knowledge is not enough in forex...
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #91 Collapse

    sirf knowledge ka hona zaruri or ye har kaam k liye zaruri ha. wo is liye k jb tq apko apka knowledge practically use na krna ata ho tb tq ap k knowledge ka koi faida nhi.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #92 Collapse

      your knowledge is important but experience is more important than knowledge. Because what we read in booka and hear is not always correct. We have to jump into the scenario to get in touch with the trading business. So knowledge in not enough
      • #93 Collapse

        dear agar hum ne forex trading me trading kar ke earning karni hai to hume trading ko learn karne se jo knowledge milta ai us ko paractical tor per demo account me trading ki paractice ke liye us ekarna chaiye is se hume acha knowledge or experience mile ga................................
        • #94 Collapse

          haan gee is kaam main aap ko jitna ziada say ziada ho sakaky seeekhna chaiy kay ais main kaisay behtari li ja sakti hai or is kaam main itnay say waqt main kamai kaisay ki ja sakti hai.
          • #95 Collapse

            salam mery bhai forex trading me knowledge ki bohat ziada importance he trading me knowledge kabhi khatam nahi hoti ap ke pass jitni ziada knowledge ho gi ap ka experience utna hi ziada barhe ga or tradfing me earning bhi ziada ho gi or jitni ziada earning ho gi ap life me utna he enjoy ker saken ge...................thanks
            • #96 Collapse

              yeh toh thk hi kaha hai apnay k sirf knowledge say hi kam nae chalta forex m is m experience ki bt bht zarorat hoty hai jis say umain bht kuch seekhnay ko b milta hai aur humain agay say agay bharnay ka b chance milta hai .
              • #97 Collapse

                knowledge itni ahm nae hai jitni ke practice important hai practice se he aap ke pas experience ata hai aur skills improve hoti hai to knowledge ke sath hi aap ko practice bhi karni chahiye tabhi dono cheezen sath chale gi to kamyabi hogi. practice ke liye demo account best hai.
                • #98 Collapse

                  ji han ye kehna ghalat nahi hoga k sirf knowledge hi kafi nahi hoti forex trading mein kamyab honay k liye bht si cheezon ki zaroorat hoti hai jis mein apka experience aur zahanat ki sab se ziyada zaroorat hoti hai in sab cheezon ko use kar k hi ap forex trading seekhtay hein aur is mein success hasil kartay hien.
                  • #99 Collapse

                    forex me knowledge hasil karne se he aap ko faida hasil ho paye ga or forex me jitni aap ko knowledge milti jaye gi is business ki utna he risk or loss ke chances kam se kam hote jayen ge .
                    • #100 Collapse

                      dear you are right i agree with you... forex mai hamari knwldge kabhi bhi kahatam nahi hosakti hai hamen bht In every field of life we have must need to do practice and practical performance, our knowledge can't give us good
                      • #101 Collapse

                        ap ke study ho ge to ap ko knowledge to ho jy ga or agr ap ko ilum ho ga to ap ko expereince ka hona be lazmi he es le try ke jy to acha hota he ky ham ko good aro ache earning ke le hamara skill be good aor best hona chaye
                        • #102 Collapse

                          my dear firend agar hum ne trading knowledge gain kia to hum ko forex me earning mil sakta hay . leken hame chahiye ke hum knowldge ke sath sath trading skill bee behtar se behtar kare taake hame har morh par sirf aur sirf profit mele . hame learning jari rakna chahiye .
                          • #103 Collapse

                            mery khayal mein es ke bary mein har kisi ki apni apni ray hai kiu ke forex trading ke business mein baz trader knowledge hasil karty hain or baz nahi karty hain.
                            • #104 Collapse

                              knoledge bohat zaruri ha is businessmay a[ko is may loss nahi ho ga knoledge lainay say apko is may incoe may izafa hi ho ga or apko is may kamyabi hi apko is may upper lay jay gi
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #105 Collapse

                                Foex main knowledge ki yada ahmiat ha kiun kay jitna hum ko us kam kay bary main pata ho ga utna hi phr us kaam ko hum buhat yada behtar aur achy treky say kar sakin gy iss amain humara hi faida ha aur phr iss treeky say hum apny kaam main pori aur achi taah behtri bhi la sakty hain yahi humaa poorafocus ha apny poory kaam par aur agh ybarhny ki lagna bhi aur himat bi ha yada achy way say yahi humara poorafocus ha iss main

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X