Forex trading men risk factor kitna rakhna chahye?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #706 Collapse

    my dear friends risk factor app ke volume size per depend ker ta hai agar app na suppose k tor per 0.10 ke volume ke trade lagy hai tu app es mai 3 dollar tak ke risk ly saktay hai mere hesab saay;;;;;;;;;;;;
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #707 Collapse

      dearf riends mein samajta hoon kay forex trading bhe aik busines hai aor mein samajta hoo kay risk factor her business hai hota hai risk factor jitna zyada hoga profit bhe utna he zyada hoga
      • #708 Collapse

        g bhai mere khyal mai new trader ko little investment se start karna chaheyai kionke forex aik risky business hai aur ager new trader thora investment karega to loss bhikam hoga aur achi learning kar sake ga
        • #709 Collapse

          hamy risk ko kam rakh k lot size kam he use karna chaheya ta k agar market hamary against jay to hamy zayada loss na ho ku k agar ham lalach kary gy zayada earn karny ki or lot size big use kar ly gy to hamy bara loss ho skta ha or account b wash ho skta ha.
          • #710 Collapse

            forex men hume apne balance k mutabiq risk lena hota hai agr balace ziyada hai to ziyada risk agr balance kam hai to kam risk.. take risks if u win , uwill be happy if u lose u will be Wise :p
            • #711 Collapse

              we're innovative customer to the pak sort and understanding a foreign exchange i did so never expend nearly anything now while in the foreign exchange business enterprise for the reason that concerning virtually no capital hence to get so possible expend them now we're perfecting the following sort so possible purchase the bounce while for your innovative individual it's important to master initially i actually have no notion for the quite a lot measurements we're understanding them...............///////////
              • #712 Collapse

                brother mein 100$ par 0.05 ki lots size use karta hoon yeh lot size bohat hi best hai is me humein loss bhi kam hota hai or profit bhi hum acha haseel kar saktey hain 100$ par 0.05 say best trading kar saktey hain hum log forex me
                • #713 Collapse

                  if you are too afraid of losing money in forex, then stay away from forex. do not jump in to something that you are afraid of. for me, i am afraid of losing money in forex, but i learn and keep learning everytime i have a chance to increase my knowledge and skill so i can trade with gaining good profit more than i lost.
                   
                  • #714 Collapse

                    yea depand karta ha members pea ka un ka capital kitna ha or jis ka pas zyada capital ho ga wo zyada risk la ka zyada earn kar sakta ha but jis ka pas kam capital ho wo chahtea howa bhi zyada risk nahi la sakta
                    • #715 Collapse

                      Agar trader forex main new hai to shru main usay risk factor km rkhna chaheay taky ghlteon ki wajah sy ziada loss na bear krna pary or jub trader forex k kam main thora experienced hojay to phr ziada risk bhi ly sakta hai q k experience k baad wo ziada risk ko bhi km kr k apni earning barha sakta hai
                      • #716 Collapse

                        Stop loss aur Take profit har trade par set karne chahiyen aur in ki ratio 1:3 rakhi jaye to behtar hai. Misal ke tor par agar aap ne Stop loss 20 pips set kiya hai to Take profit 60 pips set karen. Take profit hamesha stop loss se ziada ka set karna chahiye.
                        • #717 Collapse

                          assalam-o-alaikum janab mein is bare mein ziyada to nahi janta but mein aap ka shukriya ada karna chahun ga becuz mujhe ap ki post ki waja se bohat achi information mili hai Thank you so much for posting...
                          • #718 Collapse

                            20 % ka marjan sa zaida ka risk nehe lena chaye for example agaar aap ka pas 100USD ahin tu aap ko 2o USd ka risk he lena chahye is sa zaida ka risk nehe lena chahye baqe aagr aap ko experince zaida ha ur aap ko yaqeen haa tu aap ki mrze wrna 2 sa zaida nehe krna chaye
                            • #719 Collapse

                              risk ham kam l ya zayada ye hamri investment per depend karta hain k hum kitan invest kar rahe hain is liye is cheez ko hame trading k sath sath rakh kar change karte rehna chaiye
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #720 Collapse

                                Mere bhai aap risk ko kitna kum rakhna chahte hai is baar k liye aap ko apne baare mein knowledge hona chahain aap ko apne circumstances ko follow karte hue risk ka level set karna chahain ye aap per depend karta hai k aap ki situation kiya hai aur aap kitna risk le sakte hai aap k paas kitni information hai aur aap ki information kitni valid hai.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X