ki zarurat hoti hai aur aap ko apne loss ki waja se ghabra ker peeche nahi hatna chahiye aur mehnat kerni chahiye
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #47 Collapse

      loss k bad hamy upset ni hona chaheya balky apni galtio sy sikhna chaheya or next time un ko avoid karna chaheya ta k profit earn kar sky or loss na ho loss hona koi bari bat ni ha ku k business mi profit k sath loss v hota ha es lia hamy apni galtio sy sikhna chaheya ta k next time loss na ho.
      • #48 Collapse

        loss agr to ho jay to is min ap ko to ap ko relaexx karny ki koshish karni chahiy q k us waqt hum ajaty hin preshar min or isy min dubara trading karin gy to hum ko or loss uthana pr sakta hy to ap us waqt tading na kaein .
        • #49 Collapse

          agar apka loss ho jaye to computer shut down kark so jao phir uth kar nahao . phir us ka khasara doosri trade laga kar poora karo.
          • #50 Collapse

            Bahi loss kay baad thora rest wala option theek hai agar aap rest karo gay aur dobara say fresh mind kay sath trading karo gay aur apni pehlay ki galtiyon ko dobara dohraho gay nae tou inshallah aap zaror kamyabi ki taraf he jao gay aur theek thak profit hasil kar lo gay.
            • #51 Collapse

              bhai loss ke baad us ko cover karna chahiye or jitna ho sake loss se bacha jaye na ke us ko increase kiya jaye hum ko forex me loss nahi karna chahiye taa ke hum ko bare is me band na hona pare loss ko cover karne tak .
              • #52 Collapse

                meray dost main ye samajhta hun ke agar banday ko loss ho toh usko chahye ke woh pareshan nahy ho aur apni ghalty find karkay us ko dhoor karne ki koshesh karay, is say woh successful hoga
                • #53 Collapse

                  one shoulod not step back if he is lossing continuosly in trading because loosing is a part of forex or insan apni ghaltion se hi boht kuch seekhta hai is lie usko apne app par yaqeen rakhna chahie
                  • #54 Collapse

                    ups and downs cme in life so a real trader should not loose hope after a loss because there is always loss as well as profit in a business.so a man should keep trying and not loose hope.
                    • #55 Collapse

                      loss say aisa khuch nahe hota because jb tk ap ka loss nahe hoga jab tak ap khuch karna nahe seekh saktai or hamai chayah k hum loss honay k bad seekha k q loss howa hai hamaira or next time loss na ho aisa us ki try karay per himat na haray try kartai rahay k loss na ho.....
                       
                      • #56 Collapse

                        jab loss ho jata hai to wait karna chahye shae waqat ka markeet ko dekhna chahye jb app ko lage k yaha kuch profit ho sakta hai ya phir jo loss howa hai wo kam ho sakta hai to dear nahi karni chahe.
                        • #57 Collapse

                          loss k bad bhai saber he bather cheaaz hain ku k yeh buisnuss hain loss and profi tu mukaader ki baat hain likeen apni mehnaat barqaar raki himaat mat harey ..
                          • #58 Collapse

                            lose k bad humain kabhi bhi emotional nai hona chhaye na hi himmat harni chahye....humain chahye k hum apny lose ki waja ki janne n mistakes se sabaq hasil karain n un ko sudharne k liye apni knw0ledge n experience ko or strong karain....takay hum loss se bach sakay n acha pr0fit earn kersakay....
                            • #59 Collapse

                              jab mujhe loss hota hai tw me phr emotion me nahi doobta baleky dekhta hun ke kia mistake hoi and howa kia and kia kia galtian thi kia mene predict sahi nahi kara mene kia news follow nahi kari yeh sb dekhta hun
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #60 Collapse

                                forex me loss ke baad aadmi ko yeh dekhna hai ke wo kis mistake se loss huwa hai aur usko wo follow karna chaiye aur har loss ke baad aadmi ko ek new lessong milta hai sikhne me.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X